His Haseena

2.1K 167 15
                                    

Anubhav: Aap.... aapko jo karna hoga kar lijiye ga bas abhi hume aapko uske paas chodke aana hai. Aap jaldi se taiyaar hoiye.

Haseena silently went to the washroom. She went down to Maa's washroom as Anubhav broke the door of the washroom.

Anubhav's POV: Yeh Haseena Ji ko kya hogaya hai. Hume purn vishwaas hai ke inke mastishk mei kuch na kuch toh chal raha hai. Haseena Malik aise humari baaton mei aakr uske paas itni asani se toh kadapi nhi jayengi.
Hume pata lagana hoga.

After half an hour he was standing at front of Haseena in the hall. He noticed the nuptial chain in her neck.

Anubhav: Aapne apna mangalsutr kyun nhi utara?

Haseena: Aapne pehnaiya tha aap hi utar dijiye.

Anubhav's hand went towrads her neck and opened the nuptial chain. He gave it to Haseena.

Haseena took his palm in her hand and kept the nuptial chain on it. Her eyes were yet teary again.

Haseena: Hum itne bhi kamzor nhi hai Mr. Anubhav Singh ke aapki baat maanke uss raksas ke paas chale jaaye.
Hume pata hai ke aap iss mission mei hai jaha par usse pakadna hai.

She said these making Anubhav shock. He rested her other palm in his hand.

Haseena: Aur hum iss mission mei aapka pura saath denge. Jab shaadi ke saat phere liye the na tab aapko ek wada kiya tha aapke aage hum khade rahenge aapki dhaal bankar. Kisi bhi musibat ko pehle humse takdana hoga.
Hum saath denge aapka Anubhav.

Haseena tip toed and put her head on his. There nose also joined.
Anubhav was crying as so Haseena.

Haseena: I Love You Anubhav.

She wrapped her hand around his neck. Anubhav was staring at her face intently. His gaze travelled from her eyes to her lips. He closed his eyes and leaned in. Taking the cue Haseena too closed her eyes and leaned in.
Slowly the bridged the gap between there lips.

After breaking away, Anubhav asked while seeing deeply in her eyes.

Anubhav: Aapko kaise pata chala ke hum mission mei hai?

Haseena gave her signature smile.

Flashback

When Anubhav went in the study room. Haseena too followed him.

Haseena's POV: Hume itna toh pata hai Anubhav ke aap kuch toh chupa rahe hai par kya ab woh hume janna hai!
Aap aise insaan nhi hai jispe koi bharosa nhi kar sake. Aap kabhi bhi kisi ka bharosa nhi tod sakte hai itna toh hume bhi pata hai.
Sab hum hazaaron mei ek kehte hai Anubhav par aap crore o mei ek hai.

She silently stood near the the door outside and heard Anubhav talk about his majboori and bebasi. She went inside her room after listening to all his words.

Haseena's POV
Hume pata tha ke Haseena ka Anubhav kabhi bhi kuch bhi galat nhi kar sakta aap ek baar khudko zaroor dhoka de sakte hai par hume nhi.
Ab hum bhi iss mission mei aap saath denge, chahe jo bhi ho jaye.

Flashback ends.

Anubhav left her waist and moved on other side.

Anubhav: Haseena ji hum maante hai humne aap bohot hi zyada peeda di hai. Humare boss ne hume ussi din iss mission mei on board le liya tha.
Humare beech har baar aisa jyun hota hai Haseena. Hum.... hum nhi jee sakte hai aapke bina Haseena parantu har baar kuch na kuch hota hai jisse humari saari umeedon pe pani phir jata hai.
Kyun hum ek sadharam manushya ki tarah nhi jee sakte hai? Kyun hume prem ki anumati nhi hai? Kyun hume har baar aapko itni zyada thes pohunchani padti hai Haseena? Kyun?

He dropped down on his knees and began to cry.
Haseena went to his and cupped his neck. He kept his head in her chest and cried all his heart out.
After a good crying session they separated. Haseena cupped his face with her palms.

Haseena: Anubhav chaliye jald se jald iss mission ko complete karna hai hume. Aapko hum phir ek achi si jagah pe propose karna hoga.

Anubhav chuckled.
She joined her forehead with his.

Haseena: Anubhav hum saath rehna chahte hai. Hum aapke saath apni saari umar bitani chahte hai Anubhav.
Hume nhi pata hum zinda lautenge ya nhi par hume abhi bas aap chahiye. I want you Anubhav please.

Anubhav slowly picked her up and moved to there bedroom.

Kuch Toh Hai Tujhse RaabtaWhere stories live. Discover now