Memory

1.3K 160 26
                                    

Continues from previous part

Haseena is sitting on the edge of the bed caressing Anubhav's hair while the doctor is checking his heart beat. Aabhas is sitting beside his father looking at him with concern.

Aabhas-Baba ko kya hua hai doctor uncle....(he asked worriedly).

Dr-aapke Papa ka blood pressure low ho gya tha isliye behosh ho gye hai......(he replied with a smile).

HM-achanak se blood pressure kaise low ho gya.....(tensed).

Dr-ho jata hai kabhi kabhi isliye aap tension mat kariye bas inka khyaal rakhiye......

Aabhas-toh Baba theek kab honge?

Dr-bas thodi der mein aapke Papa ko hosh aa jayega.....

HM-aur koi problem toh nhi hai doctor?

Dr-nhi bas aapko inka dhyan rakhna hoga, inki physical health theek nhi hai isliye diet par dhyan dijiye aur jitna ho sake inhe mental peace dijiye......

HM-ji doctor.....

Dr-theek hai phir main chalta hoon aap dhyan rakhiyega Anubhav ka.....

HM-thank you doctor....

Dr-it's my duty Mrs.Singh.....(he said with a smile).

HM-Aabhas tum yahi apne Baba ke paas baithe rehne hum aate hai.....

Aabhas-ji ammi......

Out side of the room

Dr-Mrs. Singh jitna ho sake apne husband ko relax aur tension free rakhiye warna unke health par uska bahut bura effect padega.....

HM-hum puri koshish karenge ki Anubhav ko koi problem ya tension na ho.....

Dr-aur yeh dawaiyan manga kar unhe time par de dijiyega.....(he said giving a prescription to her).

HM-shukriya doctor.....

Dr-main chalta hoon.......(he left).

Haseena walks into the room and smiles seeing Aabhas lying beside his Baba.

Aabhas-Ammi! aap aapni uniform change kar lo main yahan hoon Baba ke pachh......

HM-pehle aap hamare ek question ka answer do....

Aabhash-puchho.....

HM-aapke Baba behosh kaise ho gye?

Aabhas-pata nhi main toh chho raha tha phir badi joroo chhe aawaz huyi toh main dar ke jag gya aur tab dekh ki Baba door ke paachh gire huye hai.......(he said sadly).

HM-aap jab school se aaye toh koi aur ghar aaya tha kya?

Aabhas-nhi toh, Baba mujhe s....sschool chhe lekar aaye toh koi na tha maa bhi nhi......

HM-theek hai phir tum yahan apne Baba ke paas baitho hum aapki Bua ko call karke aate hai......

Aabhas-ji ammi......
_____________________________________
Maa and Aabhas are sitting near Anubhav and waiting for him to regain consciousness.

Aabhas-maa.....

Maa-kya hua....

Aabhas-Baba theek kyu nhi ho rahe hai....(he asked worriedly).

Maa-tumhare Baba ko bachpan se hi jyada sone ki aadat hai isliye.....(maa said to lighten his mood).

Aabhas-meri tarah.....(he asked curiously).

Maa-haan......(smilingly).

Maa and Aabhas were talking that Anubhav comes to his senses after hearing their voice.

Anuseena-The Soulmate✔Where stories live. Discover now