Bondita denys to Give up...

1K 112 57
                                    

The same evening..... Anirudh was in his room standing in his balcony in the deep thought......when entered som Dada ...

Som: dada khana lag gaya hai .... Chaliye ....

But Anirudh didn't responded....

Then Som Dada loudly uttered "dada"

And then Anirudh was back from his thoughts....

Anirudh: kya baat hai som??

Som: chaliye dada khana lag gaya hai sab apka intazar kar rahe hai...

Anirudh nodded and started moving quietly when Som Dada interrupted...

Som: kya baat hai dada ap kis soch mein dube the ??

Anirudh: koi baat nahi hai chalo...

Saying this Anirudh moved down and som too left behind him....

........................In Dinning Area..................

All were sitting and having their dinner quietly when Kaka ji broke the silence...

Kaka: are Binoy vo Bondita ko phone kiya ya nahi??

When Kaka ji mentioned Bondita Anirudh's ears became attentive and he remembered Bondita's words....

"kabhi bhi apko aisa lage ki you need someone jis se apko apka dard batna ho so ap mujhse keh sakte ... Bondita humesha apke saath hai...."

Binoy: haa dada maine khane se pehele he usse phone kiya tha...(Anirudh looked at Binoy) bata rahi thi ki hostel kafi accha hai aur toh aur uski ek dost bhi ban gaiee Pihu naam ki jo uske saath Hostel mein room share kar rahi hai...

Kaka: chalo accha hai vidyalay mein toh Anirudh hai he uska khayal rakhne keliye aur Vaha hostel mein usko ek dost bhi mil gaiee....

Bhatuk: vaise big d Bondita academics mein kaisi hai....

Anirudh: hoshyar hai par confidence ki bohot kami hai usme....(remembering the medical room scene) jaha bolna chahiye waha bolti nahi hai aur jaha zarurat nahi hai waha zarur dakhal deti hai ...

Som: (confused) matalab??

Anirudh: matalab class mein apne doubts khulke bolne se darti hai....vaise maine usse samjha diya hai ki bina dare apni baat shikshakon ke smane rakhe...aur usse samjh bhi agaya hai...

Binoy: accha hai...beta thoda dhyan rakhna Arvind babu ne bohot Vishwas se hume uski zimmedari di hai ..

Anirudh: hmm....ap chinta mat kijiye baba mai khayal rakhuga.... anyways I am done...mai sone jaa raha hu...good night...

All wished him good night and he left...

______________________________________

Anirudh went to his room and locked the door... switched off the lights and sat on the chair.... thinking that what happened in the entire day......he remembered each and every moment with Bondita of entire day ...

The Medical room scene when she applied first-aid to his wound... without caring for his anger...

The Staff room moment and her words...

"apke rude behaviour ke piche apki galti nahi hai .... Insan humesha se accha ya bura nahi hota halat use vaisa ban ne pe majbur karte hai .. "

Pyaar Na Jaane Duniya Ke Fasane (Season 2)Where stories live. Discover now