Bindishe aur Ateet ki kashmakash

1.5K 111 39
                                    

At night in a house in Bengal a family was seated on the dinning table ....all were silently having their dinner...when a man with tiny mustache spoke....

Man : Maa apse kuch baat karni hai....

The lady who was sitting on the head seat of dinning table looked at the person ....and spoke in a serious tone..

Man : vo mai aur Sumati Bondita ko 11th aur 12th ki padhaiee keliye kolkata bhejna chahate hai .. aur Bondita bhi iss bar  maan laga kar padhegi usne wachan diya hai...

Lady : aise wachan teri beti pehele bhi de chuki hai par kya hua?? Nibha paiee vo apne wachan ?? Ank toh phir bhi kam he ayee n iske....aur vaise bhi Bondita ko mai akele deenpur ke galiyon mein nahi jane deti...Tujhe kya lagta hai dusre sheher jane dungi mai isse??

"M..mai....mai jana chahati hu Thakumaa"  said a scary girl having a running heart as hell ....
She was none other than our dear Bondita she was too much scared when she said that....

Thakumaa Glared at her with stern eyes ...

Thakumaa: bahar ki hawa ek baar lag  jaye toh ghar mein pair nahi tikte .... Aur mai tujhe har uss hava se dur rakhugi taki teri zindagi mein tufaan na aye .... Tujhe padhai he karni hai toh yehi Deenpur mein karle....Tu kolkata nahi jayegi...

Sumati: maa Bondita bachpan se apke godh mein kheli hai .. apke sanskar hai isme mujhe pura yakeen hai ki Bondita kabhi bhi koi aisa kaam nahi karegi jis se parivar ka sir nicha ho vishwas rakhiye...

Thakumaa silently heard Sumati's words then started thinking...while she was thinking a suspenseful silence appered all around...all eyes were on Thakumaa all were eagerly waiting for her final decision ........
And finally she spoke...

Thakumaa: theekh hai .. Bondita kolkata jayegi ...

All faces turned into smiling once but again became serious when Thakumaa spoke in a stern tone "lekin..."

Thakumaa: Bondita ko meri kuch sharte man ni hogi toh he vo Kolkata jayegi warna nahi jayegi..

Bondita looked  at Thakumaa  and Thakumaa continued ...

Thakumaa: Vidyalay se hostel aur hostel se vidyalay bas itna tera roz ka safar hona chahiye ....manzur??

Bondita: Jee...

Thakumaa: Tu vidyalay padhne ja rahi hai toh sirf padhaie pe he dhyaan dena ladko se dosti karne ki koi zarurat nahi hai ....manzur??

Bondita: Jee

Thakumaa: Tu vidyalay ke har karyakram mein hissa le sakti hai hai yaha tak ki picnic pe bhi ja sakti hai par in sab ka asar teri padhaie par nahi hona chahiye aur na he tu ye samjhna ki tujhe kuch bhi karne ki azadi mil gaiee ....Manzur??

Bondita: Jee..

Thakumaa: aur sab se ahem baat ...tu jis umra ke padav mein hai uss padav mein dil ko jasbaato ke dhoke hona swabhavik hai ...tu kisi keliye bhi apne kisi bhi tarah ke akarshan ko pyaar nahi samjhe gi aur in sab mammlon se dur rahegi.....manzoor??

Bondita: Jee..

Thakumaa: aurr haa roz mujhe apni khabar deti rehena dusre sheher jaa rahi hai tujhe apni sehat ka dhyaan rakhna hai ...manzoor??

Bondita: Jee..

Thakumaa: ab jee jee he karegi ya phir apne thakumaa ke gale bhi lagegi??

Bondita immediately got up and went to thakumaa and hugged her tightly ...Sumati and Arvind smiled seeing that...after a while they seperated...

Thakumaa: tujhe lagta hoga n ki teri Thakumaa bohot sakt hai?? Par beta baat ye hai ki teri Thakumaa ki eklauti kamzori tu hai tujhe kuch ho jaye toh sab se zyada farak mujhe padega...tu humesha salamat rahe isiliye tujhpe itni sakti barki hai maine ...

Bondita: mai janti hu Thakumaa ap mujhse bohot pyaar karti hai isiliye  toh mujhpe ghussa karti hai..

Thakumaa smiled ...

Thakumaa: Sumati Bahu bondita ka saman bandh de...aur dekhna koi kami na reh jaye uss waha bilkul takleef nai honi chahiye .... Bondita ko Kolkata chodne mai khud jaugi..

Sumati : Jee...

and the family  continued with the dinner ...

______________________________________

At other side in Kolkata .... A family  was seated in the dinning area of the house....the was complete strict silence in the atmosphere....

A man in his mid 20's was seated and having his dinner quitely when he observed some movements around him....and then he spoke in a stern voice...

Person : kya ishare bazi chal rahi hai?? Kaka Bhatuk som baba bihari ....kuch kehena hai ap sab ko??

Yes you gessed it right.....the person was none other than our dear Anirudh Roy Chowdhury ❣️

Kaka: vo Anirudh ... Beta tujhe Bijoy Babu yaad hai ??

Anirudh: haa baba ke dost...unka kya ??

Bhatuk: vo Big D ...vo aj ghar pe aye the ..

Anirudh:hmm toh??

Som : Toh dada vo unki badi beti hai n....

As soon as he said that Anirudh Got up from his seat and said in calm but stern voice...

Anirudh: mai ap sab se pehele bhi keh chuka hu ki mai dubara shadi nahi karna chahata..

Binoy: lekin Beta...

Anirudh: keh diya n Baba mujhe shadi nahi karni matalab nahi karni...

Kaka: par beta tere samne teri puri zindagi hai ...

Anirudh: jo ap sab ke saath bita lunga...mere zindagi mein ab dubara koi ladki nahi ayegi....ab meri zindagi  mein kisi ke liye jagha nahi aur na he kisi ke ane ki gunjaish hai....mai dubar shaadi nahi karuga... matalab nahi karuga..

And saying that Anirudh left from their....

Bihari: chote malik aj tak uss baat ko nahi bhula paye...

Kaka: aur uss baat ka aisa asar pada hai Uspe ki vo kisi bhi ladki pe bharosa nahi kar pata ...

Binoy: sahi kaha da apne iskadar tut gaya hai humara Anirudh ki usse jodne ki koshish karo toh aur bikhar jata hai.... bilkul ek zinda lash ki tarha apni zindagi guzarta hai...

Bhatuk: but we can't stop trying ....hume Big D ko iss troma se bahar lana he hoga....

Som: ha bhatuk ...koi toh zarur hogi jo humare dada ko iss dard se azadi degi ...tum dekh lena...

______________________________________

Jaha ek taraf Bondita pe Thakumaa ke niyamo ki Bandishee hai aur dusri taraf Anirudh ki zindagi akele rehene ki kasam kya aisi paristhitiyon mein mukammal hopayega inka pyaar??


.
.
.
.
.
.
So guys this is it for the chapter
Hope you liked it and if you did so please let me know till then stay tuned ☺️☺️
Thankyou ❣️❣️❣️❣️❣️

Pyaar Na Jaane Duniya Ke Fasane (Season 2)Where stories live. Discover now