Chapter 14

400 47 17
                                    

Kairav see his face

He get shocked

K : ye.. yeh kis ka face hai mera face nahi hai yeh aap logo ne mere face ke saath kya kiya

Saira : relax kairav aapka face change ho gaya hai uss accident main aapka face puri tarah se burn ho chuka tha Islay humne aapki plastic surgery karni padi

K : main kaise relax ho jaau mera pura ka pura face change ho chuka hai khud ko pachan nahi paa raha hu main

Saira try to console him

In evening

Kairav get ready to leave from hospital
And Saira also join him (due to medical issues)

Saira : jab tak aap thik nahi ho jaate tab tak main aapke saath rahungi kairav

K : thank you so much Saira agar aap naa hoti toh maine pata nahi kaha hota shayad ab tak mar gaya hota

S : nahi aisa nahi bolte .... Woh kehte hai naa jo hota hai woh ache ke liye hi hota hai

Both leave their

Suddenly kairav see naira he get happy

Ka : mamma... Saira meri mamma yaha hai mumbai main

S : really kaha hai woh

K : woh dekho red dress main hai naa woh meri mamma hai naira sighaniya

But he get shocked to see Karthik and naira together he get heartbroken

K : mamma .. mr Goenka ke saath iska matlab yeh hai ki inhone mujhe bhoola diya inko maaf kar diya ... Jin se main itni nafrat karta hu unke saath rahti hai aur inko dekhe lagta hai ki inko kabhi bhi meri yaad nahi aati hogi kitni  happy hai yeh inke saath
Main inke saamne nahi jaaunga kabhi bhi nahi I just hate him now I just hate her yeh meri mamma nahi hai yeh mrs Goenka

Kairav leave their Saira also follow him

Naira see in same direction

Naira (in mind) : mujhe aisa kyu laga ki mujhe waha se koi dekh raha tha

Kaira : mamma kya hua kaha kho gaye aap

N : kahi nahi beta chalo ab yaha se

They all agree ....




























Story take a leap....

After 5 years....

In Goenka house

Now dadi is dead (due to heart attack)

In night

Karthik : naira finally aaj meri deal crack ho hi gayi
Jo peechle 2 saal se attaki hui thi

N : yeh toh bahut achi baat hai Karthik ....
Aur yeh sab tumhari wajah se hi hua hai tumhari mehant ki wajah se

K : tumne bhi toh bahut saath diya hai mera naira you are lucky charm for me

N : woh toh main hoon

Both are laughing....


In Goa...

naajayaz (Discontinue)Where stories live. Discover now