Samrat's revelation

1.7K 114 10
                                    

Next day morning:
All the family members are in the hall enjoying their tea time... Sairat came down... Seeing them the family members got relieved that everything is back to normal...
Sai comes to the elders with folded hands...
Sai: I am sorry.... Mujhe maaf kardijiye... Mai kabhi kabhi apne bachpana mein kuch soche bagair kuch aise cheeze kar dethi hu jisse aap sab pareshaan ho jathe hai... I am sorry...
Ninad comes to sai placing his hand on her cheek says: sai... Maafi mangne ki jarurat hi nahi hai bacha.... Haa kal jo hua uski vajah maafi maang rahi ho samajh aatha hai... Lekin tumhari bachpana se hume  takleef  hothi hai... Yeh baath galath soch rahi ho bacha...
Kaku: ha sai... Hume koyi pareshaani nahi hai balki hum bhi tho tumhare saath milkar masthi karthe hai... Par tumhe bhi samjna chahiye ki konsi baathe sirf tum dono ke beech mein rehni chahiye... Hai na ?
Sai: ha kaku...
Omkar: chalo ab sab mood teek karlo... Sab normal hogaya hai na... Chalo breakfast karthe hai... Aap log apne apne kaamon mein bhi tho jana hai na...
(Note: guys don't think Mohit stays always at home he goes to his work daily .. he is doing a role in serial... Sam and Veeru go for PS u all know... Sai to college... Baba and Omkar manage a business... What business is not necessary but a well known business...)
Samrat: kya aaj sab aapne kaam delay kar sakthe hai... Mujhe bas kuch vakth chahiye aap sab se kuch bataana hai...
Mohit whispers to Karishma: baby shayad dada vahi baat batane vaale hai... Acha hoga bata dhe..
Karishma: haa

Mansi: kya hua bacha... Sab teek hai na...
Samrat: haa aai sab teek hai... Bas dho minute... Aap sabko kisise milvana hai aur uske baad bataadunga...
Sai virat Mohit I hope tum log rukh sakthe ho...
Sai: ha dada...
Virat: hum rukhenge....
Mohit: ha dadaa...
After few minutes there is doorbell ring...
Samrat opens it and a person enters... U might have guessed already... Yes it's patraleka.... Everyone are bit shocked and confused to see her... All are in the hall... Samrat brings pakhi to the hall...
Samrat: Mai.... Mai Patraleka se shaadi karna chahtha hu...
That's it sab log ko bhohot bada jatka laga...
Samrat: mai jaantha hu ki aap sab shock mein hai... Mera hi decision tha ki hum divorce le ... Aur phir ab shaadhi ki baat kar raha hu... Tab patraleka alag thi aur ab alag hai... Sab jaanthe hai na ki divorce ke baadh bhi mai isse dosthi nibha raha tha... Hum milthe the ache dosth bane.... Ek dusre ko samajhne lage... Aur jab mein mission keliye gaya tha... Us vakth mujhe realise hua ki mai patraleka se pyaar kartha hu... Bhohot pyaar.... Lekin tab patraleka ki feelings ke baare mein nahi patha tha ...jab vapas aaya tho hum mile virat ke bday ke din... Mai usse sab clarify karna chahtha tha lekin isne kudh pehle mujhse pyaar ka ijhaar kiya... Aap log shak kar rahe honge par trust me patraleka sache man se pyaar ka ijhaar kiya... Hum dono saath rehna chahthe hai... Shaadhi karna chahte hai...
Pakhi comes forward and says: mai jaanthi hu ki aapko mujhpar viswas kar paana asaan nahi hai... Aapko lag saktha hai ki mai samrat ko trap kar rahi hu... Trust me mai aisa bilkul nahi soch rahi hu... Mai badal gayi hu... Mai voh pakhi nahi rahi... Mai move on kar chuki hu aur mai samrat se pyaar karthi hu... Sache dil se pyaar karthi hu...
Virat... Tumhe mujhe phirse is ghar mein dekh kar ajeeb lag raha hoga... Shayad sabse jyada ajeeb laga raha hoga .. purane baathe yaad aa rahe honge jaha maine... Maine tum dono alag karne ki koshish kari .... Trust me virat voh pakhi mar chuki hai.... Tum yoga resort vaala chapter se lekar mujhse related saare chapters faad dho... Socho ki hum mile hi nahi... Sai... Sai I am sorry ki maine tumhare saath bhohot galat kiya tha past mein... Par trust me mai ab sirf samrat ke baare mein soch rahi hu... Koyi galat intentions nahi hai mere man mein.... Mai Samrat se bhohot pyaar karthi hu... Uske saath dosthi nibhathe nibhathe mujhe pyaar ka asli arth samajh aya tha... Mai jab bhi uske saath hothi hu tho bhohot bhohot khush rehthi hu...
Aai badi mami ashwini maami sonali mami ninad mama Omi mama... Please please yakeen kijiye.... Maine aap sab ka viswas thoda tha... Ek akri mauka maang rahi aap sab se... Please 🙏
No one has anything to say.... Actually they are in dilemma...
Sai: pakh... Patraleka ji jaisa Aapne kaha ki purane saare baathen bhul jaye aur naye se shuruvath kare tho... Teek hai aisa hi karenge...
Virat: sai....
Sai: inke ankhon mein sachayi dikh raha hai Virat.... Har koyi zindagi bhar galat nahi reh jaatha na.... Har ek ko mauka milthi hai.... Inhe kyu nahi.... Agar dada ko bhi yakeen hua hai tho hume itna kya sochna...
Kaku aap badi hai aap batayiye kya maine kuch galat kaha...
Kaku: nahi sai... lekin... Lekin samrat kya tumhe poora viswas hai....
Samrat: ha mami.... Mai samajh sakthi hu aapko meri chintha hai... Divorce ke baare mein jab maine bataya tha tab aap sab ne dekha na mera dil toot gaya tha... Viswas toot gaya tha... Lekin jab sai ko doondne mein madad kari tabse patraleka mein badlav shuru hui aur mujhe us par viswas... Dosthi ne humara risthe aur majboot kiya hai kaku... Yakeen kijiye... Patraleka ke koyi galath intentions nahi hai...
Kaku: mansi tumhi faisla lo...
Mansi: vahini agar samrat ko yakeen hai aur dono ek dusre se pyaar karthe hai shaadhi karna chahte hai tho hume inki icha puri karni chahiye na... Inhe viswas hai tho hum kyu rokhe...
Sai: teek kaha bua aapne... Kya sab maan gaye....
Everyone nodded yes... Virat is still lost in his thoughts...
Sai: Virat.... Aapko kya hua hai...
Pakhi: Virat mai samajh sakthi hu ki tum is vakth kya soch rahe hoge.... Trust me mai... Tum dono ke beech kabhi nahi aungi.... Kabhi bhi nahi... Mai vahini hu tho vahi bankar rahungi... I am no more the past pakhi virat....
Virat: voh.... Meri jeeva ki khushi se badkar mereliye kuch important nahi hai... Mujhe koyi problem nahi hai bas mai situation ko accept karne ki koshish kar raha hu....
Samrat: tho sabka haa samjhu...
Everyone together : haa....
Samrat and pakhi are happy and they take blessings from everyone....
Sai holds Virat's hand and whispers to him...
Sai: virat.... Pehle ki baath alag aur ab ki baat alag hai... Hum ek dusre se bhohot pyaar karthe hai... Aur humesha ek dusre ka saath denge... Har situation mein.... unki kushi parivaar ki kushi... Aur parivaar ki kushi humari kushi .... Hai na...
Virat: kabhi kabhi na mujhe shock mein dal dethi ho itne bade bade baathe karke...
Sai gives a stare 🤨
Virat: I love you...
Sai: ☺️ love you too

Kaku: Omi ninad pandit se baath karo.. ghar bhulav... Patraleka apne Aai baba ko bhi bhulana... Kal hi shaadhi ki tareek pakki kar denge....
Sonali: barobar vahini...
Everyone gets back to their routine...

Evening:
All came from their respective works and sat in sofa... With chai made by Ashwini everyone had a healthy conversation... About shopping samrat wedding plans and invitations... For which samrat responded...
Samrat: kaku... Mujhe aur patraleka ko dono ko lagtha hai ki hum shaadhi mein humare close relatives ko hi bhulaye... Jyaada nahi... Kyunki... Shaadi phir Divorce phir usi se shaadhi matlab bhohot baate banenga... Jab patha hai ki aisa kuch bholenge tho unhe bhulakar mauhaul kyu karab karna... Jo log hume ache se jaanthe hai unse milkar kushiya manayenge na....
Kaku: teek hai... Jaise tumhe teek lage...
Samrat: aap sab bhi khush hai na... Ya phir mere kushi keliye yeh sab ...
Virat: jeeva sab kush hai Kyunki thu kush hai.... thoda vakth lagega na ki past ko completely humare dimaag se nikhal dhe... Trust me hum sab sache dil se khoshish kar rahe hai aur jald hi kamyaab bhi honge...
Ninad: ha samrat... Virat teek keh raha hai... Thu yeh sab math soch... Shaadhi ke baare mein soch... Apne naye risthe ke baare mein soch...
Omkar: ha samrat... Hum tumhare Khushi mein jee bhar ke khush hothe hai... Is baar bhi dugna khushi se karenge tere shaadhi....
Samrat: love you all....
Mohit: teek hai teek hai... Maska math lagau dadaa... Shaadhi jaldi hi kardenge...
Everyone laughs..
Shivani: tho phirse masthi hogi chauvan niwas mein.... Hurray

In Sairat room:
Sairat come to their room to freshup...
Sai is engrossed in her studies and virat goes to her holding from behind... She is  completely in her arms.. and his face on her shoulder...
Sai: kya Virat... Achanak kya hogaya hai apko..
Virat: ek vichaar aya... Bholu...
Sai: aise bhol rahe hai ki mai Mana karu aur aap maan jayenge...
Virat: mmm.. yeh bhi sahi hai... Tumhe sunna tho padega hi...
Sai: bholiye phir...
Virat: samrat ki shaadhi ho rahi hai na... Kyu na... Hum bhi dubara shaadhi karle...
Listening this sai is in shock she broke the hug stood up comes near Virat she  says...
Sai: kya... Phirse shaadhi....
Virat: haa... 
He comes closer... Holds her completely bringing her into his arms...
Virat: kyu idea acha nahi laga...
Sai: lekin aapko yeh idea ayi hi kyu..
Virat: kyu matlab... Humari shaadhi parivaar ke bina hui thi aur hum bhi kitne udaas the... Koyi excitement nahi koyi kushi nahi koyi masthi bhi nahi.... Phirse jeena chahta hu sai.. voh pal... Tumhare saath... Phirse phere lena chahtha hu... is bhaar poori man se shidhath se har ek rasam karna chahtha hu... Phirse tumhare saath us Pavitra aur khubsurat bandhan mein bandhna chahtha hu....
Sai has tears in his eyes....
They have eyelock until they hear a voice ....
Ashwini: wah godu... Kya kamal ka idea hai... Sry privacy disturb kari darvaza bandh nahi tha na... lekin achi baath hai... Kya idea mila... Abhi jaake sabko batathi hu...
Sai: lekin aai suniye tho...
Aai left by then... Sai is in tension whereas our virat is happy...

Let's see what would be family's reaction....

Ghum hai kisike pyar me❤️जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें