Sai meets Samrat

2.4K 143 3
                                    

Guys you guessed it correct.. it's Samrat..
Samrat looks confused seeing her having tears in her eyes...
Samrat: tum teek tho ho na.. ro kyu rahi ho... Aur ..aur kon ho tum...
Sai:(wiping her tears) mai... Sai... Sai Joshi... Maine apko aisa dekha tho kuch yaad agaya aur aansu....uhh... Aap mujhe apni choti behen man sakthe hai... Voh... Kya mai aapko dadaa bula sakthi hu?
Samrat smiles at her innocence and likes her instantly because of her behaviour... : Ho sai... Apna dadaa man sakthi ho... Acha laga tumse milkar... Tum mujhe apni tai ki yaad dilaathi ho...  Bhohot pyaari hai meri tai... (In low tone) pata nahi ab kaisi hongi..
Sai: kaisi hongi matlab... Aap unse dhoor hai kya...
Sai is trying to find out the reason why he didn't go home if he was safe and why didn't anyone inform that he was found...
Samrat: ha voh kuch mahino se dhoor reh raha hu... Kuch kaam hai yaha.... Isliye...
Sai in mind.. aap jhoot kyu bhol rahe hai Dadaa... Aisa kya hua ki itne mahine aapke lapatha hone ka kabar dekhar aap yahaa pariwar se dhoor reh rahe hai...kahi inhe virat sir aur pakhi ke baare mein.... Nahi sai kuch jyada hi soch rahi ho...
Samrat calls sai as she is lost in her own thoughts..
Samrat: kya hua sai...kaha koyi hui ho...
Sai: kahi nahi dada... Chalthe chalthe baat kare kya...
Samrat: ha chalo... (They start walking) vaise tum kaha rehthi ho mai tho yaha har roj aatha hu itne mahino mein tho tumhe kahi nahi dekha..
Sai: voh dada... Mein nagpur rehthi hu yahaa apne pati ke saath ayi hu.. unhe yaha kuch kaam tha isliye...
Samrat: pati... Tum shaadhi shudha ho... Kam umar lagthi hai tumhari... Itni jaldi shaadhi... Kyu...? Sorry shayad personal pooch liya hai..
Sai: nahi dadaa.. aapko sorry bolne ki zarurat nahi hai... Aur itna bhi personal nahi hai yeh baath... Voh mere aaba ne..
Samrat: aabaa?
Sai: ha mere baba.. voh meri maa meri janam ke baad hi duniya chod ke chali gayi thi... Unhone dono ka pyaar diya isliye aai baba.. aabaa
Samrat smiles and says: so cute sai.. bhohot pyaari ho tum sach me... Continue karo apni kahani..
Sai: ha voh mai kaha thi... Ha... Aaba ne apne aakri vakth par mere pati se vada liya tha ki meri zimmedari le.. ghav valon ne hamari shaadhi karadhi..
Samrat:so sorry sai.. tho tumhari padayi ka kya...
Sai: pad rahi hu na... MBBS... First year... Sasural valon ne pehle nahi mana lekin mere pati ne unhe convince karliya..
Samrat: bhohot acha kiya hai tumhare pati ne... Jaan kar acha laga ki tumhari yeh zabardasti shaadhi hone ke bavjoodh tumhara pati tumhara saath deta hai .... Kuch kismath aise bhi hote hai ki apne marzi se shaadhi karne ke bavjoodh dhoka dethe hai...
Sai is shocked to hear this... In mind she thinks.." matlab samrat dada janthe hai isliye voh ghar nahi aana chahte hai... Bappa yeh kya ho raha hai... Kaise teek karu sab"
Sai: dadaa aap teek ho na... Aap chinthith lag rahe hai ...
Samrat: ha sai... Mai teek hu... Don't worry... Itne mahine kudh ko sambhal raha hu aage bhi sambhal lungaa
Sai: aap kaha rehthe hai...
Samrat: yahi paas mein hai mera ghar...
Sai: apka parivaar bhi yahi hai kya..
Samrat: nahi voh nagpur mein hai.... Bataya tho tha kuch kaam keliye yaha rukhna padaa...
Sai: unki yaad nahi aathi...
Samrat: aathi hai na... Sabki yaad aathi hai... Kaas karke mere Shiva ki...
(His eyes filled with tears.... He is so hurt that his shiva cheated him...)
Sai: shiva..?
Samrat: ha mera ... Mera bhai shiva...
Sai couldn't control her tears now... She understood samrat dada's pain because she also gone through the same at some point of time... She wanted to say everything but feels that it's not the right time... And it's getting late too ... Time for Virat sir to be back to home... So she plans to leave...
Sai: dada... Bhohot dher hogayi... Mujhe janaa hoga... Lekin agar aapko bhura na lage tho kya hum kal bhi mil sakthe hai ?!
Samrat: kyu nahi sai... Mujhe bohot acha lagega... Tumse baat karke kisi apne se baath karne ka feel aa rahi hai... Thank you...
They shake hands... Bid good bye.. and leave...
Sai reaches home goes to the room and sits down leaning to the bed... Crying a lot... She saw samrat dada but couldn't bring him back... Couldn't say that she belongs to his family.... Couldn't say that she is his Shiva's wife... She couldn't make brothers meet... one side Virat sir who is longing for his Jeeva ... Other side samrat dada is deeply hurt because of his shiva... Oh god so much stress... She holds her head with both hands and tries to control her tears...
Virat sir comes home sees sai in that situation and gets tensed... He rushes to sai...
Virat: (in worried tone)sai.... Kya hua... Aise kyu baiti ho... Aur too kyu rahe ho... Bholo...
Sai: kuch nahi virat sir... Voh... Voh achanak aaba ki yaad agayi...
Listening this he hugs her placing her head over his chest and caressing her hair...
Virat: mai hu na tumhare saath... Mujhe aise tumhe chodke nahi jana chahiye tha.... Sorry sai..
Sai:(breaks the hug and wipes her tears and says...) Sorry kyu... Please virat sir aisa kuch nahi hua hai... Dekhiye mai ab bhilkul teek hu... Freshup ho jayiye mein khana tayaar kardethi hu...virat was about to go but sai stops him..
Sai: virat sir... Ek minute aapka phone dijiye...
Virat: kyu... Haww!! Sai  jasoosi karni hai...
Sai: mai bhala aapka jasoosi kyu karungi..? Kuch bhi bolthe rehthe hai... Dijiye na phone..
Virat gives his phone to her
Sai: password kon batayega...
Virat: oh ha... Saivirat.
Sai: kuch bhi... Mazak math kariye...
Virat: arree.. isme mazak karne vaali kya baath hai... Vahi hai password...
He leaves.. sai smiles while typing the password... Sai goes to his gallery.. checks Jeeva shiva pics... Seeing them she thinks.. " dekho tho kitne kush lag rahe hai in pics mein... Lekin ab dono ke chehre mein kush hi cheen gayi... Virat sir hamesha kushi ke mauke par dada ka yaad karke dhuk ho jaathe hai... Aur samrat dada bhi virat sir ko kitna miss kar rahe hai... Bappa... Kuch tho karo na please.... Ab meine bhi taan li hai... Jeeva aur Shiva ko phirse milvake rahungi... Aur Dada ko phirse ghar vapas le jaungii"

Virat freshens up and is doing some of his work... Meanwhile sai is preparing food.. but she is lost in her thoughts..
Sai while preparing chapathi.. instead of placing the dough over Pan she puts her hand... And gets hurt...
Listening her scream ... Virat goes to kitchen and sees sai burnt her hand...
Virat: sai... Dyaan kah hai tumhara... Kya hogaya hai tumhe...
He makes her sit on the sofa applies ointment on her hand...
"Patha nahi kya chal raha hai tumhare dimaag me... ( Looks at her places his hand on her cheeks...).. jo bhi hai mujhse share kar sakthi ho Sai... hmm!? .... Ab batao kya hua..?"
Sai: voh... Uh... Kuch.. kuch nahi na virat sir... Aap jyada soch rahe hai..
Virat: mai nahi ..tum jyaada soch rahi ho sai... achaa teek hai math batau... Jab tumhe lagtha hai ki batana chahiye tab bata dena... please stress math ho...
Sai: (holds virat hand..) mai aapko sab kuch bataungi... Par pathaa nahi ki aap kaise react karenge...
Virat: aisi kya baat hai sai...
Sai: kal sab kuch bataungi... Par aap promise kijiye ki kal aap mere saath park chalenge har halat mein... Please
Virat: teek hai sai.. chalthe hai... Aaj khana bahar se manga Lethe hai..
They get food from outside.. finishes off their dinner and goes to sleep.. they both sleep on either of the corners of the bed... Both in their thoughts but beauty is that they both are thinking about each other...
Worried about each other... I feel this is what makes relation strong and this is what called LOVE💕

Virat thinks.." aisi kya pareshaani hai jo isko andhar hi andhar khayi ja rahi hai...? Bappa... Jo bhi ho sab teek ho jaay... Aur sai ka saath dena..."

Sai thinks.." patha nahi kal virat sir Dada ko dekhar kaise react karenge... Kal seedha mila nahi sakthi un dono ko... Sirf dhikaungi... Ha yahi teek rahega... Dadaa se bhi tho janna hai voh ghar kyu nahi aa rahe hai... Bappa... Jo bhi ho virat sir ka himmath math tootne dena..."

Sai sleeps sideways... Virat observes that she is not able to sleep and moves towards her hugging her from behind resting his head over hers and says...

" Jo bhi hoga sab teek hi hoga sai... Aur agar hum saath hai tho jo teek nahi bhi hai na voh bhi teek karlenge... Ab so jau.."
He kisses her hair.. and says slowly near her ear.." Love you"
Sai feels so peaceful in his arms that within no time she fallen asleep and seeing this virat feels relief and happy..

Let's see what happens next... Stay tuned to get updates... Thank you




Ghum hai kisike pyar me❤️जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें