14. CHITROLE'S FOREWARN

259 22 4
                                    

Chitrole : Raghunath bas tho tum karo.. Kyunki tumhari is natak se tum apne bete ko bewakoof bana sakte ho mujhe nahi.. Aur Kavin tum ek din bahut pachtaoge aaj ka din ko lekar.. Aaj tumne Purvi ka chita jalaya hai..

Raghunath : Kavin chalo yaha se yeh Chitrole kuch bhi bolta hai..

Kavin was about to leave when Chitrole says..

Chitrole : Kavin..

Kavin turns back to him while Chitrole says him..

Chitrole : Aaj tak tumne kabhi Purvi se koi explanation nahi maanga ki usne tumhare papa se paise kyun liye.. Mai yeh bhi nahi kahunga ki tum usse sach jaano lekin satark rehna.. Kya pata ki kab kya ho jaaye.. Aur ha mai aaj hi keh raha hu aaj ke baad kabhi bhi Purvi se milne ki chahat bhi mat rakhna..

Saying this Chitrole left from there. Kavin, Raghunath also left to their rooms. Kavin sat on the bed.

Kavin : Koi kuch bhi bolta hai.. Kisi ko thodi na pata hai ki mujhe kitna takleef hua jab mujhe Purvi ka sach pata chala.. Koi thodi na jaanta hai ki mujhpe kya beeta in 9 saalon mei..

On the other hand, Dushyant, Ishita were sitting with Abhijeet, Tarika, Daya and Shreya. They were feeling bitter about the morning's incident.

Dush : Kuch samajh nahi aa raha hai ki Kavin Purvi ke beech kya hua hai..?

Ishita : Dushyant, kal Kavin apne kamre mei nahi tha aur kal Purvi ke saath jo hua vo..

Abhi : Par jo bhi hua bahut galat tha.. Pata nahi kyun lekin aaj bhi mera dil yeh baat maan ne ko tayaar hi nahi hai ki Purvi ne Kavin se sirf paison ke liye..

Daya : Abhijeet, mujhe lagta hai ki hume Purvi ka sach pata lagana chahiye..

Shreya : Ha, mujhe bhi yahi lagta hai..

Voice : Uski koi zaroorat nahi hai..

Tarika : Kavin...?

Kavin : Dushyant, papa ghar par tumhara intezaar kar rahe hai..

Dush : Kavin...

Kavin : Mujhe uske baare mei kuch bhi nahi sunna hai..

Saying this, Kavin left from there. Dushyant also left from there along with Ishita. While both the 2 couples finally decided to know the truth behind.

So after few days, Abhijeet & Tarika were on the way to Purvi's old house. They just reached her house. They saw Purvi getting into a car & leaving from there. Her face was not visible as they saw her from behind.

Abhijeet, Tarika went to the neighbours & asked them about Purvi. All the neighbours kept quite after listening her name. Both got confused.

Abhi : Kya hua aap log chup kyun ho gaye..?

Tarika : Kuch batayiye Purvi ke baare mei..

Neighbour 1 : Aap hote kaun hai Purvi ke..?

Abhi : Hum uske dost hai..

Neighbour 2 : Kamaal ke dost hai aap log.. Jab zaroorat tha tab pata nahi kaha gayab the aur ab aa tapke dost ka naam ka bahana banakar..

Tarika : Aap kya keh rahe hai kaki...? Hum kuch samjhe nahi..

Neighbour 3 (smirk) : Dekho inko.. Purvi chali gayi hai hamesha ke liye yaha se.. Yeh ameer log hote hi aise hai..

Neighbour 4 : Sahi kaha tumne Sarita.. Hum gareeb log kitne bhi sachchhe dil se kisi se pyaar kyun na kare, log humesha yahi kahenge ki hum log "GOLD DIGGERS" hai..

Neighbour 5 : Chalo yaha se.. Hum log bhi kin ameeron se baat kar rahe hai.. Kuch bhi nahi badalega ab.. Hamari Purvi ka tho dil tut gaya..

All the neighbours left leaving both of them in confusion. They both looked at each other. They tried their best to talk with the neighbours but failed. So being helpless, they returned back.

Later, they informed Daya & Shreya & the 4 of them decided to inform Dushyant. Dushyant wanted to meet Ishita, so in a hurry left his phone in his house. Dushyant & Ishita were in lawn, so Kavin picked the call coincidentally.

Abhi : Dushyant, humne koshish kiya lekin hume kuch pata nahi chala.. Humne puchtach karna chaha lekin koi humse baat karne ke liye tayaar hi nahi tha.. Tumhe pata hai Purvi hamesha ke liye India chod ke chali gayi..

Dushyant came there, saw Kavin on his phone with someone. He looked at his brother being nervous.

Kavin (angry, loud) : Dushyant.. Tumhe ek baar mei samajh nahi aata ki is ghar mei mai us ladki ka naam tak nahi sunna chahta hu.. Phir kyun us ladki ke peeche pade ho..? Chali gayi na vo hamesha ke liye.. Ab mujhe baksh do..

Saying this, he kept Dushyant's mobile in his hand & left from there. Ishita, Raghunath, Ramesh clearly heard what Kavin said.

Raghunath : Dushyant.. Ab Purvi ke baare mei koi behes nahi hona chahiye is ghar mei..

BEYHADHWhere stories live. Discover now