13. HATE : A PAINFUL FEELING

288 22 3
                                    

Everybody clearly heard what Kavin said along with Raghunath & Ramesh. Chitrole came to talk with Kavin but after listening to him, he returned back. Kavin laid on the bed.

Chitrole came back to his house, knocked on Purvi's door. She opened it & looked at him.

Chitrole : Kya hua kuch pareshaan lag rahi ho..?

Purvi : Aisa kuch bhi nahi hai papa.. Bas bahut thak gayi hu kaam ki wajah se..

Chitrole : Purvi jhoot kisi aur se bolo.. Mujhse nahi.. Mai sab jaanta hu ki tumhare aur Kavin ke beech kya hua aur tumne Raghunath se paise kyun liye the..

Purvi : Mai kuch samjhi nahi..

Chitrole : Aaj Kavin ke baaton mei tumhare liye nafrat kyun dikhayi diya..? Kya hua hai..?

Purvi : Kuch nahi hua.. Bas aaj Kavin ko yakeen ho gaya hai ki mai paison ke liye gir sakti hu.. Aur mai thodi der akele rehna chahti hu please..

Chitrole tried to talk but she closed the door locking herself. The next day, she went to Raghunath's mansion. She has to pass through the lawn to enter inside, so she was in lawn walking forward to reach the mansion.

In the mid way, she saw Abhijeet, Daya, Tarika, Shreya, Dushyant, Ishita, Raghunath & Ramesh standing in a circle. She went near them & looked in the direction where everyone was looking.

She saw Kavin threw everything that was related to her on the ground. The things which had their memories stored in them, her picture which used to hang in the locked room everything was thrown on the ground.

Her picture frame was totally broken into pieces. Kavin poured kerosene on the things & lit it. Everyone was confused as they didn't have any idea why Kavin was behaving like that.

Kavin : Yeh sirf cheezon ki nahi meri ek tarafa pyaar ka chita hai..

Saying this, he left to his room. Abhirika, Dareya & Ishyant felt bad for Purvi but they can't do anything at that moment so they kept quite.

Raghunath : Aap sab yaha se jao aur kaam karo.. Aakhir company chalana bhi tho zaroori hai na..

Everyone left except for Raghunath, Ramesh & Purvi. Raghunath looked at Purvi with a smirk.

Raghunath : 9 saal pehle tum badi dhindora peet ke kehti thi ki Kavin aur tumhara pyaar sachchha hai.. Duniya ka koi bhi takat tum dono ke pyaar ko alag nahi kar sakta.. Lekin ab kya hua..? Kavin ne khud apne pyaar ka chita jala diya..

Raghunath & Ramesh left from there. Purvi kept staring at the burning debris with a totally broken heart. She has tears in her eyes which just flow down her eyes. She was shattered but there was no one by her side to console her.

Tu hai nahi yaha
Yeh na yakeen hua
Kaise karu yeh khud se bayan
Bhikhri hu har jagah
Mai ret ki tarah
Na mere dard ki hai dawa

Purvi (pov) : Yeh pyaar ki nahi meri umeed, meri viswaas aur meri khud ki chita hai.. Aaj aapne mujhe jeete jee maar diya hai Kavin.. Ek baar bhi aapne mujhse explanation nahi maanga hai ki maine paise kyun liye..

Chitrole who came to talk with Kavin saw his daughter in a shattered state. He heard what Purvi said. He went near her but she left from there. Chitrole knew very well how heart broken she was right now. He went inside the mansion.

Chitrole (angry + shout) : Kavin....

Kavin (coming down) : Kyun chilla rahe hai aap..? Mai shaanti se jeena chahta hu.. 5 min tak bhi shaanti se jeene kyun nahi dete aap mujhe..?

Chitrole : Shaanti se jeena hai tumhe..? He smiles.. Thik hai jee lo shaanti se.. Lekin yaad rakhna tum jitna shaant rehna chahte ho na zindagi mei utna hi tufaan se tumhara saamna hoga..

Kavin : Mera dimaag vaise bhi kiska hua hai is waqt.. Kyun aap paheli bhujha kar mera dimaag ko aur kiska rahe hai..?

Chitrole : Kavin, aaj tumne saabit kar diya ki tumhare andar Raghunath ki tarah dil nahi hai.. Bahut pachtaoge tum Kavin.. Jis din tumhara sach ka saamna hua us din tum khud Purvi ke aage gidgidoge..

Aaj tumne apna pyaar ka nahi Purvi ka chita jalaya hai.. Jeete jee use maar diya.. Ek baat yaad rakhna Kavin.. Aaj ke baad Purvi ke dil mei tumhare liye pyaar nahi sirf nafrat hoga vo bhi beyhadh nafrat..

Raghunath : Bas karo Chitrole.. Mere bete ko aur kitna takleef dena chahte ho tum..?

BEYHADHWhere stories live. Discover now