.Strategies.

319 24 36
                                    

WEDNESDAY
DAY:21
MORNING: 8:30 AM

Ranbir: guys guys biggboss is taking us to some Waterpark
Vicky:  whattttttt
Alia: mai bags pack karke aati hoon
Kartik: mai abhi ke abhi sunglasses pack karta hoon
Pankaj: ek sec ek sec
Disha: ab kya hua
Rhea: haan haan ek sec
Sara : yaar kya hai
Rhea : mai kartik ke saath baith rahi hoon
Alia: toh phir mai Ranbir ke saath
Karan: shut uppppppppp
Pankaj : thank u Karan
Karan: mention not ji
Ishaan: ghar mai pehle se hi bohut couples hai...hume El aur ki jarrorat nahi hai
Ananya: hahahahah
Pankaj: chup re tu...aage apni bandi ko toh sambhal ...jab dekho doosre ladko par apni nazare daalti hai
Ananya: aap apna game toh sambhaliye ...bhatak jaate hai beech beech mai
Pankaj: koi Waterpark nahi jaa raha hai
Varun:kya yaar...maine toh apna suitcase almost pack kar liya tha
Bhumi: tereko aur tera suitcase ko mai biggboss ke Waterpark mai phek deta hoon
Varun: biggboss mai water park hai??
Bhumi:haan humara pool, chal tujhe dhakka maar deti hoon
Kartik:bhumi dum laga ke haisha
Pankaj: varun ki Reed ke haddi tut jaayegi
Karan: mujhe lagata hai Pura varun ka varun tut jaayega
Varun: kuch bhi yaar

(Later bhumi and kartik)

Kartik: bhumi, am really sorry I called u Sara ki chamchi...I didn't mean to...that was just frustration
Bhumi: it's ok kartik, just hug it out
Kartik:  tujhe bura laga kya?
Bhumi: haan starting mai laga tha, uske baad mai pathar dil hogi...meri bhi baari aayegi na bacchu kabhi na kabhi frustration nikalne ke liye
Kartik: haahahha woh baat bhi sahi hai
Bhumi: par kartik tujhe na atleast ek baar like ek baar Sara se baat kar leni chahiye....
Kartik: bhumi, uska naam bhi mat le...mujhe usse baat nahi karni
Bhumi: arre atleast sun toh leta ki usne tujhe kyon nahi bacchaya? ...ek baar toh usse baat karna chahiye..usse bhi explanation dena ka mauka dena chahiye na...ki uski ka soch thi...soch na Kartik: bhumi yaar ..mai dekh loonga tu apna dekhna
Bhumi: give it a thought kartik, she's also equally feeling bad na?
Kartik: ya ya whatever...I'll see

(Meanwhile Ranbir and Ananya)

Ranbir:yaar iss kartik ka kuch toh karna padega...
Ananya: sahi bol raha hai..nahi toh agar yeh aur Sara ek ho jaaye na toh game hum par bohut bhaari pad jaayega

(Vicky and alia  joins the conversation)

Vicky: par guys....like hum sahi kar rahe hai kya?
Ranbir: sahi karke aaj tak kisse award ya reward mila hai?
Ananya: Kai baar aisa karna padta hai Vicky...game ko jeetne ke liye
Ranbir: agar kartik aur varun bhi bohut acche dost hai
Alia: nahi nahi
Ananya: kya nahi nahi?
Alia: kartik bhumi Sara and varun ye chaaro bohut acche aur paake dost hai
Vicky:what abt pankaj ji
Ranbir: woh free lancer hai.. jo sahi hai woh ussi ka saath denge
Vicky: matalb humara kat gaya
Alia: aur ishaan
Ananya: aghhh woh bhi humare saath hi hoga I guess...Pata nahi sach kahoon toh
Ranbir: toh guys humne humara plan sartik kamyaab kar liya hai
Alia:jiska matalb humne kartik aur Sara ko Tod's diya hai..kartik toh usski shakal bhi nahi dekhna chahta

(Disha ans Rhea join the conversation)

Rhea: ab hume in Charo ka group yaani kartik bhumi Sara and varun ko todna hai...aur koshish karna hai ki kartik ko hum yahan le aaye
Disha: varun ko Pura akele kar diya jaaye..koshish karenge ki ussko saare task Mai pehle hi nikal diya jaaye
Vicky: sara ko Pura emotionally akela kar diya jaayega...what a masterstroke man
Ananaya: aur bhumi?
Ranbir: woh toh waise hi out ho jaayegi...usko vote kaun hi dega?
Alia:we can do this guys
Disha:yesssssss

BIGG BOSSWhere stories live. Discover now