chapter 7

1.1K 78 3
                                    

Ek baar mil jao mujhe tum , apni sari galtiyo ki maafi mangu ga , aur thume apne seene say laga k rakhu ga .

'Mishti I am sorry , just sorry for everything .......

Tum aaj milo mujhe kahi jaane hi nahi doong ....

Aur yeh kya hai , main dur ja rahi ho , thume dur nahi jana hai mujh se ..

Plz partner mishti ka acche say khayal rakhna '

Little did he know that there is a huge shock awaiting for him .

He rushed towards his car just when his phone rang and he sighed

Yet he was scared and nervous .

And he started at blabbering " Mishti tum ho kaha , aur yeh sab kya hai ha , Mana ki maine galati ki hai but you cannot say that  , you are going away from me , you know how much this kills me I , was so hecking scared that what could have happen to you , I was wrong I know that , I deserve to be punished but not killed mishti , and you were killing me when you said that you cannot take it anymore , mujhe pata hai tum feeling share nahi krti ho but tum jaanti ho na , ki love you , thume pata bhi nahi hai ki , mujhe wo letter padh k kaisa feel houa , mishti , tumne itne emotions apne andar daba k rakhe the , tum janti ho na shaam hone aa gayi hai aur na tumne kuch khaya hai na maine ,  tum anshan par ho ? Ghar par groceries finish ho gayi hai?  Tumne vrat rakha hai ? Nahi na to phir kuch khaya kyu hai tumne , subha se pata nahi kaha kaha ghoom rahi ho , aur kya hai yeh sab , kahi kuch andh sand to nahi khaya tha na mujh se chup k , jo apna dimag kharab kr rakha hai , kya soch rahi thi ki tum manhoos ho , manhoos hogi meri Padosan ki behan k barati ki masi ki bhanji k , jeeja ki beti , tum nahi .........dekho na main tumse dur ho ise liye roo raha ho , yeh aansoo hai na ki tham hi nahi rahe aur yeh dil hai ki ise bhi chain nahi hai , aur yeh yeh zuban hai ki bas thumara naam le rahi hai , aur mere haath bas thume thamna chate hai , yeh mere stupid kaan hai ki bas ek baar thumari awaaz sunna chate hai , bolo na vo personal Nick name mujhe , kuch bolti kyu nahi ho ha bolo na kya , oh main hi tab se bole ja raha hu , thume bolne ka chance hi nahi diya na maine , bolo main sun raha hu , aur bato ki kaha ho tum main bas aabhi aana chata hu thumare pass " he completed as he was crying .

" Yeh jiska phone hai unhone , suicide kr liya , vo , yeha Aji River Dam say niche kud gayi hai shayad , kyuki kuch logo ne  unhe '  ab sab kuch khatam ho jayega , no me , no  bad luck , no problems , no sadness , and no mishti .

dard to zindagi deti hai,
Moaut to zindagi deti hai,
Zindagi deti hai to bandishe ,
Moaut to aazadi deti hai

Kuch aysa hi bolte huwa suna tha , logo ki laga ki vo shayad mazak kr rahi hai , to logo ne ignore kr diya , but unmay se ek ne hume inform kiya to hume , yeha khoon se sane footprints ,  yeh khoon may lipta phone aur kuch aur samaan mila hai can you pls report at the police at Aji River Dam " the person on the phone said .

Abir had enough and he started yelling " mazak nahi , mujhe mishti chiea , yeh kaisa bhadda mazak hai , meri Mishti mujhe chod k nahi jaye gi kabhi vo naraz hai , na aap usko phone do , main baat krta ho , ur yeh sab kya hai naa ,khoon se sana phone aur footprints , pls yeh prank band kro jo bhi hai , mujh se , nahi hoga ,baad me na mujhe bhot gussa aa jaye ga to main usko apne saath na vahi police ki handcuffs say apne saath bandh loga ,phir na kahi akela rehne do na kahi jaane donga ,  itna bhada mazak nahi krna tha tum logo ko , do mujhe mishti say baat krni hai , main use aapne saath rakhuga , usko do na phone "

Abir had enough and he started yelling " mazak nahi , mujhe mishti chiea , yeh kaisa bhadda mazak hai , meri Mishti mujhe chod k nahi jaye gi kabhi vo naraz hai , na aap usko phone do , main baat krta ho , ur yeh sab kya hai naa ,khoon se sana pho...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

" Sir plz aap Aji River Dam k police station may report krea " the man said .

Abir rushed to his car and started driving .

Abir's point of view.

Yeha say Aji River Dam tak ka rasta  3 ghanto ka hai ghar se 4 ghante ka rasta hai , Mishti waha hogi , vo bhot naughty hai na , to bas mujhe pareshan kr rahi hai , vo maine use pareshan kiya na to bas apne tarike say she is kidding, waha jao ga na to jhat say mere seene may chupa lunga , kahi jane hi nahi doong , vo bas mere hi pass rahe gi , use aapne saath bandh loga main , mile mujhe vo , use humare room band kr longa mere saath ,  mera room yehi bola tha na maine , maine kyu bola aysa vo sari purani baate yaad aa gayi hogi use , mishti , I need you , I am sorry na ,mishti .

_______________________________________________________________

Yeh main kaha Hu , ek minute , main to Aji River Dam ja raha tha , main ghar kaise aa , gaya , kya vo sab sapna tha , agar sapna tha to mishti yehi kahi hogi .........

"Mishti !!!! Mishti!!!! , Kaha ho tum aao idhar mere pass  " Abir called for her .

Just when he saw her painting ,  and said. " Mishti , suno Na thumare cheek par kuch laga hai , ............. are cuteness hai kya , yaar mat kro na mujhe pareshan aao , jaldi se mere gale lag jao main na , mere nanu ki kasam kha k bolta hu kabhi is room ko aapna room nahi bolo ga, I know I hurt you , pata bhi I got a nightmare in which I nearly lost you becouse of my stupidity , I know , main stupid , ghadedha , pagal , ajeeb , helmet wala chor sab hu par ,no  matter what I love you , and sorry ,I am sorry, very sorry , tum jo bologi na vo kroga boli gi 1000 sit ups kro to vo bhi kroga but plz , mujhse baat kro na , I had my the worst nightmare today , I just wanna hug you tight and secure you in my arms , I cannot take it anymore Mishti plz , it's breaking me , yeh ......yeh mera sar  " and he lost balance and reached the the ground .

He felt a sharp pain in his head .......

------------------------------------------------------------------------------------------------------------

So was it all a dream or was it reality .....

What happened with mishti ?

🤔🤔🤨🤨

Tell me how was the chapter ?

It is specially updated for  Krusal5

and MandeepKaur438

For constantly reading and commenting to update the story .

Thanks for the motivation .

Just A Matter Of Sorry Where stories live. Discover now