Part -26 Trust

737 80 7
                                    

Nandini and Anahita has tied with a rope.
Raghvendra - Chaliye rajkumari ji ab apka is duniya se jane ka wakt aa gya hai.
( Be ready princess now the time has come to leave this world )

Raghvendra takes his sword and about to hit nandini but someone has hold his hand. Raghvendra see the person it was manik.
Manik - Kya laga tujhe tu yaha chup jayega toh main tujhe dhund nhi paunga . Tune apni zindagi ki Sabse badi galti ki hai meri behen aur nandini ko hath lagakar.
( What do you think that you hide here so I did not find you . You did very big mistake on your life to touch nandini andy sister)

Saying this manik start to beat Raghvendra.
Veer comes and open nandini and Anahita rope and hug nandini .
Veer - Aap thik toh hai na didi.
( You are fine sister )

Nandini - haa veer hum bilkul thik hai( yes veer I am absolutely fine)

Veer go to Raghvendra and beat him.
Veer - Tumhari himmat kaisi hui humari behen ke sath aisa karne ki.
( How dare to touch my sister)

Anahita listen this and shocked . Manik and veer beat Raghvendra very badly.
Nandini - Manik veer chodiye use iska faisla pitaji karenge .
( Manik veer leave him . Dad will decide what do with him )

They leave him and some soldiers who comes with manik and veer catch him.
Veer - Ise pitaji ke paas le chalo.
( Take him to dad )

Soldier take Raghvendra with them.
Manik comes to Anahita and hug her .
Manik - Tum thik ho na.
( You are fine right)

Anahita - Bilkul jiske pas apke jaisa bhai ho use kuch bhi kaise ho sakta hai.
( Ofcourse . How can anything happen to the person who has a brother like you )

Veer - Humare khyal se humein bhi mahal chalna chahiye.
( I think we should also go to palace )

Then everyone go to palace and told maharaj what happen.
Maharaj - Humne Apko apna samjha aur apne yeh kiya humare sath.
( We think that yoh are with us and you do this with us )

Mantri - Mujhe toh pehle se hi lagta tha ki yeh kuch toh karega lekin aisi harkat maine kabhi nhi socha tha.
( I always think that he is do something but like that I never think this )

Maharaj - Aap ki saza ye hai ki aap abhi isi samay ye seher chodkar chale jaye aur aaj ke baad aap yaha kabhi wapas nhi ayenge . Sipahiyon le jao ise yaha se.
( Your punishment is that you leave this city right now and never come back. Soldiers take him away for there )

Soldiers take him and drop out of the city .

Maharaj - Manik hum apka dhanyavad kaise kare.
( Manik how can I said thank to you)

Manik - dhanyawad ki zarurat nahi hai maharaj yeh mera farz tha lekin abhi mujhe jana hoga ghar par sab intezaar kar rhe honge.
( Dont say thank king this is my duty but now I have to leave. Everyone must be waiting In home )

Maharaj nodded there head .
Anahita - Bhaiya aap chaliye main aati hoon.
( Bro you go I will come )

Manik left for there and Anahita come to veer.
Anahita - veer
Veer - Veer nhi rajkumar veer aur ha tumhe toh humse baat hi nhi karni thi na toh ab kyun kar rhi ho . Accha ab samajh aaya ab toh tumhe pata chal gya hai ki rajkumar hum hai isliye tum humse baat kar rhi ho.
( Not veer it's Prince veer and you don't want to talk with me then why you do . Now I understand now you got to know that I am prince that's why you talk to me )

Anahita - veer aisa nhi hai.
( Veer it's nothing like that)

Veer - Humein tumhari koi baat nahi sunni tum jaa sakti ho.
( I don't want to listen anything. You may go now )
Tears are coming in Anahita eyes and she left for there.

Here manik meet nandini .
Manik - Aap thik toh hai na.
( You are fine right )

Nandini - Haa aap the na humein bachane ke liye.
( Yes you are there to save me )

Manik - Agar aaj apko kuch ho jata toh main khud ko kabhi maaf nhi kar paata .
( If today something happens to you that I never forgive myself)

Nandini - manik humein kuch nhi hota kyun humein pura yakeen tha ki aap humein kuch nhi hone dete.
( Manik nothing is happening to me. I believe that you never do anything with me )

Manik - Itna bharosha kyun karti hai aap mujh par.
( Why you trust me so much)
Nandini - Jo insan humari jaan bachane ke liye apni jaan ki parwah na kare uspar koi kaise bharosha nhi karega .
(The person who did not care his life for saving me . How can I not trust him )
Manik smile of this and leave for there.

Jaan Nisaar HaiDonde viven las historias. Descúbrelo ahora