Part -18 Smile

934 87 7
                                    

Manik ,nandini and Anahitacome back to palace .
Maharaj and all others seeing nandini wound .
Maharaj - Nandini beta aapko yeh chot kaise lagi.
( Nandini how this wound happen )

Raghvendra - Manik tumne rajkumari ji ki suraksha ke liye rakkha hai to tumhare hote hue unhe chot kaise lagi.
( Manik you are appointed for princess safety so with you how this happened with princess )

Nandini - Is mein manik ki koi galti nhi hai.
( There is not mistake of Manik )

Nandini tell everything what happen in forest.
Maharaj - Bahut aache nandini aaj apne kisi ki jaan bachayi hai humein ap par garv hai.
( Very nice Nandini . Today your save some one life . I am proud of you )

Manik - Par mujhe nahi lagta ki yeh hamla achanak hua tha . Mujhe lagta hai kisi ne jaan kar rajkumari ji par yeh hamla karvaya hai.
( But I don't think this attack is happen suddenly . I think that someone purposely do attack of princess)

Mantri - Tum kehna kya chahte ho . Kaun karwa sakta hai aisa.
( What you want to say Manik . Who is do this )

Manik - Rajkumar ji mandir ja rhi hai yeh baat sirf mahal ke logo ko pata thi toh shayad mahal mein se hi kisi ne yeh kiya ho.
( Princess went temple this only know in palace people may be someone in palace is doing this )

Raghvendra - Tum kehna kya chahte ho mahal ke log rajkumari ji ke dushman hai.
( What you want to say Manik that the palace people is princess enemy )

Maharaj - Senapati ji shant ho jaiye manik sirf apni baat keh rha hai.
Mantri ji aap iske baare mein pata kijiye aur manik aap nandini ki suraksha badha dijiye .
( Commander relax Manik is only saying. Minister you handle this and Manik you increase Nandini safety)

Manik - Ji Maharaj
( Yes king )

Maharaj go to Anahita.
Maharaj - Aap thik hai na.
( You are fine )

Anahita nod there head but did not said Anything. Maharaj understand that Anahita is scared and feel bad seeing her like that.
Maharaj - Aap jaisi pyari bacchi aise udas acchi nhi lagti aur apko darne ki koi zaroorat nahi hai. Agar apko koi bhi pareshani ho to aap humse kahiye thik hai.
( You did not look good in sad face and you don't need to fear . If you have any problem then you said to me)

Nandini  - Pitaji apko pata hai aaj Anahita ka janamdin hai.
( Dad you know today is Anahita birthday )

Maharaj - Accha mantri ji Anahita ko hamari taraf se ek accha sa uphar (gift) dijiye .
( Really minister give Anahita a gift for my side )

Mantri - Ji maharaj
( Yes king)

Anahita smiled for his talk and maharaj leave for there. Manik takes Anahita home .
Veer also listen there talk and getting tensed .
Rudra - Dekha aaj kya hua . Tumne kiya tha na yeh sab .
( See what happen today . This is done by you )

Veer - Main toh bas us nakchadi ko darana chahta tha . Isliye maine ek aadmi ko bola tha ki sirf darawani awaz nikal kar use daraye mujhe nhi pata tha ki itna sab ho jayega .
( I just want to scare of that girl . That's why I said to a man that only scared her with dangerous voice . I don't have idea that did was happened )

Veer told to Rudra but nandini listen this.
Nandini - yeh sab tumne kiya hai.
( This is all done bye you )

Veer - nandini didi woh
( Nandini di actually )

Nandini - bas veer humne aaj tak apki har galti maaf ki hai par is baar apne had paar kar di . Apko andaza bhi hai agar aaj Anahita ko kuch ho jata toh . Hum kya kehte manik se. Aaj janamdin hai Anahita ka aur apne yeh uske liye aisa bana diya. Aap jante hai humesha khush rehne wali Anahita aaj kaise udas ho gyi hai.Nahi veer is baar hum apko maaf nahi kar sakte .
( Enough veer till today I was forgive you to your all mistakes but this time you cross the limit . You have any idea that if anything happen with Anahita today . What are I say to manik. Today is her birthday and you done this . You know the girl is always been happy today she is sad because of this I am never forgive you )

Jaan Nisaar HaiDonde viven las historias. Descúbrelo ahora