Part-15 Wish

948 87 6
                                    

Manik stop fight between Anahita and cabir .
Manik - Cabir tu wapas kab aaya tu toh do din baad ane wala tha na.
( Cabir when did you come back. You come back after two days right )

Cabir - Ha lekin kaam jaldi khatam ho gya toh wapas aa gya aur akar pata chala tu mehal mein rajkumari ji ka Angrakshak ban gya hai . Isliye tujhse milne aa gya .
( Yes but my work is finished soon so I came back . Then I got to know that you are appointed to princess bodyguard . That's why I came to meet you)

Anahita - Cabir bhai aap toh apne liye ladki dekhne gye the na kya hua.
( Cabir bhai you are went to see a girl for you right what happened there )

Cabir - wahi joh humesha hota hai ladki ne naa kar di.
( The girl said no to me)

Manik - Tu udas mat ho tujhe bahut jaldi koi ladki mil jayegi.
( Don't get sad cabir you will find a girl soon )

Cabir - meri chod tu bata ab toh tujhe mahal mein kaam mil gya hai ab tujhe bhi apne liye koi ladki dhund kar usse shadi kar leni chahiye.
( Leave to Me you said now you are appointed to palace now you have find a girl for you also  and get married )

Anahita - Cabir bhaiya sahi keh rhe hai . Mujhe bhi bhabhi chahiye.
( Cabir bro is right . I also want a sister in law )

Manik - Tum dono na pagal ho gye ho.
( You both are getting mad )

Cabir - Manik pure bhopal ki ladkiyan tujhpe marti hai aur tu hai ki kisi ko dekhta hi nhi . Aaj to tu bata hi de tujhe kaisi ladki chahiye.
( Manik whole city girls is mad behind you and you did not see to anyone . Today you tell what type of girl want you ,)

Anahita - Ha manik bhai bataiye na mujhe bhi janna hai.
( Yes Manik bhai tell I also want to know )

Manik - Mujhe ek aisi ladki chahiye jo bahut pyari ho. Jo sabko izzat kare . Aur mujhse bahut pyar kare . Jiski ankhon me main dekhon toh bas dekhta hi rahoon. Jo sabse alag ho.
( I want a girl who is very sweet , do respect everyone . And love me so much . When I saw her eyes I am lost in this. She is different for anyone )

Anahita and cabir see manik with amazed face.
Cabir - Kya baat hai mujhe nhi pata tha ki humara manik pyar ki batein karna bhi janta hai. Warna mujhe toh laga tha ki tujhe kaam ke alawa aur kuch nhi aata.
( Wow I don't know that our Manik is doing love talk also . Even I always think that you only do work )

Anahita - Manik bhai apko apki pasand ki ladki bahut jaldi milegi.
( Manik bro you will find the girl soon that you like it )

Manik - Ab tum logon ki batein khatam ho gyi ho toh ghar chale.
( If now you talk is over then we should leave home )

Then manik , Anahita and cabir back to their house .

In palace
Nandini in rest in his room. Then veer comes there.
Nandini - Veer tum yaha is waqt .
( Veer you here this time )

Veer - Hum apke liye halwa lekar aaye hai .
( I am come here to give you this sweet )

Nandini - Halwa kisliye .
( Sweet why )

Veer - Hum jante hai maharaj hum se bahut naraz the lekin aap ki wajah se unhone kuch nhi kaha toh humne socha kyun na apko halwa khilaya jaye .
( I know that dad is angry for me so much but only you sake he did not said anything to me so I am think why not I feed you sweet )

Nandini - Veer iski koi zaroorat nhi hai aap hamare chote bhai hai. Lekin har baar hum apko pitaji se nhi bacha payenge isliye aap apni jimmedari samajhiye .
( Veer there is no need for this   you are my younger brother but always I will not save you so you will understand your responsibilities )

Jaan Nisaar HaiWaar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu