CHAPTER 6 : INTEQAAM

2.3K 118 23
                                    

word count: 1441

dated: june 19, 2022

so the scene starts with a man standing in the reception area.. and he is looking at the wall jo ki desh ke liya shahid hua logon ki yaad main banwayi gayi thi.. the eyes of that man is numb.. and he is continuosly looking at that wall.. fark bus itna hain ki pehla woh wahan param bhaiya ki yaad main khada rehta tha aur aaj monami ki yaad main..

karan- monami.. tumhe pata hain.. aaj finally.. main tumhari shahadat ka badla le payunga.. maine jo tumse wada kiya tha.. aaj usse pura kar payunga... apne desh aur apne pyaar se kiya hua promise aaj main pura karunga.. aur unn deshdrohi ke thikane ko nist nabud kardunga... (he stops for a while and then continues..) pata nhi kyu.. aaj tumahri bahut yaad aa rahi hain.. aisa lag raha ki tum yahin kahin ho mere aas paas...

 aisa lag raha ki tum yahin kahin ho mere aas paas

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

before he could speak further.. he felt a hand on his shoulder... he turned to look to that person and immediately hugs him.. after sometime they break the hug..

faizi- kya baat hain karan.. tum aachank se drill chodh ke chale aaye.. kya hua hain..

karan- faizi.. woh.. woh.. mera jo informer hain na uska phone aaya tha mujhe.. hame unn terrorists ke secret hideout ke baare main pata chal gaya hain.. aur main wahan ja raha hoon..

faizi- hum bhi tumhare saath chalenge karan..

karan- nhi faizi main akela jayunga.. tu ache se jaanta hain ki iss mission main jaan ka khatra hain.. main tujhe apne sath leke jake teri life ko risk main nhi dalna chahta..

faizi- kaisi baatein kar rahe ho karan.. hum..

before he could speak further karan cuts him..

karan- ek baar galti kar chuka hoon faizi.. monami ko apne saath mission pe le jake.. apne pyaar ko kho chuka hoon.. ab aapne yaar ko khone ki himmat nhi hain mujhme.. main ja raha hoon akela and thats final..

faizi- hamare faisla tum nhi le sakte karan.. aur rahi baat mission pe jane ki.. toh hum tumhe iss mission pe akela jaane nhi denge.. tumhe agar jaana hain toh hame saath leke jaana hoga.. aur tum jaante ho ki hum kitne ziddi hain.. iss baar hum tumhari baat nhi maanege.. aur tumahre saath mission pe jayenge tum chaho yaan na chaho..

karan- lekin faizi.. baat...

faizi cuts in between..

faizi- hum ja rahe hain tumhare saath.. aur tum hame nhi rokoge.. tumhe hamari dosti ka waasta...

karan finally agrees to take faizi along with him.. but internally he really dont want faizi to come with him.. but kya kare he has to agree bczz faizi bahut zyada ziddi hain..

after sometime both reaches that secret hideout place.. jahan ke baare main information karan ko mili thi.. karzi direct raid maarte hain wahan par without wasting a single minute.. open firing hoti hain.. and finally kuch time baad uss place ke chithre chithre udd jaate hain.. kuch goons apni jaan bacha ke niklne main succesfull ho jate hain..

CRAVING FOR YOUR LOVEWhere stories live. Discover now