Misri jaldi se Hassea ke pass akar use gale se Laga leti hai . Hassena tab bhi dar sa kap rahi hai .
Tavi gari sa KARISHMA awaj ati hai
Ks( angryly)= ama bhaak pagal hai kya ap 😡😡. Tab se horn baja rahi hu sunai nahi deta apko . Ya apna kano khol kar hath me lekar chale hai ap 🤬. Apka chakar mai meri gari lampost ka sath takrana ja rahi thi . Khud bhi marenge aur mujhe bhi mar bayenge.
Huh😒😒
Unhen kuch bolne ka mouka na dekar hi Karishma chali jaati hai . Aur murkar bhi nahi dekhti unki taraf . Istaraf Misri bhi Hassena ko gale laga kar shant karte karte Karishma ki sari bate sun rahi thi . Lekin Misri ka kuch kehna se pahle hi Karishma woha se chali gai . Karishma ka is bartav sa Misri bohut hi gussa ho jaati hai .
Misri= Pata nahi khud ko kya samajhti hai . Ek to accident karne ja rahi thi uske upar ek bar dekha thak ki nahi Hassena thik hai ya nahi 😡😡. Police hai iska matlab kya kuch bhi kahegi .Chal thana aj us offlicer ka ek ya mera ek din . Kharoos kahi ki kuch na jan kar hi tuja itna sab suna diya . Chal,,
MISRI Hassena ka hath ko pakar kar thana ki taraf barna lagti hai . Hassena valai Misri ki bate nahi sui pai per vo Misri ko dekh kar itna to samajh gai thi wo bohot gusse mein hai . Picha murkar raha na karan Hassena na KARISHMA ko vi nehi dekha tha lekin wo Misri ka gusa ko dekhar samaj pa rahi hai kuch to gar bar hui hai . Jab Misri uska hath pakar ulti taraf jana lagti hai tav wo or vi jada chok jati hai . Hassena misri ko rokna ki kafi kousih karti hai lekin koi fayda nahi hota
*****************************************"*********************************
Karishma kuch der pahle hi thana pouchi hai. Wasa hi let ho gayi hai upar sa aj wo accident hota hota bachi hai .Fir case ka pressure or Pushpa ji ki complain .Sab mila kar sar ma pressure ki koi kami nahi hai uska upar ager accident hota to or ek bakheda kara ho jata. Karishma ko us larki ka upar bohot gusa a raha tha . Aj uski waja sa karishma ki gari lampost sa takrana bali thi . Disgusting larki kahi ki!!.Gusa thora thanda hona ka bad Karishma resent case ki file dekhna lagti hai. Aj tak jo girls or drugs trafficking hui wo jada tar Janki pur sa hui hai. Jankipur ma Sindikadas ka larai ka waja sa trafficking ma or vi jada asani hui ai.
Basically in sab larai mai police ka dyan dusri taraf jada nahi jata. Or isi moka ka fayda uthakar woha in logona (trafficking ka)apna kam suru kiya .Pichla do salo aha per vi suru hui hai.Karishma ko ab shak hai koi as pas ka ilaka ka larko ma sahi sayed koi is gang sa jura hua hai .Kuki karishma na suna hai is ilaka ka counsilor ma kuch garbar hai . Or is laika ka jada tar larka counsilor ka liya hi ka liya hi kam karta hai. Is liye KARISHMA unko suspect list sa dur nahi rakh sakti .Kuki ghar satru bivision hi jada tar ghar ko nuksan poucha ta hai. Tavi Karishma ko Pushpa ji ki bate yad ati. Sach ma Karishma ko unki beti ka liya bura lag raha hai wo larki musibat ma vi kisi ko bula nahi sakti Karishma ko uska ka liya kuch karna hi hoga.Achanak Karishma ko kisi larki ki awaj sunai deti hai .Sayed koi complain likna aya hai ya soch kar KARISHMA fir sa case study karna ma dyan deti hai. Per kuch bad wo notice karti hai wo larki CHEETA sa kafi uchi awaj ma bat kar rahi hai . Karishma samaj jati hai us larki ki awaj sunkar hi Cheeta bahar nikla hai.Wo larki bich bich ek nam vi le rahi hai "Hassena ". Karishma ko yad ata hai usna ya nam aj suva hi suna hai.Jis larki ki waja sa aj accident hona ja raha tha usi larki ko dusri ladki isi nam sa pukar rahi thi . Ab KARISHMA ko fir sa gusa a jata hai
Karishma=ya do larki thana ma vi chali ayi hai😡😡 ak to pehle galti karege or fir thane akar chilage avi maja chakha ti hu .
Karishma cabin sa bahar akar dekhti hai Misri na Cheeta ka pass uska bare mai camplain karna suru kar diya hai . Or Hassena bar bar Misri sant karna ki kousish kar rahi hai per Misri uski ek nahi sun rahi . Aur sabse hairani ki baat hai Cheeta unko patat kar koi jawab vi nahi de raha. Karishma Cheeta ka Aisa bartab dekhkar hairan ho jaati hai . Lekin use ladki ki aakhiri baat sunkar Karishma ka gussa doguna bar jata hai
Misri= bulaiye us officer ko . Police officer hai iska ya nahi ki wo kuch vi kahe gi . Unko Haseena se sorry bolna padega 😡😡
Cheeta= dekhiye madam aap ek on duty police officer ko aise insult nahi kar sakti. Pehle sahi uska uper case ka itna pressure hai isliye hi shayad usne gusse mein apka dost ka sath misbehave kiya. Mai uski taraf sa apse maffi chata hu🙁🙁.
Misri= aapki maffi mangna se kya unki galti kam ho jayegi . Unko apni galti samajni padegi . Unona na jan buj kar hi kaise keh diya Hassena apne Kan hathon me lekar chal rahi thi . Unona sif mere dost ki insult hi nahi ki bakli unona mere dosti sabsa kamjor jaga par bar kiya hai . Unko to sorry bolna hi padega 😡😡.
Achanak misri ko Karishma ki awaj sun ti hai
"Kisko sorry bolna hoga"
Or Misri karishma ki taraf murti hai. Lekin Haseena ustaf dekhti tak nahi . Kyu nahi dekhti ya to wo khud bhi nahi janti . Wo sirf aha se nikalna chahte hai . Thane ke andar sab constable bhi samajh gaye hai wo sun or bol nahi saki . Or usa bar bar lag raha sab usa sympathy ka najar sa dekh rahe hai. Kisi ko aakh utha kar dekhna ka tak man nahi raha . Jitni jaldi ho sake wo aha sa nikal na chati hai. Wo firse Misri ko aha se lejane ke liye dakelna lagti hai . Lekin Misri samje tab na . Dusri taraf Karishma ko dekh kar Misri ka gusa 7th ve asman per char jata hai.
Per uska kuch kehna sa pehle hi Karishma keh uthti hai .
KARISHMA= Ap thane akar chila rahi ho . Aapki himmat ki daad deni padegi . Galiti ki apke dost ne or ap ayi ha apna dost ka liya thana ma jagra k karna ka liya. Aapke dost ke liye aj accident ho sakta tha . Aur maine galat kya bola . Aapki dost to apna kano ko hatho me lekar hi gum rahi thi😒😒 . Maine minimum 10 hath dur sa horn bajaya tha . Or fir vi wo awaz ap ka dost ka kano tak nahi gayi. Uski jaga wo apna mu dake kar khari ho gayi . Asa bari bari bate na karke ap jayiye or apna dost ko uski galti samajaya 😏😏
Karishma ki asi bate sun kar Misri ko firsa gusa a jata hai.
Dekhiae officer aap khud ko kya samajhti hai mujhe nahi pata. Lekin ap kisi insan ka bare me kuch na jankar us insan ko insult nahi kar sakte . Apsab kudko public survernt keh ta or istaraf ap accident hona sa bach na ka bad vi ek bar utar kar dekha tak nahi meri dost thik ha ya nahi.Meri dost apna kan hatho ma lekar nahi chal rahi thi .Ap chaha jitnavi jor sa horn kuna bajatay per uski awaj kavi vi uska kano tak nahi pohochti . Isliye future asi bate mat kehna . Bhagwan ki kripa sa usko lekar kahi hui apki ya galat bate vi usna kano tak nahi pouchi . Apna sift uski insult hi nahi balki apne uski sabse kamjor jagah per vi bar kiya hai .
Is taraf Haseena vi Misri ko samjata samja thak chuki hai . Ab Hassena ko aur acha nahi lag raha. Isliye vo na chahte hue bhi Karishma ki taraf murti hai . Apni gehri aakho sa Karishma ka taraf dekhti ha . Hassena ka aakho sa laga tar asu gir raha hai . Haseena ko aise rote hua dekhkar Karishma aur kuch bhi nahi keh paati bikul kamosh ho jati hai . Hassena ka asuna mano Karishma ke awaj ko hi rok liya ho . Itni der se Karishma ke andar Jo gussa kam kar raha tha wo ek pal ki kahi kho sa jata hai .
Hassena =main sun nahi sakti .or bol bhi nahi kar sakti. Aaj mere liye aapka bhi nuksan ho jata . Mai apne dost ki taraf se aapse mafi mangti hu . Muja maaf kar dijiye . Aap donon ki bate muja valahi sanai nahi de rahi per mai itna samajh rahi hu wo ap ka sath gussa kar rahi hai. Uske liye mai aapse mafi mangti hu maaf kar dijiye .(Hassena ishara ma karishma ko samajana ki kousish karti hai)
Karishma nahi samaj pa rahi thi Hassena kya kehna chati hai. Isliye Karishma Hassena ki sagar jaisi gehri aakho ki taraf dekhkar uski aakha perna chati hai. Lekin Haseena to uski taraf dekh bhi nahi rahi😥. Mishri Hassena ka bate KARISHMA ko samja na ka liya bariti hai tavi Haseena tightly Misri ka ke hath pakar leti hai
Orrrr kaaaaa( aur kya kahogi tum . Please or jagra mat karo)
Wo officer tumhari bate kuch bhi samajh nahi paye main unhe tumhari bate samjha du?🙂🙂 (Misri ishara ma kehti ha)
Hassena Misri ka hath chor deti hai.
Misri kuchder pahle kahi hui Hassaena ki baten Karishma ko samjha deti hai. Karishma najra avivi Hassena ka taraf hi thi . Hassena ki baate sunkar Karishma ko andar hi andar guilt hone lagta hai.
Misri= Hassena ke ma Pushpaji ne kuch din pahle hi aha ek complaint ki thi .
Kuch ladke kafi din sa Hassena ko pareshan kar rahe hai. Agar ho sake to ap plese un larko ke against kuch step lena . Kyunki vo acche ladke nahi hai . Wo ladke Hassena ki kamjori ka fayda usko nuksan poucha sakta ha
Iske bad Mishri Hassena ko lekar woha sa chale jaate hai. Bahar sa 2 larki aakar Cheeta or Karishma jasa do dabang officer ko dhokar chala gaya ya soch kar hi Bakshiji man hi man thora kush hojata hai. Dusri taraf Karishma cahakar case study per dhyan nahi de pa rahi. Karishma ko bar bar yad a rahe hai Hassena sun or bol nahi sakti or usnay Hassena ki kamjori ke bare me kuch na jankar hi kitna kuch suna diya. Ek bar utar kar tak nahi dekha Haseena theek hai ya nahi. Bar bar Karishma ko Haseena ka rota hai chehra yad a rahe hai. Kuch din pahle Karishma ne Hassena ma sa bada kiya tha wo Hassena ki raksha karegi aur aaj khud hi o Hassena ke kathra ki waja bana ja rahi thi (Karishma pehle nahi janti thi Hassena hi Pushpa ji ki beti hai ). Karishma ko aj khud Ko public survernt kehna mein bhi sharm aa rahi hai. Karishma apni aakhen band kar leti hai. Kuch der bad vaha per Cheeta ata hai.
Cheeta=Karishma ab chalo nehi to der ho jayegi 🙃🙃
Karishma= Ha chalo
Cheeta ki baat sunkar Karishma jasa tasa khud ko sambhaal kar presidesi jail ki taraf ravana hoti hai
****************************************************************************
Aj sham Haseena Misty ke sath park sath park ayi hai. Kuch der bad Amar apni gari lekar woha ata hai . Gadi side mein rakhke Amar undono ki taraf ek novel ki kitab deta hai ( ya wohi kitab hai jo Hassena karidena chati thi).
Mishri ek teasingly smile pass karke Amar ko samjha deti hai "carry on"
Amar bhi thoda muskurata hai. UN donon ko thoda akela chorne ke liye Misri kam ka bahana banakar woha sa chali jaati hai 🤧🤧. Kyunki vo jante hai iska bad Haseena ko ghar pahuncha dene ki jimmedari Amar ki hai. Misri woha sa chale jaate hi Amar Haseena ka taraf barka uska hath apne hatho mein lekar kehta hai
Main jaanta hun tum sun nahi sakti😔😔. Tum meri baate bhi kuch samajh pa rahi . Lekin kya tum mere dil ke bat bhi nahi samajh pa rahi Hassena . Mai tumse bohot pyar karta hun. Tumko samjha nahi pata. Tum meri aankhon ki taraf kyu nahi dekhti 🥺🥺.
Haseena samaj nahi pa rahi thi Amar kya keh raha hai isliye wo apna hands move karka isra mein puchti hai
"Tum kya keh rahe ho"
Amar aur kuch bhi nahi to khe pata bus thodi der apne dard bhari nigaho se Hassena ka taraf dekhta hai . Her din uska dil Hassena ka pyar ma dhime dhime jalta hai lekin shayad uski dil ki ach kavi vi ak bound vi Hassena tak nehi pohochti . Amar ko khamosh dekhkar Haseena Amar ko thoda push karti hai . Amar thora muskura kar Hassaena ka hatho uski pasand ki kitab deta hai. Iske bad Amar Hasseana ka sath ishare mein kuch baat karke icecream ke dukaan ki taraf barta hai ice cream ka dukan ki taraf barta hai icecream karidna 🍨🍨. UN dono ki ya kamosh bate koi dur sa dekh raha tha wo dono jan vi nahi pate.
Dusri taraf Karishma Presidensi jail sa louta wakt apni gari ko roke pani ki bottle karidka gari ka taraf aa rahi thi tavi wo dekhti hai Haseena ek nariyal ke per ke niche khari hai . Hasssena ko dekhte hi Karishma ke hothon mein halki si muskan khil jaati hai . Karishma kuch der apna madhoshi bhari aakho sa Hassena ka taraf dekhti hai. Lekin bad mein apna aakha hata tahi Karishma dekhti hai Haseena thi theek upar ek per ki tehni girne ki taiyari le raha hai . Karishma screm karna jaati hai tavi Karishma ko yad aata hai Haseena sun nahi sakti . Karishma aur kuch na soch kar hi Haseena ki taraf dorti hai kuch der bad Amar bhi ehi nazara dekhta ha or ovi ice cream rak karhi ustaraf dorta hai. Karishma ka raftar jyada hone ke karan Karishma Hassena ke upar tehni girne ke pahale hi wo Hassena ka waist ko tightly pakar apna taraf pull kariti hai . Aur Haseena ko apne sine me lekar hi per sa takra jaati hai or Amar woha pahunchne se pahle hi wo per ki tehni thik Amar ka samna gir ta hai.
Hassena ko sena se lagai hui Karishma Hassena or Amar ka thik bich ma
**************************************
If you like the chapter do click on the star button
Honest comments will be appreciated