Chapter 10

1.7K 83 19
                                    

It was Janmashtami. The Maheshwari's had invited Singhaniya's and Goenka's to celebrate janamashtmi at there house. Kartik came in a bike while Dadi, keerti, mansi and luv kush came in a car. Singhaniya's were already there as they welcomed the Goenka's. Naira blushed on seeing kartik. The video was still fresh in her mind.

They celebrated Janmashtami. Vivaan also came. Akshara and naira played yashoda and krishna respectively. Kartik teased naira at the end of the dance for which he later apologised.

Kartik :- sorry. Mazak kar raha tha dosti ke haq se. Aur ab jo taaref kar raha hoon vo-

He stopped himself before he could say anything further.

Naira :- vo, vo kis haq se ?

Kartik came near her and brought the apple in his hand to her face.

Kartik :- apple. Apple khao, dimaag ke ghode mat dodao.

He turned to leave before naira held his hand and stopped him.

Naira :- baat poori karke jao. Vo kis haq se.

Kartik looked at her.

Kartik :- tum nahi samjhogi.

Naira just looked at him and went from there.

Kartik :- stage pe chahe jitni bhi krishna ban lo par asal zindagi mein hamesha meri radha rahogi.

Kartik lost himself in a dream about him and naira doing romance. By far it was the most erotic dream he have had. It was broken when mishti pinched him.

A matki phod competition was held in which kartik and naira won. ( Gayu doesn't cheer for kartik ). Later when naira forgot the samagri, she and kartik went on Kartik's bike and brought it back. Everything was going fine until badi nani fell from stairs.

The doctor came and she was treated. Kartik consoled naira, kuhu and mishti and finally nannu's truth came out where he confessed. Kartik decided to stay with the Maheshwari's the night. He was sitting on the family swing, when naira came and sat beside him. For a moment he thought he was dreaming but then when she stepped on his toe he realised it wasn't a dream.

Naira finally gave him coffee and both were sitting on the swing.

Naira :- aur kuch chahiye tumhe.

Kartik :- tum.

Naira looked at him.

Naira :- huh ?

Kartik realised what he said.

Kartik :- Tum theek toh ho na ? Vo hamesha apne aap ko itni strong dikhati ho par-

Naira :- par hoon nahi. Yahi na ?

Kartik nodded.

Naira :- sahi soch rahe ho tum. Ham sab khud ko aise dikha rahe hain jaise hum hai nahi. Aur sirf mein hi nahi mumma, bhai, dadi sab aise act kar rahe hain jaise bahut strong hai. Par actually unke dimaag mein kuch aur hi chal raha hai, unke dimaag mein kuch aur hi hai. Badi nani, iss family ke liye kya hai mumma ke liye kya hai, ye mein jaanti hoo. Vo kitna dar gayi thi. Upar se papa bhi yahan nahi hai jinse vo apna dukh share kar sake, jo unhe sambhal sake. Sab thik rehne ki acting kar rahe hai apno ke liye, apno ke khatir. Jaise ki tum.

Kartik looked at naira. Naira looked at him.

Naira :- aise kya dekh rahe ho. Tum bhi toh thik nahi ho na.

Finding Each OtherWhere stories live. Discover now