Chapter 1

3.8K 118 16
                                    

The atmosphere in the Maheshwari house was sombre. Kartik had just left. He had been staying with them for one month. Everyone had thought that he was nephew of Mr. Kohli but the truth had come out today. Mr. Kohli had deceived all of them. Naira and naksh had said a lot of hurtful words to kartik which they regretted after the truth had come out. Even though akshara had tried to stop kartik, he still left. They had also told Mr. Kohli to leave the house.

Everyone was standing quietly. The two most affected persons were mishti and Rajshri. During his stay he had gotten close with both of them. Suddenly someone's phone rang. It was of gayu which was with Mishti. Gayu had wanted to stop kartik but didn't have the courage. Mishti picked up the phone and saw it was Naitik. She picked it up and put it on speaker.

Mishti :- hello tauji.

Naitik :- haa mishti. Beta. Kaisi ho ??

Mishti :- mein thik hoon tauji.

Naitik sensed something was wrong.

Naitik :- kya hua mishti? Itna dull kyun sound kar rahi ho?

Mishti :- tauji. Actually hum nani ke ghar pe hain–

Naitik :- arey. Tum maa ke ghar pe ho. Kartik bhi hoga. Meri baat karana uss se. Kuch important baat karni hai.

Everyone looked at each other.

Mishti :- tauji. Actually vo hua ye ki–

Slowly misthi told him everything.

Naitik shouted :- kya ? Mishti, phone speaker pe hai ?

Mishti :- ji tauji.

Naitik :- naira, naksh. Dimaag kharaab ho gaya tha tum dono ka. Na socha, na samgha, jo jee mein aaya bolte chale gaye. Kam se kam uski baat sun toh lete ek baari. Kya yahi sikhaya gaya hai tum dono ko. Ye kya baat hui adhi adhuri baat sunte hi dusre pe ilzaam lagana shuru kar diya. Tum log aisi harkat karoge ye toh mein kabhi soch bhi nahi sakta tha. Aur akshara aap, apne roka nahi inhe jab ye dono usse itna kuch keh rahe the. Vo toh shukar hai ki apne kartik ki baat sun li varna ye dono toh mughe uske samne muh dikhane layak bhi nahi chodte.

Everyone was shocked especially naksh and naira. Naitik sounded angry, very angry. Ever since she had come back, it was the first time she was hearing such tone from Naitik.

Naksh :- papa. Par usne humse juth kaha–

Naitik :- chup ho jao tum. Sach tumhe bhi pata hai aur mughe bhi. Dokha kohli ji ne diya tha usse bhi aur baaki sabko bhi. Kartik ne mughe pehle hi sab kuch bata diya tha.

Everyone was shocked again.

Akshara :- matlab, Naitik aapko pehle se hi sab pata tha.

Naitik :- haa akshara. Mughe pata tha. Aur maine hi ussey sach chipane ko kaha tha kyun ki jiss din ussey ye baat pata chali uss din bauji ki tabiyat kharab ho gayi thi aur ghar mein shaadi ka mahol hai. Aur vaise bhi vo 2-3 dino mein jaane hi vaala tha. Usse phele vo khud hi sach batane vaala tha.

Everyone was quiet.

Akshara :- Naitik. Aap please shaant ho jaiye.

Naitik :- arey kaise shaant ho jaaon mein. Kaise? Kya aapko idea bhi hai ki naira aur naksh ki bewakoofi ki vajah se meri do saalo ki mehnat par Paani fir gaya hai.

Everyone was confused.

Akshara :- do saalo ki mehnat ? Matlab ?

Naitik :- Akshara. Kya aapko pata hai ki kartik kaun hai. Uska poora naam kya hai. Uski pehchaan. Vo kiska beta hai. Vo yahan isliye aaya tha kyun ki maine uss se request kari thi. Aur vo bhi sirf ek mahine ke liye. Aaj vaise bhi uska office mein aakhri din tha.

Finding Each OtherWhere stories live. Discover now