Chapter 3

3.4K 214 180
                                    

She slept for some time and woke up in lunch time

She went down after freshening herself.

Kuhu: aagayi maharani

Meenakshi: yeh kya keh rahi ho kuhu uska naam mishti hain to use mishti bulao maharani bulane ki kya zarurat Hain jhagda karne ka dil Hain kya tumhien.

Mishti thought: agar abhi nahi ruka to iska blame bhi mujhpe hi aeyega ki maine kyun use accuse hone diya.

Mishti: koi baat nhi maa w to bas aise hi bol rahi thi

Kuhu: main aise hi nhi bol rahi thi Mishti Tu to din bhar soti rehti hain

Abir stood up and walked out of the hall to his room. Mishti took his plate and some additional food if he needed it. She put everything in the tray and went up... She was very hungry but still she went up with the tray to give him food. when he entered, he was sitting on the tea table, was fidgeting his fingers. She gulped down her saliva and put the tray on the table. Jer hands were shivering, and she couldn't utter a word.

Abir: Kuch kehna hai (in angry tone)

Mishti: na..Nahi bas ye.. yeh dene ayi thi.. aur kuch nahi

Abir: Tumne khana nahi khaya na

Mishti: main.. main kha lungi. Mai jaati hun pani khatam hogaya Hain

Abir: tum itna Ajeeb kyun behave Kar rahi ho

She seemed to be scared and pale.

Mishti: Mai.. main kahan Ajeeb hun... wo woh to tum Ajeeb ho

Abir laughed, but Mishti didn't even smile.

Abir: thik hain jao kha lo aur paani lana mat bhulna

Mishti: Haan haan nhi bhulungi

Mishti went out to bring water for him. kuhu entered the room without knocking, and that irrked him as he was still surrounded by his anger.

Kuhu: Mishti kahan hai?

Abir: please woh itna der ke baad to maani Hain ki woh tumse nhi ladegi aur tum ho ki koi bhi option nahi ch rahi ho aur use taunt karne ka

Kuhu: bro aapko kya hogay hain kahi. Usne phirse mere khilaf aapke kaan bharna to start nahi kar diya na

Abir: kuhu please abhi mujhe yeh bakwas sun'ne me koi dilchasbi nahi hai.

Kuhu: bro, I am sorry, lekin mujhe uss'se baat krna hai

Abir: baat karna hai ya jhagda karna hai

Kuhu: main kabhi jhagda nhi krti hamesha start mishti hi karti Hain

Abir: ab jao, please

Kuhu: thik hai Mishti ko to mai baad me dekh lungi

Abir: ruko mujhse tumhara bachpana nhi sambhalta tumse to baccha bhi accha hai kam-se-kam itne chote chote baaton pe to nahi ladte bacche aur MAA ne tumhien khud ke wajah se danta tha usme mishti ki koi galti nahi hai...

Kuhu: nahi bro uski galti hain woh chahti to mujhe defend kar sakti thi

Abir kept mum not because he didn't have anything for saying, but he was tired, and mishti was also listening to all this.

Mishti came to Abir and put the jug on the table. Abir sees mishti. She doesn't look like his mishti, his angry chorni. Kuhu was also there. She very fastly/quickly moved her to her side from her arm. In quick, her burnt hand got scratched from the table, and little blood started coming but because the sleeves were down. Mishti can feel some blood coming from her hands. she hissed a bit as she didn't want to let Abir know about it.

My Mishti Is Changed✅Where stories live. Discover now