Tere mehndi ke haath

425 17 1
                                    

Tere makhmali haatho se tuney naseeb sawara tha Mera naam likh kar tuney bahut nikhara thaa

Teri awaaz hai ke kaano mein gunja karti hai Tuney is tarah se kabhi, pyaar se mujhe pukaraa tha

Rachegi mehndi phir tere haatho par kisi aur ki rang aaye na aaye par, yaad aaega, khuch jo gawara tha

Yeh raahe, Yeh abr aur yeh mausam baarish ka Tere bgair mene, Har mausam tanah guzara tha

Mein kya kahu ke tu ab kaha hai, mujhe padhta bhi hai ya na hai
Lekin nahi bhoolunga tuney hi mujhe phir ek dafa sawaratha

Ho gaye juda ho gaye tanha, ab kya kahu aur Wajid usne tujh se pathhar ko, phir se taraasha tha..!!

!!

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Sep 16, 2019 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

HER NAME IS MOON(Nonfiction Stories of Wajid Shaikh)Where stories live. Discover now