Chapter 32

2.5K 140 48
                                    

The next day,

Karan again took preeta to the doctor

He couldn't sleep whole night.

Preeta was wondering the reason behind his sad face but could not understand

The doctor took preeta for the testings

Karan was desperately waiting outside trying to think positive.

The doctor and preeta came out

Karan stood up

Karan : doctor sab theek hai na? (worried)

Preeta looked at the doctor

Preeta : Karan, I'm perfectly fine. Kuch nhi hua hai mujhe

Karan looked at the doctor

The doctor gave him an assuring smile

Preeta : daro mat. Mujhe cancer nhi hai.
(she laughed) (I also laugh)

Karan felt relieved  (you all feel relieved)

Preeta : doctor ne mera checkup kiya, reports normal aayi to unhone mujhe bataya

Karan ran towards her and hugged her tightly  (ab aap sab bhi hug me)

Karan while hugging : tumhe pata hai mai kitna darr gaya tha! Kya haalat thi meri!  (tum sab bhi darr gaye the na?)

Doctor : I'm so sorry meine khaama khaa aapko aise dara diya.. Par prevention is better than cure.. So ab pata chal gaya hai ki ye bilkul Theek hai. And aapka baby bhi bilkul healthy hai. (meine dara diya. Bahot maza aaya)

Karan had tears of happiness in his eyes. Preeta smiled.

Preeta : itni jaldi tunhara peecha nhi chodne wali.

Karan : Mai chahta bhi nhi ki tum chodo. Hamesha mere saath rehna

Preeta nods

The doctor smiled

Karan : chale? (he offers his hand)

Preeta kept her hand on his'

They both moved out of the hospital when karan got a call

Karan on the call : kya? Ye kaise hua? Ye to bahot emergency ho gayi.

He cuts the call

Preeta : kya hua?

Karan : office mein kuch bahot zyaada emergency ho gayi hai.. Mujhe abhi jaana hoga.. Ek kaam karo, tum car mein chale jao. Mai auto mein chala jaunga.  Cab walo ko strike bhi issi time karni thi!

Preeta : tum pagal ho? Tumhe itni zyaada emergency hai. Tum car le jao. Mai automein chali jaungi. Tension mat lo. Mai bilkul theek hu.

Karan thought for a while

He stops an auto

Karan to auto wala : bhaiya, Ye meri wife hai. Inhe goregaun jaana hai. Aap inhe ghar pe chod dijiyega.

Autowala : 100 rupees lagenge

Karan : ahahahaha! 100 rupee! Zyaada hawa mein mat udho. 70 rupees se zyaada ek paisa nhi dunga

Preeta was shocked. Because the last time they went on shopping, she had said the same thing. She giggled

Autowala : theek hai. Aap keh rahe hai to. 70 ruppes. Aayie madam ji.

Karan : ruko.

He took out his phone

Karan : bhaiya idhar dekho.

The auto wala looks at him

Karan : smile please

Karan clicked his picture and noted the number of the auto.

The auto wala felt shocked and irritated

Karan: dekho. Inhe ache se chod dijiyega. Agar kuch hua na, to aapki photo aur auto ka number hai mere paas!

Autowala felt irritated

Preeta was laughing quietly

She carefully sat inside the auto

Karan : ache se chod dena! Varna Acha nhi hoga!

Auto wala irritated : bhai sahab, ek kaam kariye, aap hee mera auto chala kar inhe chod dijiye

Preeta laughed loudly

Karan : ha them hai theek hai. Ache se chod aana.

Preeta : tumhe late ho raha hai na. Jao tum. Mai chali jaungi. Tension mat lo (laughing)

Karan waved at her and left

Preeta was laughing throughout the journey thinking about his possessiveness.

She went back home

At night,

Karan came back

Preeta : sab theek hai na office mein?

Karan : haa. Sab theek ho gaya.

Preeta smiled

Karan : uss auto wale ne tumhe irritate to nhi kara na?

Preeta couldn't control her laugh. She laughed badly

Preeta : irritate usne kara tha ya tumne usse? Uss bechare ko bol kar uski pic le rhe ho. And itni saari dhamkiya dedi usse

Karan : ha to?

Preeta : usse lag raha hoga ki mere paas 500 crore ki jewellery rakhi hai

Karan : tum 500 crore se kam ki ho kya? Usse bhi zyaada keemti ho tum

Preeta smiled

Karan also laughed little bit : meine usse bahot zyaada bol diya kya?

Preeta nods and laughed again

Screen froze

Tadhaaa. Kaisa laga??
I hope maza aayaa






fall in love (completed)Where stories live. Discover now