Part 7

2.3K 255 106
                                    

"Sameer voh mujhe aapse kuch zaruri baat krni thi " said Naina watching  Sameer who was busy fixing the cables attached to the television. It was 4pm in the evening and as per his usual routine Sameer was watching tv when suddenly the screen went blank, irritated he got up to fix the issue "Abhi nahi Naina, dekh rahi ho na tv ko pta nahi kya hogya hai....acha bhali film aarhi thi aur ab yeh," replied Sameer annoyingly.  But Naina seemed a little impatient and wanted to talk to him immediately. She placed the tray she was carrying, on the table and went up-to Sameer and requested again , "please Sameer baat urgent hai... Main aapke liye chai bhi laayi hu."
  Sameer continued to fidget with cables ignoring her words. " arey main kuch bol rahi hu kabse.. " said Naina in a louder tone to gain his attention
"hn bol toh main bhi raha hu ki bd mein abhi tv thik krne do ," said Sameer disinterestedly. Failed to gain his attention ,irritated  she held his shoulder tightly and made him turn to her side with a little force. A little surprised with her action Sameer stared at her blankly . Naina too realised what she did and immediately stepped back ,"Sorry voh aap itni der se sun nahi rahe they toh... "
   "it's ok, bolo... aisa kya bolna hai jo tv se zyada important hai , said Sameer .
Naina hesitated a little," Voh mujhe kuch samaan  lena tha toh thode paise chahiye they ... meri jitni savings thi voh toh shadi mein kharach hogye.. toh...."
   Sameer again turned his face away and resumed his work of fixing cables," toh isme itna gabra kya rahi ho, mummy se lelo voh de dengi."
    "Mummy k pass gayi thi, par maine unko dadi se baat krte hue suna, voh Rohan ki death k bd company ki halat kuch thik nahi chal rahi hai, aur phir papaji bhi bimar hai...company k shares all time low par hai, is time company ko sambalne wala bhi koi nahi..agar aisa hi raha toh sab khatam hojayega."
  Sameer didn't respond and pretended to remain   unaffected . Doubtful of his reaction she further added carefully, "Voh agar kuch din aap agar office dekh lete ..mera matlab... Jab tak papa thik nahi hote sirf tab tak."
   Sameer still didn't respond. Fearing his anger Naina slowly moved towards him and placed her hand on the cables he was pretending to play with. "Sameer.. aapne kuch nahi.. company ko aapki zarurat hai,  maa papa ko aapki zarurat hai is, kuch toh boliye. "
  His anger flared up suddenly, "Toh yeh paiso ka natak isliye taaki tum mujhe is bkwas baat k liye raazi kar sako, hai na...  Kisne bheja hai tumko yahan yeh bolne... maa ne??  ruko unse main puchta hu."
Naina held his hand and stopped him from going, "rukhiye...maa ne nahi bola hai Sander... yeh meri apni rai hai."
Sameer jerked her hand rudely ,"Toh apni rai apne pass rakho, maine pehle bhi bola tha meri personal life mein interfere mat karna. "
  "konsi personal life Sameer, shadi hui hai meri aapse, " she snapped back. "aur yeh natak nahi hai, mujhe roz paiso ki zarurat padti hai, apne pati se nahi mangungi toh kise mangungi, kyu lu maa se, shadi apse hui hai meri, maa se nahi."
   "Naina in baaton ko kar k tum mera time waste kar rahi ho, emotional blackmailing actually doesn't works on me, " smirked Sameer.
    "Yeh emotional blackmailing nahi hai Sameer, thik hai agar aap meri zimmedari nahi utha skte toh main khud uthaungi... Mere andar ab bhi self respect bachi hai ..roz roz paise maagne se acha hai main office join krlu... kaam sambhlungi aur phir paisa lungi, kam se kam mummy ji se nazrein toh mila paaungi," said Naina angrily. 
     "Tum Somani textiles join nahi karogi..samjhji," Sameer commanded . "Kyu nahi join karungi, shadi se pehle bhi toh karti hi thi na, tb bhi mujhe zarurat thi naukri ki aaj bhi hai... In fact ab mera pati nahi kamata toh mujhe toh kuch krna hoga na, said Naina in a mocking tone.
    Sameer's temper knew no bounds ,"shadi se pehle tum kya krti thi kya nahi mujhe usey matlab nahi, par Somani textiles tum ab join nahi krskti.. tum Rohan ki nahi meri biwi ho... aur Sameer Maheshwari ki biwi Somanis k sath kaam kare yeh mujhe manzoor nahi hai.. Jisko tum papa papa kehti ho voh Rohan k papa hai, mere nahi, mujhe unse hamdardi zaroor hai par isey zyada kuch aur nahi aur kyn sambhalu main yeh company... Jab mujhko apne so called papa ki zarurat thi tb kaha they yeh... kaha they jab mera business doob raha tha...mere nanu ka sapna toot raha tha.. main yaha rehta zarur hu... but sirf aur sirf maa aur Rohan ki kasam ki wajah se."
    Listening his words Naina melted a little, "par mujhe acha nahi lgta Sameer hum already aisi halat mein bojh ki tarah.... " before she could complete Sameer interuppted "kaisa bojh aaj jo inki saari shaan o shaukat hai usme Nanu ka aur Maheshwari industries ka bahut bda yogdaan hai... warna Vivek Somani ka itna bda naam...huhuhhh.. "said Sameer mockingly. "Kya matlab aapka "? questioned Naina. " bs jitna zaruri tha bta diya tumko, isey zyada jana zaruri nahi tumhare liye...pehli aur aakhiri baar keh rha hu meri biwi Somani textiles mein job nahi karegi.. tumko paise chahiye na, bojh lgta hai na... main karunga naukari, tumhara khayal main rakhunga sab zimmedari main nibhaunga.. aur ek bete hone k naate bhi jo mere farz hai voh bhi nibhaunga par Somani textiles se mera koi nata nahi aur na hi tumhara hoga "said Sameer.
  "Sameer dekhiye.. "
"bs Naina maana ek baar zindagi mein sabkuch haar chuka hu par iska matlab yeh bilkul nahi hai ki Sameer Maheshwari dobara nahi jeet skta.. Kuch waqt do main karunga naukri ,lekin agar tumko phir bhi Somanis k sath kaam krna hai toh bhool jana ki mera tumhara koi rishta bhi hai ,"saying so Sameer left the room leaving behind Naina in a dilemma.
Dilemma to choose between her husband or his family.

Samaina Story : Jeevansathi Hum Where stories live. Discover now