Hichkiyon Ki Rawani

30 12 29
                                    

Mere Marne Ke Baad Meri Kahani Likhna

Kaise Barbaad Hui Meri Jawani Likhna

Aur Likhna Ke Mere Honth Khushi Ko Tarse Kaise

Barsa Meri Aankhon Se Paani Likhna

Aur Likhna Ki Uska Intezar To Bohot Tha

Aakhri Saanson Mein Wo Hichkiyon Ki Rawani Likhna

Likhna Ke Marte Waqt Bhi Deta Tha Dua Tujhko

Haath Bahar Tha Kafan Se Yehi Nishani Likhna

нααℓ-є-∂ιℓWhere stories live. Discover now