Part-8

856 66 17
                                    

They all reached Singhaniya Sadan.

Everyone entered but Keerti was no where to be seen. Naksh's eyes were desperately searching her.

Naksh touched everyone's feet. And stood near Naira.
N- (silently) puch na keerti kaha h?

Naira- aunty bhabhi nhi ayi?

Sw- arre aayi h na voh use ek call aaya h voh attend kar rhi h. Damad ji hum toh aapko pehle hi bata rhe h ki hamari Keerti ko apne kaam se bhut pyaar h. Ab aap hi use track par la sakte h.

Naitik- achhi baat h na shadi ke baad dono office jaa sakte h.

Manish- jaiye damad ji aap hi bula laiye.

He goes out. He gets mesmerised seeing Keerti. She looked very beautiful.

She was standing beside the car while talking. Suddenly her leg slipped and she was about to fall but Naksh came to rescue her. They had a intense eyelock. Then they separated.

N- Hello.

K- Hi.

N- voh maa ne bheja tha aapko bulaane.

K- Sorry voh aap bhi soch rahe honge na ki kaisi ladki h har vaqt kaam.

N- its ok. I understand mughe bhi kabhi kabhi hota h koi bhut  important  kaam.

K- Important kaam toh hote hi h lekin sach kahu toh mughe apni family se zaada kaam se aur kartik se pyaar h.

N- what?

Kartik- Keerti jiju jaldi aao sab bula rahe h.

They both go inside. Keerti touches everyone's feet.

N (in mind)- Keerti ne aisa kyu kaha koi aisa kaise kar sakta h kaam ko voh bhi family se zaada pyaar. I ll definitely ask her.

Badi dadi- Keerti beta aaya hamara lalla pasand tumhe.

K- smiled.

Ansh- nhi dadi aapke paas koi aur material h jo pasand aa sake.

N- achha ji aaj kal aapki zubaan zaada chal rahi h.

Ansh- sorry.

Everyone laughed.

They all started talking.

Naira- aaiye bhabhi mai aapko bhai ka room dikhaati hu.

Akshara- haa bachho tum log jao maine tumhaara naashta Naksh ki balcony mein laga diya h.

Naira, Naksh, Keerti, Kartik, Maansi,Ansh goes.

In Naksh's room.

Naira- bhabhi ji kaisa laga aapko hamaare bhaijaan ka kamra.

K- beautiful!!

Kar- naira ab achha toh lagega hi na tumhaara bhai pasand aa gaya maano sab pasand aa gaya.

Maansi- ji bilkul sahi kaha aapne kyu jiju.

N- smiled

N- acha aap sab log naashta karo mein keerti ko terrace dikha ke aata hu.

Naira- seedha seedha kaho na baate karni h. Hum balcony mein jaa rahe h you both enjoy in the room. Whatsay guys.

Kar- haa chalo.

Everyone goes.

N- Keerti aapse yeh puchna h ki aapne aisa kyu kaha ki you love work and Kartik more than everyone else.

K- ohh tabhi aap itna tensed h.

N- bataiye na mughe tension ho rahi h.

K- (she held Naksh's hand) Naksh yeh jo neeche maa baithi h na she is not my real mother. My real mother has died when i ws 7 years old and Kartik was 5 years old. We both were very disturbed. Kartik ne zid karke hostel join kar liya. Mai ghar par hi thi. It was damn truth that papa loved Kartik more than me. Papa ne maa se shaadi kar li. Ghar mein sab mughe yeh kehne lage ki Kartik mere vajah se hostel gaya h. Maine sab se dil hata liya. swarna ji ko maa bol toh liya lekin maana kabhi nhi jab koi problem hoti toh Kartik se share karti lekin kabhi ghar ke baare mein nhi bataya. Phir saara dimag studies mein lagaaya. Phir schooling ke baad office mein. Ek din Kartik ko pata chala yeh sab phir voh vaapis aa gaya. Tab use shuru mein problem hui phir usne sab accept kar liya. Ab sab normal ho rahe h mere saath but kya karu shayad main hi nhi ho paa rhi. In sab situations mein bhi Kartik hi tha jise maine aapna maana.

There was tears in Naksh and Keerti's eyes.

K- awww aap ro rahe ho.

She wiped his tears and he wiped her tears.

K- I m sorry but this is the truth of my life. I promise you i ll try my best to do a new starting of my life.

N- i feel so bad for you. I m sorry. I also promise aaj ke baad aapko aisi kisi cheez ka bhi saamna nhi karna padega.

Precap- something interesting.

A long one. Signing off at 733  words.

KEESH : CREATORS OF LOVEWhere stories live. Discover now