8

887 89 4
                                        

Shivaay entered the living room of his house which had gr8 memories of his childhood moments with his all family members .....
The place which always has a bright faces n shine for welcoming him is now just a dark room filled with silence ......
Indeed time is changed but maybe the ppl who don't change with time r ur real ones

Shivaay was leading towards his room only to see his old Dadi sitting on couch reading book waiting for him to arrive....

Shivaay with no interest started walking towards his cupboard.....
(Dadi:D,shivaay:s)
D: shivaay......
S: I think it's mr.oberoi for u right??
D: (with raised tone) shivaay tu shayad bhul raha Hein mein koun hoo! Mat bhul tu aaj bhi Mera billu Hein or rahega .....
S: shayad aap bhul rahi aapka billu Mar Chuka Hein!!
D: shivaay mein janati huun tu subse naraj heinn lekin Jo 7 saal pehele hua usme galti nahi thi kisiki!! Tu jaanta Hein Annika ke saath hassda hua tha!
S: Hadsa ya pre-planned murder!
D: Billu Kya bol raha Hein tu? Murder vo murder nahi tha.....
S: lekin kisiki jaan to gayi thi na!!
D: manti huun ...lekin uske liye tu kitne saal...
S:bass....mein apko already kehe Chuka hoon ki usk jaaan ke sath apke Billu ki bhi jaan chal gayi heinn....mein sirf zinda Hoon to sirf...a..
D: Billu aisa mat bhul tu sirf kisika Patti,baap nahi heinn kisika Bhai ,beta,pota bhi heinn ...
S: pati baap Hoon? Ya fir tha! Sirf apki vajaese...(control himself) aur haaa rahi baat beta,pota,bhari honeki to uss sabki vajah see heen mein chup hoon Varna....
D: Varna kya Billu?
S: Varna jiss oberois ke naam ,khoon ,khandaan per apko gurrur Hein na ussi gurur ko mein mitti mein Mila dunga...mat bhuliye...ki mein koun Hoon or aap bhi janti heinn ki mein Kya kar sakta hoon ...
D: Billu tum aisa kuch nahi karoge!
S: kyuun ? Dar gayi aap ! Bohot vishwaas heina apko vaise iss parivaar par!
D: ye tumara bhi parivaar Hein...
S: nahi Mera koyi parivaar nahi heinn ....
D: to tu yaha kyuun aata hein?
S: kyunki mein nahi chahta aap Meri....
D: Meri Kya Billu?
S:( avoiding the topic) aap plzz jayein!
D:mein sirf tujhe batane ke liye aayi thi ki do din baad...vo...humne Annika aur uske bacche ki barsi rakhi heinn...tu..
S: ye dikuava krne ki jaroorat nahi heinn
D: ye dikhaava nahi heinn Billu! Samaj!!
S: haa isliye to aap ushiki pati ki dusri Shaadi karva rahe heinn ye jante hoenn ki uski maut ke jimedar aap hoon
D: Billu sab tujhe khush dekhna chahte Hein ! Annika bhi! Isliye ye dusari Shaadi!!
S: mein jaanta Hoon Annika kaise khush rahegi aur rahi baat aapki aap loga ye sirf logo ko dikhane ke liye kar rahe heinn ya phir iss Ghar ke varis ke liye kyunki ...
D: Billu .....kab samjega tu humko!
S: itne saalo Tak samjta hee rehta tha lekin....
Aur rahi baat ab aapko samjne ki to mujhe nahi lagta uski abb jaroorat heinn!

N shivaay left the place ....

What is shivaay upto?
What is wrong with oberois?
And most imp do din baad Annika ki barsi??

Stay tuned for further updates.....





THE STRING THAT BIND USWhere stories live. Discover now