Untitled Part 18

1.5K 145 30
                                    


Om discuss about the party with Anika. Om smiles hearing the bell

O:Arre waqt ka pata hi nahi chala,teek hein mein mom se kehta hoon, tum arrange karoge na sab

A nods

A: (ab poochega gauri ke baare mein)

O: Chalo bye, class jaana hein

A look wide eye

A: (nahi poocha)

Om walks

A:Vo

Om turns

A: Khushi se daudte waqt sar kahin takraya kya

O frowns:Kya

A:Mera matlab hein shock vock lag gayi kal,

O: Kya bol rahe ho tum, abhi tak toh teek thi tum

A: (low voice) vahi toh kal shaam tak toh teek tha

O:Kuch kaha

A looks at O and smiles

A: Nahi toh , class jaana hein na,

O:Haan

A:Hmm Gauri bhi hogi na class mein

O frowns

O:Haan hogi,uski bhi class hein na

A: Chalo tumhe gauri yaad toh hein

O:Yeh kaise baat hui

A:Nahi vo bye

A goes.O shrug his shoulder and go.

G comes to A running

G:Kya kaha usne

A:Bas party ke baare mein kaha

G:Aur kuch nahi

A:Nahi

G:Kahin tu chupa toh nahi rahi

A glare at G

G:Acha acha teek hein maan liya

A: Arre zyada soch mat class jaa

Gauri thinking in her class.Bhavya come and sit next to her

B:Kis soch mein hein madam, Om ke baare mein soch rahe ho,kya kaha usne

G:Vahi toh masla hein, kuch kaha nahi unhone

B frowns

B:Matlab

G:Matlab humein bhi nahi pata, subah se aise behave kar rahe hein jaise kuch hua hi nahi,aakhir kya chal rahe hein unke dimaag mein samaj hi nahi aa raha

B: Ohhh toh pooch na usse

G:Hum?Hum kaise pooch sakte hein.

B:Yeh bhi hein, uske duffer bhai se poochna, usse zarur pata hoga Om ke dil ke baat

G: Koi fayda nahi hua,balki uske dil ke baat sunke heiraan hui mein

B: Kaunsi baat

G:Vo book

G bites her tongue

G:Kuch nahi

B:Kya book?

G nods no

B:Huuuh kahin usne book mein kuch kiya toh nahi,zarur pen se kuch mark kiya hoga.uski toh mein

Bhavya take the book and start looking

DILWALE DULHANIYA LE JAYEGEWhere stories live. Discover now