Encounter with Lala Ghelot

725 45 5
                                    

Shivaanjali was busy with her thoughts and rajveer and shanjh were busy with their missions.
Naveen Finally Meri dost shivaanjali ye smajh gai hai ki uska har Rasta mere dost rajveer par hi jaakar rukega , mera dost shivaanjali ka dost to hai hi par sath mai ek kabil sipahi bhi hai.  Is waqt Meri dost shivaanjali ko kewal ek hi Rasta nazar aa raha hai rajveer, par kya vakai aisa hai?
Kya meri dost jo soch rahi hai wo sahi hai kya mera dost rajveer jisne khud se phele is system ko rakha, is system ke dyare se bahar jakar Meri dost shivaanjali ki maddad krega?
Meri dost shivaanjali bhi is waqt ek aisi jang lad rahi hai jaha ehmiyat jeet ki hai ladai ki nahi, jang mai bhi kai baar aisa hota hai jaha jang kisi ko bachane ke liye nahi par jitne ke liye ladhi jati hai, theek vasi hi Jung jaisi Jung Meri behan Naina ladh rahi thi, jaha uska maksad sirf Meri begunahi sabit krna tha aur kuch ni, uske liye us waqt us ladai ka  tarike koi manaye ni rakhta tha, agar parwah thi  usse to sirf Meri begunahi sabit krne ki.
Ek Jung to  Major shanjh bhi ladh raha hai khud se, theek wasai hi ek  Jung jaisi mera dost  rajveer aaj tak ladh raha hai khud se. Par inki ladai mai fark yeh hai ki Meri behan Naina ke sath har kadam par uske Mentor captain rajveer Singh shekhawat the,
Kyuki ye Jung in dono ki thi, par Meri dost shivaanjali wo is waqt bilkul akeli hai, aur aise akele log aksar logo ki bato mai aakar bewakofiya kar baithte hai, thik wasai hi bewakofi Meri behan Naina ne bhi ki thi, Major Bharghav ki baato mai aakar, Dr. Ritu Mishra ki baato mai aakar,aisi hi ek bewakufi captain Amardeep Hudda ne ki thi Major bharghav ki baato mai aakar, In bewakufiyo ki list mai Meri behan Naina se leke Captain Yudi tak sab shamil hai, par ye bewakufiya isliye thi kyuki in galtiyo ko unke Mentor , unke rajveer sir se gunah banne se rok liya. Varna jo sab mere dost Rajveer ne saha col. Shakti Chandra ke murder case mai, wahi sab Meri behan Naina aur Captain Hudda ko sehna padta wo bhi tab jab shayad wo Puri tarah court- martial ka Matlab bhi ni jante the. Par Meri dost shivaanjali wo is shabad ka matlab to janti hai par iska anjaam nahi , usne mere dost rajveer ki diary se us shabad ka Matlab to samjha hai,
Par uske maiyne sirf wahi samajh sakta hai jo us daur se guzra ho.
Aur wo mera dost rajveer hai.
Meri behan Naina jo is waqt barso baad sukoon se so ri hai, wo jab jagegi aur dekhegi ki Mera dost Rajveer phir kahi gum hai, to uska wahi dar phir laut aayega jo sapna bankar roz uska samna ek aise sapne se krata jai jo kabhi bhi hakikat ban skta hai.
Par kuch waqt ke liye in cheezo ko chord dete hai aaj mere dost abhimanyu rai chouhan ka birthday hai , aur Meri dost shivaanjali ne uske liye kuch khas plan kiya hai.
Umeed hai ki mere dost chouhan ka akelapan thoda kam zarur hoga , is din ke baad,
Shivaanjali was lost, she encountered with Abhimanyu, he was passing by the same corridor,
Shivaanjali
Abhimanyu! Nice to see you, hum apke pass hi aa rahe the.
Abhimanyu smile, he thought may be she remembers his birthday,
He replied
Ah! Lgta hai aaj kuch khas hai jo madam khud chalke humare pass aai hai ,
Shivaanjali understood, what he wanted to hear, she murmurs
Itni jaldi nahi abhimanyu, thoda aur tadpiye, itni planning ki hai humne, thoda intezar to aapka bhi banta hai.😉
She replied
Actually na hum bore ho rahe the,n for a change hum soch rahe the hum aur aap bahar chlte hai pass mai hi ek new cafe khula hai,
To aap chalenge humare sath?
Abhi stared her for few seconds
Oh! To aap cafe jane ki liye humse puchne aai thi,
Abhi murmurs
New cafe khula hai, ye yaad hai inko par humara birthday ni,
Par hum itne waqt se contact mai bhi nhi the to ho skta hai na bhul gai ho, ab isme inki kya galti....
Shivaanjali enjoys his condition
Abhi, kaha kho gye? Jaiye jake ready ho jaiye, n koi kaam hai to khatam kar lijiyega, we will leave sharp at 11 , so please late mat kariyega..
He nodded....
But he was still lost in his thoughts....
Hum yaad dila de inhe, hum dost hai, haq hai humara.... Ya rehne de, kya fark padta hai inhe humara birthday yaad hai ya ni, aur phir in dino jo KMA mai ho raha hai, itne sab ke beech bhul gai hogi, keh de, abhi rehne dete hai cafe jake baat krenge....
Shivaanjali
Abhimanyu? Kis soch mai dube hai aap? Chalenge na humare sath....
He replied with a smile...
Humari itni majal, hum apko mna kr sake....
See you at 11.....
See you....
Shivaanjali replied with a smile .....
But her mind was struck with different thoughts.
I just hope raj bhi time par aaj Jaye, aur wo theek ho. Kal jo bhi suna humne... Ni ni Hume aisa ni sochna chahiye, he will be fine.....
Abhimanyu
Aapne raaj se pucha,
Shivaanjali replied
Ha wo bahar hai, but no worries he will join us....
Abhimanyu
Itni subah?
Shivaanjali replied
Jii kyuki wo the major rajveer Singh shekhawat hai, aadat hai unki musibato mai uljhane ki ....
Aap ye sab chordiye n jakar tayyar ho jaiye...
Hum bhi chlte hai kuch kaam hai Hume.....
Abhimanyu nodded with a smile and left....
But before she can leave, shanjh arrived there....
Shanjh
Aap yaha? Aur aise room se ku aa gai thi aap.
Shivaanjali replied
Kyuki wajah nhi thi waha , rukne ki koi humare pass...
Anyways apko late nahi ho raha?
Apko pick krne jana hai kisi special ko right .....
Shanjh
Ha... Hum nikal hi rahe the , wo orderly se humne keh diya hai red roses ke bouquet ke liye to aap please unse receive kar lijiyega...
Shivaanjali
Shanjh ! Aaj abhi ka birthday hai, to hum sab wahi jayenge , so I am sorry, hum busy hai thoda....
Shanjh
Oh! Hum to bhool hi Gaye the, chaliye koi baat ni hum unse kahenge ki wo humare room mai hi rakhwa de wasai hi hum unhe direct KMA hi lekar aayenge..
Shivaanjali
As you wish, Excuse me,
Shanjh
Shivaanjali....
She stopped n turned,
Kahiye?
He looked directly into her eyes
Thanks for today!
They shared an eye lock, for few seconds.
Then she moved without uttering anything....
But shanjh stood there because he was expecting a reply from her, at least  a smile of assurance, or a statement that he don't need to thank her. He was so busy , that he didn't heard properly what she said, but when he will recall these things, he is going to regret for sure.
Shivaanjali enter into her room, she sat on her bed to comfort herself, but that very moment she heard the sound of her phone ringing, she received that call.
Good morning sir!
Other person
Good to hear that you woke up caption !
She replied
Sorry, sir but I didn't get it...
Other person.
This is the 5 th time I am calling you captain, but you were busy sleeping and dreaming, dream won't take you to reality captain...
She replied
I am sorry sir!
Other person
You should be Captain...
Meet me ,  I have texted you details of the place, where we need to meet...
That place is somewhat at a distance of 20 mins from KMA still I give you 30 minutes. See you at sharp 7:30, don't be late captain.
He disconnected the call..
She doesn't knew what's the matter is nor she had time to think, she rushed to get ready and she left....
Here Rajveer is driving his jeep...
But Naina's thoughts is disturbing him,
Pta nahi Naina jagegi to kaise react karegi? I just wish ki mai jis kaam se ja raha hu wo ho Jaye, n I hope Naina samjhe ki mera jana zaruri tha....
Oh god! Kya haal kar liya hai usne apna....
Kese ghut ghut ke jee rahi hai, kyun nahi samajhti wo ki mai uske pass Rahu ya na Rahu , uske sath hamesha rahunga. Ku ni samajhti wo ki meri zindagi is desh ki hai, par wo jaan hai Meri. Uska dar galat nahi hai, mai khud nahi janta ki agle pal meresath kya hoga, par mai usse har pal is dar ke sath nahi jeene de skta,nhi bilkul nahi ....
Ye sab kuch itna uljha hua kyu hai, ye Indian army ke best soldiers to hai, par ye mere cadets ni hai, mere cadets aise nahi the, Mujhe in sab ke baare mai pta Karna hoga, inki life mai itne waqt se kya kya hua hai?
Par sabse pehle mujhe yudi se baat krni hogi, aakhir wo unlogo tak pahucha kaise? N wo yudi ka duplicate, wo hai kaun? Air kiske liye kaam karta hai! Lala ghelot? Nahi wo to iss waqt jail mai hai, to phir ye dusra kaun hai?
Baat to mujhe sharry se bhi karni hai, itne pass hu uske, par par bta ni skta usse, wo pehle hi uljhano se uljhi hui hai, aur nahi bda sakta uski pareshaniya..
Par ye mastermind hai kaun?
Ye jo bhi hai, lala sahab zarur is bare mai jante honge, waqt aa gya
Lala ghelot , apki aur Meri mulakat ka, kai sare jawab chahiye apse.....

Rajveer Naina (courtship and Mysteries)Where stories live. Discover now