Trust is Important

477 26 75
                                    

Ts based on the first marriage track

(P.s: Mahira is not there)

Rakhi slapped Karan angrily after knowing what he did to Preeta.. Karan looked down closing his eyes while controlling his tears

All the animals of Luthra zoo were also present there seeing the drama.. Sherlyn was smirking as she was happy

Bani.. Kritika and Rishabh were also angry at Karan while Kareena.. she was praising Karan for his deeds

Rakhi glared him angrily with tears

Rakhi: Tujhe zara si bhi daya nahi aayi uss bacchi pe.. aise kaise tu usse etni raat ko.. beech shadak par chhod aaya.. (pushed him away) mujhe sharam aa rahi hai.. tujhe apna beta kehne mai.. uss bechari ladki ne.. kya kuch nahi kiya iss parivar k liye.. aur tune uske saath.. (wipes her tears) mai kuch nahi jaanti.. tu jaa.. abhi k abhi.. meri Preeta ko yaha le kar aa

Karan: Mai kahi nahi jaunga.. maine jo kiya hai.. sahi kiya hai.. she deserves it

Rishabh (angrily): Tu sahi mai pagal ho gaya hai kya? Aree etni raat ho rahi hai.. tune Preeta ji ko.. etni raat ko.. akele chhod diya.. agar unhe kuch ho gaya.. toh tu kya karega

Karan (sternly): Mujhe koi fark nahi padta.. usse kuch hone se

Rishabh looked at him unbelievably

Kareena: Bhabhi.. aap sab ku bechare Karan k peeche pade hai.. aree sahi toh kiya usne.. woh middle class ladki.. isi layak hai.. aaj usii k kaaran.. bhai coma hai.. accha kiya Karan ne uske saath.. I am proud of you Karan

Bani: Bass kar Kareena.. tu besharm hai.. etna toh mujhe pata hai.. par etni.. yeh mujhe nahi pata tha.. aree uss bechari k baare mai socch.. etni raat ko kuch uch neech ho gayi toh?

Kritika: Mom.. aap aisa keh bhi kaise sakti hai.. ki bhai ne sahi hai.. agar kisi ne mere saath yeh kiya hota.. tab bhi aap yahi kehti kya?

Kareena (angrily): Kritika kya bol rahi ho?

Kritka (chuckles sarcastically): Waah mom.. mere baare mai imagine karne se hi aapko etna gussa aa raha hai.. toh ekk baar Preeta k baare mai sochiye.. ki usee kaisa laga hoga (tearfully) woh bechari ketna royi hogi.. kaisa feel ho raha hoga usee uss time

Kareena rolled her eyes

Rakhi: Karan.. dekh mai abhi bhi bol rahi hu.. tu jaa leke Preeta ko dhund k yaha leke aa.. agar kuch ho gaya naa usee.. toh khud ko tu zindagi bhar maaf nahi kar payega

Karan fists his hands trying to control his tears

Karan (in mind): Kuch.. kuch nahi hoga usee

Rishabh: Tu sunn bhi raha hai Karan? Tu jaa raha hai.. yaa mai jau?

Karan (sternly): Maine kaha naa.. mai kahi nahi jaunga.. mai apne room mai jaa raha hu

Saying his he left to his room.. Rishabh and Rakhi sighs unbelievably

Rishabh: Mom.. mai Preeta ji ko jaa dhundne jaa raha hu.. Karan ne apna dimag kho diya hai.. woh kisi ki nahi sunega

Sameer: Bhai.. mai bhi chalunga aapke saath

Rishabh nodes and both left to find Preeta

Sherlyn (in mind): I wish woh Preeta marr hi jaaye.. saari problems bhi khatam ho jayegi.. bohot pareshan kar rakha hai usne waise bhi

Karan's Room

Karan sat in floor and leaned to the bed

He closed his eyes as Preeta's tearfull face.. her cries.. came in front of his eyes.. the way she was crying and requesting him to take her with him

Preeran Short Stories Where stories live. Discover now