Battle

957 132 110
                                    

(Not Proofread)

It was late afternoon,Anubhav was in his room preparing himself to go for archery practice when Abhilasha came there.

"Anubhav"Abhilasha called her sweetly.Anubhav turned back to look at her and was surprised seeing Abhilasha all dressed up.Ofcourse she was a princess and was always decked in expensive clothes and jwelleries but today she had taken extra efforts.

Ofcourse she was a princess and was always decked in expensive clothes and jwelleries but today she had taken extra efforts

К сожалению, это изображение не соответствует нашим правилам. Чтобы продолжить публикацию, пожалуйста, удалите изображение или загрузите другое.

(Abhilasha)

"Kuch kahena hain Abhilasha?"Anubhav asked.

"Kyun main aise hi tumhare paas nahi aasakti?"Abhilasha asked in low seductive voice.

"Bilkul aasakti ho,tum balpan ki sakhi ho humari...parantu kshama karna iss samay hum teerandazi k abhyas k liye Jaa rahe hain."Anubhav said.

"Mat jao na Aaj Anubhav...ekant mein samay bitate hain na hum dono."Abhilasha said touching Anubhav's chest and he immediately stepped back.

"Kya karrahi ho Abhilasha?!"He asked sternly.

"Kuch galat karrahi hoon main Anubhav?Main Prem karti hoon tumse toh kya Mera adhikar nahi hain tumhe chhune ka"She again asked seductively.

"Nahi hain!Hum vivahit hain aur humein chhune ka adhikar sirf humari patni ka hain.Aaj tumne yeh dussahas kiya hain dobara kabhi mat karna."Anubhav said firmly.

"Main premika hoon tumhari,kyun rokte ho tum mujhe apne samip aane se?"Abhilasha asked.

"Tum premika nahi ho humari...balpan ki sakhi ho tum bas.Humari premika aur patni Jo kuch bhi hain bas Haseena Hain."Anubhav said slowly getting angry.

"Haseena... Haseena...Haseena...kya jaadu kardiya hain usne tumpar.Pahele kahete the ki ghrina karte ho usse aur abhi kya hua haan,palat Gaye...apne rup se moh liya usne tumhe!"Abhilasha shouted frustratedly.

"Bas Abhilasha apni Seema mat langho.Humein galat faimi thi ki hum ghrina karte hain usse parantu satya yeh hain ki hum athah prem karte hain apni Haseena se.Aur roop se hi mohit hote toh aaj tum bhi humein rijhane mein kamyab hojati.Haseena ki aatma se prem kiya hain humne.Jitni sundar woh bahar se hain usse kahi Guna sundar woh apne hriday se hain.Ek baat dhyan se sunn lo Abhilasha,yeh aakhri baar hain hum tumhe kshama karrahe hain parantu ayinda humare samip aane ki cheshta mat karna aur humari patni ki anupsthiti mein humare kaksh mein pravesh mat karna.Aur humein lagta hain tumhare pita tumhe yaad karte honge,tumhe apne rajya laut Jana chahiye."Anubhav said before leaving the room.

As Anubhav left,Haseena entered the room and found Abhilasha fuming in anger.

"Abhilasha tum yaha?"Haseena asked.

ANUSEENA- A Marriage Of Convenience✓ Место, где живут истории. Откройте их для себя