Chapter 6

2 1 0
                                    

Aziz's bedroom

Aziz threw the vase on thr ground, his breaths were heavy and deep as he was having a hard time to control his emerging anger. He run his hand through his hair and there and then, a memory of certain events which took place in The Local Market played in his mind.

He let out a scream before punching the wall and just then the door of his room opened and entered inside a worried Halima whose gaze first connected with him and then the wall from which Aziz slowly removed his hand and then her gaze roamed around the now messy room which had broken vase and some other broken stuff.

Halima looked back at Aziz and signed while shaking her head. She walked up to him before hugging him

Aziz closed his eyes and hugged her back " Ami. " He muttered

Halima caressed his head " Calm down ami ki jaan. " she broke the hug and holded his hand " Chalo aao, kuch baat karni hai aapse. " with that both went to the couch and sat on it. Halima was still holding his hand, she smiled at him and he reciprocated it but his smile was a small one.

" Aziz mein janti hon ke aap ko Rabel... "

Aziz cut her off by taking his hand away from her hold and turning away his face " Ami please! Mein apna akhri faisla le chuka hon. " his tone held anger

" Pehle meri puri bat sun lo phir apni kehna aur khabardar jo meri baat ko beech mein kaanta toh. " with that, Halima holded his hand once again

Aziz was frustrated now, he run his hand through his hair

" Dekho Aziz, I know ke aap ko Rabel achi nahi lagti but iska matlav yeh toh nahi hai na ke aap uspe pura blame dal doge local market mein jo kuch huwa uska. "

" Ami woh gunde.. "

Halima couldn't help but being stern this time " Kaato mat! "

Aziz looked away again

" Aziz, aap ne dekha nahi jab woh humein mili thi toh kis haal mein mili thi? Bahir ka mausam dekha tha aap ne? Uska dar dekha tha? Aise mausam mein aise time pe kon bahir nikalta hai aur woh bhi ek chote bache ke sath? Aur woh dar? Wesa hi dar mein ne aaj uski aankhon mein dekha tha jab un gundon ne hum pe hamla kiya tha. "

Aziz looked back at his mother and said in a composed tone now, not having any hint of anger. " Ami, mujhe maloom hai. Mein ne sab dekha hai, sab suna hai lekin aap ko yeh maloom hona chahiye ke aap ka beta kisi ke liye koi galat faisla nahi lega. ......"

" Toh phir yaheen rehne do usko. "

Aziz was about to say something but she cut him off

" Aziz, is bachi ke sath zaroor kuch bohot bura hua hai jis ne iske ander mein ek bade dar ko betha diya hai. Mein janti hon, aap mujhse aur aapne abu se bohot pyar karte hain aur kabhi humein hurt hote hue nahi dekh sakte lekin beta Allah pe yaqeen rakho, agar Rabel humare saath rahegi tab bhi hum sab mehfooz rahein ge. Rabel yahan pe safe mahsoos karti hai Aziz, please usko yahan se mat bhejo. Rabel aur Rabia ke bohot kareeb aa gaye hain hum is thore se waqt mein Aziz, hum bas kuch nahi jante humein woh dono apne pas chahiye bas. "

" Ami "

" Agar aap Rabel ko jane ke liye bolo ge toh humein bohot hurt hoga Aziz aur hum samjhein ge ke iss ghar mein humara haq hi nahi hai aur abb faisla aap ka kiya aap apni ami ko hurt karna chahte hain Aziz? "

Aziz looked down " Apne mere pas option hi kiya choda hai ami? Rakhiye apni Rabel ko apne pas. "

Halima tried to hide her smile and thus she quickly went outside but not before uttering a quick and happy " Thank you! "

The Billionaire's StrangerOnde histórias criam vida. Descubra agora