Part 19

367 34 15
                                    

There was a pin drop silence in the corridor. Akshara looked at them terrifyingly. Her frightful dream became true. Abhir's identity truth came in front of everyone intimidatingly. She was missing her husband, her support system more now. Imagining aftermath effects she got scared. She held her nuptial chain tightly. For others it was just chain but for her it was her support.

She looked at Abhimanyu and got shivers. His eyes were bloodshot. He was looking at her angrily. He tighten his fists to control his anger but he couldn't. He bacame red with rage. Aarohi looked at them and touched her engagement ring. She got flashes of Ruhi's happy face. She got worried for her child. She didn't understand how to react. She stumbled but managed herself.

Dr. Rohan came there hurriedly to inform them about the donor. He called Aarohi, "Dr. Aarohi abhi blood bankse call aaya tha. Hume O –ve ka donor mil gaya hai. Hume turant uske blood test karwane chahiye." Aarohi came in sensed and went with Dr. Rohan. Abhimanyu held Akshara's hand tightly and dragged her outside.

Like in show their conversation happened. She praised Abhinav in front of him. She challenged him for his rights on Abhir and quickly went inside. Abhimanyu hurriedly drove off to his home. He started destroying every objects and things. He recalled Akshara's words. He got more furious. "Abhinav Sharma... ye sab tumhari wajahse hua hai. Pehle to tumne mujhse meri biwi chhin li aur ab mere bete par bhi hak jata rahe ho. Me aisa kabhi hone nahi dunga. Me tumse meri biwi aur mere bete ko wapas lekar hi rahunga." He called his lawyer.

Muskaan was continuously trying Abhinav's number. Finally he answered the call. "Hello bhaiji, aap kaha ho? Me kabse aapko phone try kar rahi hu, aap utha kyu nahi rahe the ji?" He replied, "Me meeting me tha. Tum itni dari huyi kyu ho? Sab thik hai na waha par Muskaan?" She cried, "Kuch bhi thik nahi hai bhaiji. Sab kuch bigad gaya hai." He asked worriedly, "Muskaan seedha seedha bata kya hua hai? Abhir, Akshara thik hai na?" She narrated him all incidences.

Listening her, Abhinav's world shattered. He dashed on the sofa. All their family moments flashed in front of his eyes. "Hello... hello bhaiji aap thik to ho na ji?" He recovered himself. "Haa... haa me thik hu. Akshara... Akshara kaha hai? Wo thik hai na?" Muskaan said, "Bhaiji wo Dr. Birla bhabhi ko lekar bahar gaye hai." Abhinav asked, "Matlab? Tum sab kaha the?" Muskaan said, "Wo bhaiji hum sab hospital me hai." Abhinav confusingly asked, "Hospital me? Par kyu?" She told him regarding Abhir's health. Hearing about Abhir he got another shock. "Muskaan Nikkeji ab kaisa hai? Akshara kaha hai? Mujhe unse abhi ke abhi baat karni hai." She said, "Bhaiji Abhir abhi thik hai. Yaha ke blood bankse ek donor available hua hai aur wo abhi blood de rahe hai. Bhabhi ab tak upar nahi aayi hai. Me abhi unke pass jakar aapko call karti hu." She disconnected the call.

Abhinav quickly booked flight ticket and dialed Akshara's number. "Hello Akshara, aap thik hai?" but her phone was with Swarna. "Hello Abhinavji me Swarna baat kar rahi hu." He asked, "Badi mummyji Akshara nahi aayi ab tak?" She said, "Nahi, Muskaan gayi hai uske pass. Me usse aatehi aapse baat karne ko kehti hu." They cut the call.

Talking with Abhimanyu Akshara ran inside the hospital. Her legs were shaking. She was feeling very low. She sat on the bench and started breathing heavily. She was controlling her emotions. She couldn't afford panic attack at that time. She placed her hand on the chest. "Shaant... shaant ho ja Akshara... kuch nahi hua hai. Abhinav aayenge to sab thik hoga... Abhinav..." She started finding her phone. Muskaan came there searching her phone. "Bhabhi" Akshara looked at her. "Muskaan Abhinav se baat huyi? Wo kab aa rahe hai?" She replied, "Haa bhabhi, bhaiji abhi nikal rahe hai." Akshara took her phone. "Mujhe unse baat karni hai." She dialed his number. "Hello Abhinav... wo... wo me..." She lost her control on her emotions and started crying vigorously. "Abhinav I am sorry, me Abhir ka khayal nahi rakh payi. Jo kuch bhi hua wo sirf aur sirf mere wajahse hua hai. I am sorry." Suddenly call was disconnected. They tried again and again but it was not connected. She sat on the bench helplessly. Muskaan received Abhinav's message. "Bhabhi bhaiji yaha aane ke liye nikal chuke hai. Aap please tension mat lijiye." She took her to Abhir's ward.

At midnight, Kairav went to the airport for receiving Abhinav. Due to lots of pressure and tension Akshara drifted off. Muskaan was with her. Kairav told Abhinav all incidences. They reached to the hospital. Abhinav ran towards Abhir's ward. Sensing his presence Akshara opened her eyes and ran towards him.

Seeing him in front of her, she vented out her feelings. She hugged him and burst out in tears. "I am sorry, I am sorry, me Abhir ka khayal nahi rakh payi Abhinav. Jo kuch bhi hua sab meri galti hai. Me apne bete ko thikse sambhal bhi nahi payi." He was continuously patted on her back. "Kuch nahi hua hai Akshara, sab thik hai. Aap shaant ho jayiye. Humara Abhir bilkul thik hai." He made her sit. Muskaan gave him water. "Aap shaant hojayiye, ye lijiye pani pijiye." She nodded. Muskaan said, "Bhaiji, bhabhi kabse ro rahi hai, na to unhone pani piya aur nahi kuch khaya hai ji."

Akshara rested her head on his shoulder. He asked Muskaan bring the food for her. "Akshara aap pani lijiye please." She drank some water. Muskaan brought food. He took one bite, "Aur ye kya baat huyi? Aapne kuch bhi nahi khaya? Kal Nikkeji uthega aur aapko aise dekhega to kahega, Ouijaa mumma IPH." Akshara said, "Itni patli huyi." They smiled. He started feeding her. After having food they went outside with Kairav.

Kairav asked, "Abhinavji aapne kuch socha hai ki aage kya karna hai?" He said, "Nahi saalessab, abhi to dimag chal hi nahi raha hai. Mujhe lagta hai ki kal subah pehle me bhaijise baat karta hu, unhe sab shuru se batana bahot jaruri hai. Unhe lag raha hoga ki humne unhe dhoka diya hai, to sabse pehle mujhe unki galatfehemi dur karni hogi." Akshara said, "Nahi bilkul bhi nahi. Aap usse kuch bhi nahi batayenge Abhinav. Uski koi jarurat nahi hai." Kairav said, "Akshu bilkul thik keh rahi hai aur jitna me usse janta hu, mujhe nahi lagta ki wo aapki baat kabhi sunega ya samjhega. Me to kehta hu ki hume seedha vakilse baat kar leni chahiye."

Abhinav said, "Nahi saalesaab, me pehle unse baat karna chahta hu. Ye aise vakil, court ye sab nahi chahiye ji. In sabme Nikkeji ka bachpana gum ho jayega. Me bhaijise baat karunga, unhe samjhaunga. Ho sakta hai wo samajh jaye, wo bhi to ek bachhi ke pita hai." Akshara said, "Lekin ab baat uske khoon ki hai Abhinav aur wo aapse koi baat nahi karega aur nahi aapki koi baat sunega. Mujhe bhi lag raha hai ki hume vakil se baat kar leni chahiye." Just then Kairav's phone rang. "Bade papa ka call hai, me baat karke aata hu." He left.

Akshara held his hands, "Aap thik hai?" He nodded. "Jab Muskaan ne mujhe bataya, tab me bahot dar gaya tha, lekin fir aapke, Abhirke sath bitaye huye har ek pal yaad aaye aur ye yakin hua ki chahe kuch bhi ho jaye, aap dono mera saath kabhi nahi chhodenge." She smilingly nodded.

"Akshara aapko bhi sach me lagta hai ki hume seedha vakil se baat karni chahiye?" She nodded. "Haa Abhinav, kyunki hum sab jante hai ki Abhimayu kaisa hai, usne bhi ab tak vakilse baat ki hogi." He said, "Par Akshara ye sab court kacheri me Nikkeji ki masumiyat chhin jayegi ji. Hum pehle bhaijise baat kar lete hai. Wo bhi to ek bachhi ke pita hai, wo meri baat samajh jayenge. Abhi wo gussa hai, naraj hai aur unka gussa hona, naraj hona jayaz bhi hai, par jab unhe sari baate pata chalengi to wo bhi samaj jayenge ji."

She said, "Aap bahot seedhe insaan hai, par puri duniya waisi bilkul bhi nahi hai Abhinav, aur Abhimanyu to bilkul bhi nahi. Jab wo koi baat thaan leta hai, usse wo hasil karke hi leta hai. Aap please meri baat sun lijiye, aap usse milne nahi jayenge bilkul bhi." He half mindedly nodded.

AKSHNAV story Dil ka RishtaWhere stories live. Discover now