Part 18

508 35 43
                                    

Akshara ran to the parking pantingly. Sitting in the car, she quickly drove back to the Goenka's house. Without seeing anywhere she directly went to her room. She sat on the bed and remembered Abhimanyu's antics. She put her hand on her chest and started breathing heavily. Abhinav came from washroom, saw her. He went near her and kept his hand on her shoulder. She quickly wove aside his hand and shouted, "Dur raho tum mujhse." She turned back and saw shocked Abhinav. Seeing him she tightly hugged him and started crying vigorously. Abhinav got stunned seeing her condition. He patted on her back continuously. "Akshara... Akshara kya hua hai? Aap aise ro kyu rahi hai? Hua kya hai batayiye mujhe." He tried to loose her hold but she held him more tightly. He continually patted her. after sometime she stopped crying. He asked, "Kya hua hai Akshara? Aap itni raat akele aise kaha chali gayi thi? Maine aapko phone karneki bahot koshish ki lekin aapka phone lag hi nahi raha tha ji!"

She looked at him cupping his face. She touched his face with trembling hands and tearful eyes. He wiped her tears. "Akshara hua kya hai?" She again tightly hugged him. "Mujhe bahot dar lag raha hai Abhinav! Aisa lag raha hai jaise mere hathse sab kuch chhut raha hai. Maine khudko samjhane ki bahot koshish ki par mera dil manneko taiyar hi nahi hai! Mujhe pata hai aap humesha mere saath rahenge par... par dil me bahot bure khayal aa rahe hai. Mujhe dar lag raha hai Abhinav ki kahi hum ek dusrese juda ho gaye toh? Kisine mujhse aapko chhin liya toh? Me mar jaungi Abhinav!" He kept his finger on her lips. "Aise nahi kehte, maine kaha tha na aapse ki aapko mujhse koi alag nahi kar sakta. Humara sath janmo janmon ka hai Akshara!" He kissed her forehead. She closed her eyes. "Aap shant ho jayiye aur change karke aayiye." He left her.

She held his one hand. "Abhinav aaj me aapse kuch mangu to kya aap mujhe wo denge?" He replied, "Haa boliye na." She cupped his face. "Aaj mujhe aapke bahonme chain ki neend sona hai. Aap mere saath ho iss baat ko me mehsus karna chahti hu Abhinav!" He asked, "Akshara... aap..." She closed her eyes granting him silent permission to attain all his rights over her. she submitted him herself devoting her mind and soul with full consent.

Early morning breeze touched Abhinav – Akshara's room. Her saree was gathered like a heap in the ground and all her bangles were scattered. She was happily cuddling in Abhinav's arms. Due to cool breeze her sleep got disturbed. She opened her eyes and seeing their position, remembering last night she turned red with blush. She saw Abhinav sleeping near to her peacefully. He truly completed her last night. She adjusted their blanket properly and started moving her finger within his hairs. She had tears in her eyes but smile on her lips. She kissed on his forehead.

Sensing her touch he opened his eyes and raised his head and looked at her. He noticed tears in her eyes. He asked, "Aap ro kyu rahi hai ji? Kahi maine aapko dard..." She replied with a smile, "Nahi... bilkul bhi nahi." He asked, "To aap ro kyu rahi hai?" She cared his face, "Kuch nahi bas aisehi. Thank you Abhinav!" He raised his eyes. "Thank you Abhinav mujhe pyar karne ke liye! Thank you mujhe sambhalne ke liye! Thank you mujhe wapas jeena sikhane ke liye! Thank you mujhe pura karne ke liye!" He held her palm. "Thank you mat kahiye. Maine sirf dost aur pati hone ka farz nibhaya hai. Humare beech me ye thank you aur sorry ke liye jagah hi nahi hai." He kissed her palm. She rested her head on his chest.

Spending sometime, they woke up and got fresh up. Akshara was drying her hairs in front of the mirror. Abhinav came and back hugged her. Both looked at each other through the mirror. She was looking like bloomed flower. She blushed lightly. Abhinav picked up her sindoor dani and put sindoor in her parts and kissed on her cheeks. She blushed.

After getting ready Abhinav asked, "Akshara agar aapko sahi lage to batayiye ki kal rat aap kaha gayi thi?" She remembered those incidents. She got worried but thought to tell him everything. "Abhinav wo kal raat jab aap bhaiya ke saath..." Her talks got disturbed by his phone ring. Talking on the phone he went near her. "Sorry ji, par mujhe abhi turant Kasauli jana hoga, wo kuch office ka kam nikal aaya hai." She asked, "Aise kaise Abhinav? Aapne to official chhutti li hai na?" He replied, "Haa li to hai par wo kuch audit ka kam hai aur department ka manager hone ke nate mujhe jana hoga waha. Aap fikar mat kijiye, aaj shaam tak kam khatam ho jayega to me aajaunga turant." She said, "Me bhi chalu aapke saath?" He said, "Nahi ji, aap itni bhagdaud mat kijiye. Mera kam hote hi me aa jaunga. Aapki jarurat yaha jyada hai." She asked, "Par Abhinav aap waha akele kaise???" He said, "Koi baat nahi ji. Aap befikar rahiye. Me pohachtehi aapko call karunga. Me ticket book karta hu." He booked his ticket and started packing his stuff. She quickly made breakfast for him. "Ye lijiye kha lijiye pehle." She fed him. After getting ready he hugged her. "Aap tension mat lijiye, me sambhalunga sab. Thik hai?" She nodded. Kissing her on forehead he bid her and left.

At evening

Akshara went to market with Swarna. Muskaan was continuously calling her but her phone was left inside the car. After coming back she checked so many missed calls from Muskaan and Kairav. She called her back. Muskaan was continuously crying. "Hello bhabhi, Abhir... Abhir..." Akshara got tensed. "Kya hua Muskaan Abhir ko? Wo thik hai na?" Muskaan said, "Bhabhi wo..." Due to cry she couldn't speak. Kairav took the phone. "Akshu tu aur badi maa jaldise Birla hospital aajao." Akshara asked, "Bhaiya kya hua hai? Mera Abhir thik hai na?" Kairav said, "Haa wo thik hai, tu jaldise hospital aaja." She quickly drove to the hospital.

Reaching there, she asked receptionist about Abhir. Going to the emergency ward she saw Muskaan and Kairav there. "Bhaiya Abhir kaha hai? Kya hua hai usse? Dopeher to thik tha wo, achanak kya hua usse?" Kairav made her calm. "Shant ho jao Akshu. Usse chakkar aa gaye the aur saans lene me taklif bhi ho rahi thi. Doctors usse dekh rahe hai. Aaru bhi ssath me hai andar. Tu pehle shant ho ja." He made her sit. Muskaan gave her some water. "Abhinav... Abhinav ko call kiya tumne Muskaan?" She replied, "Haa bhabhi par bhaiji call nahi utha rahe, may be meeting me honge. Me wapas unhe try karti hu." They saw Aarohi came from the ward. Akshara ran to her. "Abhir... Abhir thik hai na? kya hua hai usse?" Aarohi said, "Uska Hb bahot low hua hai Akshara. Hume abhi uska blood transfusion karna hoga." She got terrified. "Kya?? Par dopeher tak to wo thik tha. Aise kaise achanak se?" Aarohi said, "Abhi wo sab sochneka time nahi hai Akshu. Humne uska blood group check kar liya hai. Uska blood group bahot rare hai. Humne blood bankse contact kiya hai, agar waha bhi blood available nahi hua to bahot mushkil ho jayegi."

Muskaan said, "Kaash bhaiji yaha hote, unka aur Abhir ka blood group ek hi hai na bhabhi?" She nodded. Aarohi said, "Lekin Muskaan bachhonme hum parents ka blood nahi dete hai. ABO ke wajahse complications badhne ke chances jyada rehte hai." Abhimanyu came there hurriedly. "Junior... junior kaisa hai ab?" Aarohi explained him his condition. "Uska blood group kya hai?" She replied, "O –ve." Abhimanyu said, "Ye to mera bhi blood group hai. Me usse blood donate kar sakta hu." Aarohi said, "Ye to bahot achha hua. Hum abhi tumhara blood sample test karte hai. Agar wo Abhir se match hua to tum usse blood de sakte ho." Till now Akshara and Muskaan listened and watched them dumb founded. Aarohi's words rang in her ears. "Parents bachhonko khoon nahi de sakte. Complications badhne ke chances jyada hote hai." She yelled, "Ruko, tum blood nahi doge Abhimanyu!" All were looked at her confusingly.

She went to them. "Haan, tum Abhir ko khoon nahi de sakte." Abhimanyu said, "Par kyu? Uski condition dekho andar Akshara! Usse abhi khoon dena bahot jaruri hai." Aarohi agreed. "Haa Akshu, abhi humare pass bahot kam wakt hai. Abhir ko khoon dena bahot jaruri hai." Akshara nodded. "Par Abhimanyu usse khoon nahi de sakta." Kairav took her aside. "Akshu ye behes karneka wakt nahi hai. Abhi hume Abhir ke bareme sochna hai." She said, "Me janti hu bhaiya, isiliye keh rahi hu. Abhimanyu usse khoon nahi de sakta." Abhimanyu came to her. "Me usse khoon kyu nahi de sakta? Tumhe abhi junior ke bareme sochna chahiye Akshara! Kaisi maa ho tum? Humare beech me jo bhi bate hai tum uske wajahse uss bachheki jaan khatre me dal rahi ho!"

She looked at him. "Me uski maa hu isiliye tumhe khoon denese mana kar rahi hu." He said, "You are impossible Akshara! Abhi bhi tum behes kar rahi ho! Me ye sab nahi sununga. Aarohi jaldise mera blood sample lo." Akshara yelled, "Maine kaha na tum Abhir ko khoon nahi de sakte kyunki tum hi uske baap ho, wo tumhara bachha hai aur abhi Aarohi ne kaha na parents bachhonko khoon nahi de sakte, isse complications badh jati hai. Me apne bachhe ki jaan daav par nahi laga sakti hu Abhimanyu." She said all things in one breath, realizing what she said she looked at them terrifyingly. All were looked at her shockingly.

AKSHNAV story Dil ka RishtaWhere stories live. Discover now