Part 8

556 39 23
                                    

Next morning

Akshara woke up early and started making Rajasthani food items for Manish and Swarna. Abhir came in the kitchen and got excited seeing Kachori. "Mumma Kachori?" Akshara smiled. "Haa betu, tere Buddyko bahot pasand hai." "Aur mujhe bhi", said Abhir excitedly. "Mumma, mamu bhi aayenge?" Akshara got sad, "Nahi betu, wo nahi aayenge. Unko waha kam hai." "Mumma, maasi, Ruhi aur Docman bhi aayenge?" Listening Abhimanyu's name she got hyper. "Wo kyu aayenge yaha? Aur Abhir tu bhi jyada docman docman mat kar. Maine tuze kalhi data tha isliye." Abhir made face. "Sorry mumma." She said,"Thik hai, ja ab jaldise nahake aa." Abhir went. After getting ready, Abhinav came to have a breakfast. He saw that Akshara was worried. He said, "Akshara, me janta hu aap pareshaan kyu hai, aap bhi ek bar wapas soch lijiye. Agar aapka Udaipur jaane ka man ho raha hai to aap jayiye." She said, "Nahi Abhinav. Wahase jab hum nikle the tab maine kaha tha ki me ab wapas waha kabhi nahi jaungi. Kairav bhaiya, Manjiri maa, Aarohi kisiko bhi waha mujhe dekhkar khushi nahi hongi." "Aur humara kya?" they turned voice's direction. "Bade papa, Badi mumma," Akshara went and hugged them. Abhinav came and touched their legs. "Bade papaji, badi mummyji, aayiye na andar." They came inside. Manish and Swarna looked here and there and felt happy seeing Sharma's small, cozy house. Akshara said, "Bade papa, ghar chhotasa hai par humara hai." Swarna looked at her adoringly. "Sach kaha Akshu, aur iss ghar ko kisi ki najar na lage." She did thu thu thu. After welcoming them Abhinav said, "Bade papaji mujhe ab chalna hoga, late ho raha hai." He took their blessings and went outside. Akshara came behind him. "Abhinav aapka tiffin." She went near him. "Abhinav wo me..." "Akshara maine kaha na aap jo decision lengi usme me aapke sath hu. Agar aapka waha janeka man kar raha hai to befikar hokar jayiye." "Par Abhinav..." "Dekhiye Akshara sirf Salesaab, Buaji, aur Saalijike liye na soch kar bade papaji, mummy ji, mimi ji ke bareme bhi sochiye. Agar aap waha gayi toh in sab ko achha lagega. Aap sab achhese soch kar hi decision lijiye. Thik hai?" she nodded. He kissed her forehead. "Ab me chalta hu." She nodded and bid good bye. Manish and Swarna watched them. "Akshu kitni khush lag rahi hai na Manish ji?" Manish nodded. "Kash Abhinav se Akshu ki mulakat pehle ho gayi hoti." Manish said, "Jo hota hai wo achhe ke liye hota hai Swarna. Ab ye achhi baat hai ki itna sab hone ke bad bhi humari Akshu uski jindagi me khush hai." Swarna nodded. They went inside.

After discussing with them Akshara got confused. Manish said, "Akshu tum dono behenome jo kuch bhi hua hai wo tum dono sambhalo par hum tumhe yahase lekar hi jayenge beta." Swarna said, "Haa Akshu, jara socho, iss gharke jamaisa aur kunwarsaa shaadi me nahi aaye to kaisa lagega beta? Rishte hai to nibhane bhi padte hai na." Akshara said, "Haa badi mumma par Aarohi ki shaadi hai aur agar wo hi khush nahi rahegi to achha nahi lagega na." Swarna's phone rang. "Dekh abhi Aaru ka nam liya aur usika phone aaya hai." She picked up the call:

AR: Aap Kasauli pahuch gaye badi mumma?

SW: Haa beta, abhi hum tumhari hi baat kar rahe the. Akshu keh rahi hai ki wo shaadi me nahi aa sakti. Le ab tu hi samjha usse. She gave the phone to Akshara.

AR: Kaisi ho Akshu? Abhir ki tabiyet kaisi hau ab? Abhimanyu ne bataya tha mujhe.

AK: Hum sab thik hai Aaru. She went in the kitchen. Aaru humne bade papa aur badi mumma ko Abhir ke bareme kuch nahi bataya hai. Tu bhi mat batana please.

AR: Haa thik hai, waise tum kab aanewali ho yaha?

AK: Me nahi aanewali.

AR: Akshu agar tum meri wajahse nahi aa rahi ho to...

AK: Nahi, aisi bat nahi hai. Darsal Abhir ki treatment yaha chal rahi hai aur Abhinav ko bhi itne din ki chutti nahi mil sakti toh...

AR: Abhir ki chinta mat kar, yaha hum hai sab aur rahi baat Abhinavji ki to unse me bat karu?

AKSHNAV story Dil ka RishtaWhere stories live. Discover now