6•Rage

136 6 0
                                    

Pragya

I left his room quietly and ran towards my room....only to find Pragati lying there unconsciously....

Sachh keh rhi hu agr pragati ki wajah na hoti aj mare ja chuke hote kumar sambh...

I kept glancing at her and waited for the doctor to complete his doing...all the girls surrounded had tears in their eyes....

In meanwhile mamishree rukmini asserted

"Samragini draupadi shama kar dijiye hume...hum at yant sharminda hai putri pragti ke is haal ke liye..." She cried

"Bhul sabse hoti hai rani...bss Pragati theek ho jaye hume aur koi shikayat nhi hai" Mom replied to her

~

"Samrat....rajkumari pragya ko gehri chot nahi ayi hai humne unhe patti kar di hai kuch samy me unko hosh aa jayega aap nischint rahiye...we purn rup se swast hai"

"Dhanywadh vaid ji...aaiye hum apko bhar tak chor kar ate hai" Yudhishtir spoke in between the king of virat said

"Nahi samrat app kyu kasht kr rhe hai hai hum haina..hum chor kr ate hai aaiye raj vaid ji "

~

"Sakhii chintit na ho itni Pragati swast ho jayegi"

"Chintit kaise na hoye hum sakha krishn...hum toh abhi bhi yhi soch he hai ki inhe kumar sambh joh atyant krodh me the unke paas kyu dauri dauri gyi yeh...budhi nahi hai in me bilkul"

Mamashree krishn who i know he knew everything that what's going on with Pragati me and everyone else but he's still quite i don't know what he's planning...

Where shri krishn thought.

Jante hai pragya kya soch rhi hai aap..aaur Bilkul uchit soch rhi hai hai aap...hume sab gyat hai...parantu niyati ke chakr me hum kon hote hai badha dalne wale ap kumariyon ki kismaat me bhot sukh likha hai parantu yeh jeevan ek chakr ki bhanti hai kabhi dhuk hai toh kabhi atyant prasanata...Bss uchit samy ki pratiksha hai hume....

~

"Maaata...aap jaiye vishram kar lijiye hum hai na yha pragati ka dhyan rakhne ke liye waise bhi aap thak gyi hongi.....aap sab bhi prasthan kijiye aur vishram kar lijiye hum dhek lenge pragati ko..."

"Pranatu pragya-!"

"Mataaaaaashreeee jaiyeee aaappppp vishram kar lijiye anyatha apka swast bhi kharab ho jayega"

"Acha jaisa aap chahe.."

~Everyone leaves their room...Pragya's glance was still stuck at pragati...she got herself seated beside Pragati's head...

"Pragati shama kr dena Hume ki hun tumhari raksha nhi kr paye us krur paapi sambh se...jldi se hosh me aa jao na..."

She caresses her hairs....anf falls asleep beside her...

~
Time passes when she regains her consciousness back...

Pragati

Arjun Putriyan | 18+Where stories live. Discover now