Aj me upar asma Niche 😂💃🏻🤣

431 115 10
                                    

BONUS PART 🌚

Haseena She moves to another room in her mansion. Haseena sits on the bed in that room and says to herself kya jamana a gaya hai ab hame hamare hi room se nikal Diya aur hame sone bhi nahi Diya ham kon hai Hasina stands in front of the mirror and says to the mirror



HASEENA:- ham Mafia hai ya nahi she asks to herself hame unki badtameezi wale baato par gussa nahi ata vo hame kuch bhi bolti hai aur ham kuch bol hi nahi pate hai vo to hame Hits bhi kar deti hai kabhi stick se to kabhi pillow se par hame fir bhi gussa nahi a Raha kyu



Kya ham change ho rahe hai pichle 8 month se ham jaldi gussa nahi hote phele to hame har baat par gussa ata tha sab hamse darte hai par inko hamse dar hi nhi lagta ye jante huye bhi ki ham ek Mafia hai
So Jaa haseena nahi to ham pagal hi ho jayege ye sab sochte hai aur ham Mafia hai ham gussel hai ham heartless hai koi changes nhi huye hai hamare me ham phele bhi aise hi they aur agy bhi aise hi rahenge
And she sleeps 😴😴😴





Sab hi log dining table par Bethe they siwaye Haseena ji ki Santosh, she eats breakfast 🥞 And then she sees Karishma who had not changed her dress yet Santosh asks Karishma why haven't you changed your dress yet?



Karishma :- she says hamare almari ka chabhi kho gayi hai isliye bs
Santosh :- acha to mere clothes phen le na waise haseena ji kaha hai Nazar nahi ai brekfast nhi karti kya vo she asks her
Karishma:- hamko nahi pata 🙂 and she eats her brekfast Everyone finishes their breakfast and starts their work.


AT AFTERNOON AT  2 PM 🌅


pushpa ji :- She goes to Haseena's room to call KAREENA'S for lunch
She entered the room and says  Karishma madam The food is ready, go ahead and eat it. Ji me ati hun
Karishma she sits dyning table and Santosh also comes and sits dyning table pushpa ji serves food aur Santosh bolti hai Haseena ji kaha hai karu she asks to Karishma again


Karishma :- tum topa ho kya Haan 😒 morning me bhi kha tha na mene mujhe nahi malum fir wahi sawal dekho Hamara dimag phele se hi kharab hai she says rudely
Santosh:- she says to apna dimag thik kar le agar kharab ho Gaya hai to 😂 she says innocently 😗😗😗





Cheetah:- he sits opposite to Santosh and he said uff ye masumiyat santu ji kitni masoom hai ap aur Karishma ko aur gussa a jata hai ye sunke 🤣😤 Ama Bhakk
Agr ab hame kisi ka bhi awaz aya na to uta ke bahar fek denge aur tabhi
Kisi ka gana gane ka awaz ata hai






{AJ ME UPAR ASMA NICHE AJ ME AAGE JAMANA HAI PICHE 😂}
Everyone looks at that person and the person she is none other than HASEENA ji 😂🤣 she stop singing and says ap sabhi hane aise kiu dekh rahe ho jaise koi alien 👽 dekh liya hooo 😂 kher pushpa ji bahut bhook lagi hai jaldi se khana dijiye






Pushpa ji :- Serves food to Haseena
HASEENA:- she looked food and said kya baat hai aj to sahi paneer bana hai wah Hasina eats food ap sab log bhi kha kha lijiye thanda ho jayega 

Haseena:- she says pushpa ji aj to apne bahut hi umda khana banaya hai maja a gaya pushpa ji says vo khana aj hamne nahi Santosh madam ne banaya hai queen 👑👸🏻


HASEENA:- she looked Santosh and said are wah miss Santosh you also know how to cook vakai mein khana bahut laziz banaa tha 😊
Santosh:- sachi haseena ji apko Mera hathon ka banaya hua khana  pasand aya belive nahi ho Raha
Karishma dying table se uthkar apne room me chali jati haSantosh:- she says isko kya hua aj Subha se hi bhadk rahi hai sab par Cheetah:- he said shyad Karishma madam ka mood kharab ho aj




Haseena:- When she comes out of her mansion to go to office, Santosh comes across Haseena and haseena she looked her kya hua miss Santosh ,Santosh says mujhe ek photo Shop par Jana hai abhi to kya me Cheete ko leke jau apne saath agr apko important kam na ho to
HASEENA:- ji bilkul ja sakti hai ap aur Cheetah dhyan se drive karna aur miss Santosh ko dhyan rakhna koi problem nahi hona chahiye
Cheetah:- he said yes queen 👑👸🏻
And Haseena goes to her office







AJKA PART YAHI SAMAPT HOTA HAI 🌚

😊 𝐐𝐔𝐄𝐄𝐍 𝐊𝐈 𝐁𝐀𝐁𝐘𝐃𝐎𝐋𝐋😊 𝐅𝐓--𝐊𝐀𝐑𝐄𝐄𝐍𝐀❤️Unde poveștirile trăiesc. Descoperă acum