Chapter 12

115 6 4
                                    

Dopahar ka waqt tha khane ka time bhi ho raha tha noor ko sulake y/n jaati hai afsana ke paas (darishta tere liye khushkhabri hai 🤭)

Y/n- Mummy.....aapse kuch baat karni thi.

Afsana- Haan beta bolo.

Y/n- Ji woh.....aapko nahi lagta ke ab humein darishta ke shaadi ke baare mein sochna chahiye.

Afsana- Hmm woh toh hai par yeh ladki maane tab na.

Y/n- Maan jaayegi.

Afsana- Kaise?

Y/n- Uhh.....ji...aap ahad ko toh jaanti hi hongi na?

Afsana- Arre haan haan kyun nahi jaanungi tumhara bhai hai.

Y/n- Hmm actually mummy kya hai ki ahad aur darishta ek doosre ko pasand karte hain ager mumma rehti toh yeh baat woh hi aapse karti........ manzoor hai na aapko yeh rishta mummy?

Afsana thodi der chup rehti hai

Afsana- Bilkul manzoor hai 😃, bolo kab chale tumhare maike?

Y/n- (smile) Aap jab chahe.

Afsana- Hmm toh...sunday kaisa rahega?

Y/n- Haan thik rahega 😃.

Y/n afsana ke room se nikalti hai aur nikalte hi darishta usse hug karti hai

Darishta- Love youuuuuu yaar ❤️ thank you so muchhhh.

Y/n- Chup! Badi aayi thank you.

Darishta- Oh haan haan sorry.

Y/n- 😑.

Darishta- Ohh hehe 😅 koi na tu....chal woh bhai bula rahe hain tujhe.

Y/n- Kyun?

Darishta- Time dekh 😑.

Y/n- Oh khane ka time, tere bhai ke rules 🙄.

Darishta- 😂 Jaa tu.

Next scene

Y/n- Bas kijiye ab aur nahi khana.

Armaan- Khana padega!

Y/n- (whining) Armaan....

Armaan- Y/n....

Aur unko dekh kar noor hasti hai  jo uth gayi thi aur unn ko hi dekh rahi thi

Armaan- Dekho beta mumma kaise bacchon ki tarha zidd kar rahi hain.

Y/n- Nahi baccha aapke papa hi zidd kar rahe hain.

Armaan- Accha chalo aap hi batao kaun zidd kar raha hai? Mumma ya Papa?

Noor- M..mumma.

Yeh pehla lafz tha toh noor ne kaha

Armaan- Dekha- Ek minute noor ne abhi bola?!

Yeh sunke woh dono hi bade khush ho jaate hain aur uthke usske paas jaate hain (woh apne cradle mein thi) y/n usse apni godh mein uthati hai

Y/n- Baccha ek baar phir se bolo mumma... please baccha ek baar phir bolo.

Noor- Mumma (giggle).

Armaan- Ab dada bolo dada....

Noor- Mumma.

Armaan- 😑, tum dono mile hue ho (fake crying).

Ussko dekhke y/n aur noor dono hi haste hain

Time skip~
A week later

Aaj sunday tha aur saare gaye the y/n ke maike darishta aur ahad ke rishte ki baat karne ke liye

FanaaWhere stories live. Discover now