case

219 31 9
                                    

Drishti and mr thapar reached in manali..

They went to meet divya and viraaj and...  viraaj already dead and divya in coma...

Drishti crying hugging divya.. mr thapar broken..

Mr thapar:- nai ye accident nai he..kisi ki chaal he.. me ye sach jaan kar hi rahunga and jo bhi iske piche he use saza mil kar rahegi..

Drishti:- divi uth ma.. tu bahut lazy hoti ja rahi he pl uth.. dekh teri dii aayi he
.

Doctor came..

Dr:- mrs thapar and kid dono safe he ye ek miracle hi he..

Mr thapar:- me apni bahu our uske bacche ko kuch nai hone dunga best se best dr karunga uske liye..

Drishti and mr thapar reached in police station..

they talk with police and got information...

Inspector:- hume lagta he ye case.. accident ka he..

Mr thapar:- aisa ho hi nai sakta.. me daily apni car check karne bolta hu our yaha bhi mene aisa hi karwaya tha..agar itni problem hoti to wo dono car me baith te hi nai..

Drishti:- mr thapar ki baat thik he.. 1 hour me car kaise itni kharab ho sakti he..

Inspector:- ab hamare prouf to yahi bol rahe he our hum ye accient ka case hi rejistered kar rahe he...

Drishti and mr thapar came out...

Mr thapar:- mujhe nai lagta ye log hume koi support karenge me apni taraf se pata karne ki try karta hu...

Drishti:- and me Rakshit sir ko sab bata dungi jisse agar hume koi clue mile to hum un par case kar paye jisne ye sab kiya he.. viraaj ki maut bekaar nai jayegi..

Mr thapar:- me tumhare saath hu drishti jo help chahiye bolo but sach bahar aana chahiye..

Drishti:- me bhi aapke saath hu.. jo culprit he.. uska samne aana jaruri he..

Mr thapar and drishti did viraaj's post death rituals and went back to home with divya who was in under observation of best dr of the city..

Drishti:- aaj Rakshit sir aa gaye hoge.. mujhe unse baat karni he..

Drishti reached in office where Rakshit came also she hugged him.. and crying..

Rakshit:- pl cam down drishti.. jo hua bahut bura hua but ab tumhe weak nai banna he me pata laga lunga ki ye accident he ya fir koi trap..

Drishti:- mujhe bas aapka saath chahiye.. me akele nai kar paungi..

Rakshit:- me hu tumhare saath.. me pata lagwata hu..




1 week later..

Rakshit collect information..
Mr thapar collect all information...

Drishti and mr thapar reached in police station..

Mr thapar:- ye rahe proufs ki mere bete ki death ek accident nai thi.. ye ek trap tha.. and mujhe doubt he ki ye sab sunil malhotra ne karwaya he.. me uske against complent karta hu..

Drishti:- aap hamari complent registered kijiye..

Voice:- YE COMPLENT REJISTERED NAI HOGI..

Drishti and mr thapar turned and shocked to see rakshit with sunil malhotra..

Drishti:- Rakshit sir..

Rakshit ignore drishti and mr thapar..

Rakshit:- ek chor ki gawahi par mere client par koi gunaah saabit nai hota and Mr thapar ne mr sunil ko dhamki di yaha aane se pehle ki wo unhe jail me daal denge... me un par maan haani ka case kar sakta hu..

Inspector:- us chor ko humne bhi suna he.. usne ye kaam harry k bolne par kiya he jo kisi business man k liye kaam karta he and wo sunil malhotra he...

Rakshit:- but kya sunil malhotra ne hi is baar ye kaam karne k liye bola tha..

Inspector:- nai ye prouf nai hua.. agar hua hota to ye jail me hote.. but case to hoga.. jise aap rok nai sakte..

Case rejistered against mr sunil malhotra...

Drishti look Rakshit in anger but he was calm..

Mr thapar:- tere against sare prouf le aaunga me..

Mr malhotra:- tu mera kuch nai kar payega.. we will meet in court..

All went out from there..





Next day..

Drishti came in Rakshit's office and gave resignation to him..

Rakshit:- drishti..

Drishti:- mene socha bhi nai tha ki aap us malhotra ka saath denge.. mujhe laga aapko meri care he.. mujhse.. but aapko sirf paiso se pyar he... bahut paise diye hoge na us malgotra ne ki aap meri divi ki haalat bhul gaye.. viraaj ki maut bhul gaye...

Rakshit:- dekho drishti... divya and viraaj k saath jo bhi hua uska mujhe bhi bura laga he but ab isme meri kya galti he

Drishti:- sahi kaha aapki koi galti nai he.. galti to meri he itne saalon se aapki pa ban kar rahi..

Rakshit:- drishti tum kyo itni naraz ho rahi ho.. jo case mere samne aayega wo to me lunga hi na... ye to tum janti ho..

Drishti:- haa janti hu.. isliye ab mujhe hi apna case ladna hoga.. apne sir k against..

Rakshit:- all the best... but kya tum mujhse jeet paogi..

Drishti:- mere saath sach he..

Rakshit:- mere pas tricks he case jeetne ki..

Drishti:- dekhte he kon jeetega..

Rakshit:- okk.. we will meet in court..

Drishti:- okk..

Rakshit:- ye mera new pa.. vinay he.. ise sari files handover kar dena..

Drishti:- sure.. no problem..

Rakshit:- apne god se pray karna ki tum jeet jao.. mere against...

Drishti went from there.. and rakshit busy in case study..

Drishti came in home and crying that rakshit did not loved her.. he is just money minded man.. nothing else.. why she loved him so much..




In shergill mention..

Rakshit sit for dinner..

Rakshit:- rashi tu bhi baith ja..

Rashi:- aapko drishti dii ka saath dena chahiye our aap unke against ho gaye..

Rakshit:- sab log mujhe  hi kyo blame kar rahe he.. me case na ladu.. baith jau ghar par..

Rashi:- dii k liye fight karo na

Rakshit:- dii k saath karu ya dii k liye karu. Baat ek hi he rashi..

Rashi:- kaise..

Rakshit:- ye sab case ki tricks he tujhe nai samjhegi..

Rashi went in her room in anger.. rakshit also left his dinner and went to his room..

Romi came back to india.. drishti and romi crying hugging each other...

Romi:- dii tu chinta mat kar.. tu akeli nai he me hu tere saath hum divi and viraaj ko insaaf jarur dilwayenge..

Drushti:- haa romi.. justice jarur hoga... chal tu kuch kha le..

Romi:- man nai he dii..

Drishti:- kha le.. abhi hume lambi ladaai ladni he..

Drishti and romi went for dinner..





Precap:- court..

Deep Love✔Where stories live. Discover now