Part 17

228 14 8
                                    

Ekam: harleen darwaza khol do Varna mai tod dunga.

Harleen: Haan tod do. Aur phir apni masculinity dikha ke, force use krke, mujhe khana bhi khila doge. But.. Yaad rakha ekam, phir mai kuch aisa kr dungi ho shayad meri jaan bhi le--

Ekam interrupted: shut up harleen. Bakwas band kro. Ek ticket ke liye hi itna bawal kar rhi ho na... Abhi krta hu tumhari ticket book

Harleen smiled. She knew, pulling him to the edge was the only option she had, to convince him. Thus, she exaggerated everything. Kyu ki usko pata tha ki Ekam uski health ke sath comprise nahi kar sakta 

Harleen to herself: I know I'm overdoing it. But ekam, mujhe aadat nhi lagani tumhari. Mujhe dur jana hai tumse, aur uske liye I must prepare myself. Yaha tum nehmat ke sath rhoge, toh bhul jaoge mujhe, I know tum iss rishte ko bachane ke liye apna hundered percent de rahe ho par lekin main iss guilt ke sath nahi reh sakti

 Ekam: ho gyi ticket tumhari. Ab kholo ye gate! Agar khud ke sath baate ho gayi ho toh kholo ye darwaza aur chup chaap bina kisi drama kiya khana khao

Harleen opened the door. 

Ekam:- Good darwaza khol diya warna main tod hi deta , aur ab dinner chup chaap karna aur don't forget to take your medication 

Harleen:-Main khana nahi kha sakti 

Ekam:- Ab kis baat ki problem hai tumhe kyu nahi kah rahi ho ab

Harleen:- Nahi main khana nahi khaugi pehle mujhe ticket to dekau 

Ekam showed her the ticket 

Harleen: good, tumne aakhir me haar maan hi li waise hi tum mukhe khud ki apne hath se divorce bhi dego ga bahut jald ( says in a low voice)

Ekam: tumse harne ke liye mai humesha taiyar hu. But tumhe harne ke liye, Kabhi nhi aur ha main tumhe kabhi nahi divorce nahi dugi chahe hum alag hi kya nahi ho jaye phir bhi woh option kabhi nahi luga

Harleen: voh bhi dekh lenge time aane par. Abhi mujhe packing krni padegi vapas se, kyuki kisi pagal aadmi ne mere saare kapde zameen pe hi phek diye , ticket bhi cancel kar diya tha aur mere itna precious time bhi waste kar diya woh pagal aadmi toh police officer hai usko pata hona chahiye ki time is precious 

Ekam: toh ab uss pagal aadmi ki shart bhi sun lo. Agar tumhe Canada jana hai, toh Kal hi jaogi. Kal ke baad tum tab tak Canada nhi jaa skti, jab tak mai tumse na kahun aur agar tumne zidd kiya jaane ki toh main tumhara 

Harleen:- Tum kya karoge mere sath

Ekam:- Aisa waisa kuch nahi karuga jab tak tum na khao Harleen main tumhara hath par rope band duga ya phir handcuffs bhi ek option hai

Harleen suspecting on him : kya chal raha hai tumhare Dimag me? Itna confidence kab se aaya tumhare andar kya plan bana rahe ho mere ACP husband 

Ekam innocently: kuch bhi toh nhi. Voh kya hai na.. Ek baar Maine apne Dil ko smjha liya, ab nhi samjhaunga. But don't worry, I've sent you the ticket Harleen please do check ki maine sahi naam dala ya nahi 

Harleen:- Husband mera phone toh mujhe de diya mere card and cash kaha par hai

Ekam suddenly pulls Harleen towards her and held her waist and says

Ekam:- Wifey ye baat baat par mujhe husband mat bulao kyu ki ( steps closer to her as his breath fanned her and their noses were touching Harleen gulps ) it turns me on agar main turn on ho gaya toh phir tum Canada nahi ja sakti 

Harleen:-(in a cute voice) Mujhe bhook lagi hai hus mera matlab Ekam mere card or cash kaha par rakha hai

Ekam: check beneath the bed. ( leaves her and goes out of the room)

RoohDaariyan :- Ekleen (II)Where stories live. Discover now