Part 14

248 17 11
                                    

Nehmat:- Phir toh main bhi shart laga sakti hi ki woh kuch na kuch toh karegi

Ekam :- Aap ni behen ko bachane ke liye mentally prepare hona

Nehmat:- Aap ni biwi ko bachane ke liye tum bhi tayar ho jao

Ekam :- Ever Ready Nehmat

Nehmat : - Waise tumhe kya lagta hai ki woh kua karege 

Ekam :- Usko warning di maine lekin mujhe pata hai ki woh warning ko seriously nahi legi

Nehmat:-  Waise meri sister wali feeling hai bol raha hai ki woh bahut bada naatak karege

Ekam : - Phir toh mujhe careful rehna padega 

Nehmat :- So toh hai mujhe bhi careful rehna padega 

Ekam:- Waise uske mujhe yaad aaya ki mujhe reaady hona hai main jaata hu , tuh bhi ready hoja

Nehmat :- Haa, okay milte hai

Time skips forward

The whole Randhawa house was decorated beautifully with lights of happiness and symbolic bright colours. The guests started arriving.

 Soon Ekam came down from the stairs and sat down.

Ekam's mother: Ekam...Harleen kaha hain?

 Within a few moments.......Ekam's trance got diverted towards the stairs from where Harleen was about to come down after hearing the whispers from the guests standing infront of him.

There came Harleen.....wearing a black and grey combined saree. Though it was giving aesthetic vibes but according to Indian guests.....wearing black on festivals or functions was a sign of disappointment and black omen. Also.....there was no vermillion on her hair line and she was not wearing nuptial chain.

Harleen POV

Waheguru ji mujhe pata hai ki main bahut galat kar rahi hu lekin meri bhi helpless feel kar rahi hu , I know ki black colour koi clothes Festival ke during nahi lagta hai , lekin maine nuptial chain ko chupkar rakha hai, Meri madad karna waheguru ji

Ekam(in mind): Bohot acchi saazish ki hain tumne Harleen.....par main bhi tumhara hi pati hoon....dekho main kya karta hoon, tumhe kya laga Harleen ki tum nuptial chain aapne bangles main chupa lugi aur mujhe pata bhi nahi chalega tum baaki logo ko ulu bana sakti ho par mujhe nahi , ab dekhna ki main kya karta hu

Harleen(joining her hands): Namaste....... aunt ji kaise ho aap

An aunty(whispering): Dekho dekho...kitni besharam bahu hain....na hi apne SaaS ke paer chuye aur na hi isne acchi si saree pehni. Aur sindoor aur mangalsutra toh pehni hi nahi. 

Harleen :- Aap ko itni problem kyu ho rahi hai?  Aap toh aise bol rahe ho ki maine iss ghar ke bete se nahi balki aap ke bete ke sarh kiya hai

Ekam :- Harleen my dear wifey ( keeps his arm around her shoulder and pulled her closer) mujhe pata hai ki tumhara sense of humour bahut acha hai lekin iss ka ye matlab toh nahi ki aap sab ki tag kichi

Harleen :- Ekam main

Renuka heard this and then spoke. 

Renuka: Harleen beta.....tumne yeh khun pehna?

Ekam : - Maa woh

Harleen :- Tumhara naam Harleen hai kya , aap kyu bol rahe hai maa ne question mujhe se pucha hai aap se nahi

Ekam : - Aree meri pyari patni ji mere itni majal ki main aap ki baat na manu boliye jitna chati hai utna boliye main chup chap rehta hu ( keeps finger on his lips and gestured to say )

RoohDaariyan :- Ekleen (II)Où les histoires vivent. Découvrez maintenant