Chapter...46 💙

949 84 29
                                    

Faizi : karan tu thik hai na " he puts his hand on karan shoulder "

Karan : haa...

Faizi : chal neeche yaha par q khada hai ..

Karan : tu jaa mai baad me aaunga..

Faizi : q jo ho gya so ho gya jada soch mat...

Karan : kaise na sochu Faizi aaj usko apne samne dekha hai to purani saari baaten yaad aa gyi sab kuch aankhon ke saamne aa gya ..uski chillane ki awwaz ,rone ki awaaz...mai use nhi bacha paya..." He speaks looking at the sky, even a drop of tears falls from his eyes. "

Faizi : " sitting beside him " tune kosish ki thi na aisa to nhi tha ki nhii ki...infact use bachane ki kosish sab ne ki thi...ab jab nhi bacha paye to kya kar skte hai...par tujhe dev ko aise hi marana nhi chahiye tha " he looked at him" are usse puchana chahiye tha ki usne aisa kyu kiya...

Karan : puchane ki koi baat hi nhii bachi hai faizi.tu bhi janta hai usne badla lene ke liye aisa kiya aur jab kuch nhi kar saka to maar diya  use ...

Faizi : accha chal jo ho gya so ho gya..

Karan : hmm ye bata sab aagye academy ...

Faizi : haa sab aagye hai..Aditya nhii aaya hai shayad " karan remembers something Then Karan remembers something "

Karan : Faizi uth chal

Faizi : kaha ..

Karan : hospital ...

Faizi : kyu kya hua teri tabiyat thik hai na..." He starts checking him "

Karan : kya kar raha hai gadhe mai thik hu...Aditya ke pass jana hi wo hospital me hai yaad hai haveli me jis room ke baare me bataya tha wahi se ek ladki mili hai Aditya aur naina bhabhi use hospital le kar gye hai...mujhe bhi jana hai...

Faizi : wo dekh lenge na tu kyu pareshaan ho raha hai...kal chale jana kafi raat bhi ho gyi hai...

Karan : nhii Faizi mujhe uss ladki se ek alag si felling aayi jaise mai use jaanta hu lekin fir dev dikh gya to distract ho gya..mai jaa raha hu aa jana tu...." He runs down to his car but bumps into Param. "

Param : aaram se itni jaldi me kaha jaa raha hai tu ?

Karan : " in mind " inhe nhii bataya to yaha par panchayat karne lagenge bata hi deta hu "

Param : karan kaha jaa raha hai itni raat ko haa..." Faizi also comes from behind"

Faizi : tum yahi par ho karan chalo..

Param : kaha?

Karan : hospital me " Param is about to say but karan dragged him " kuch bhi mat bolna mai thik hu sab thik hai kisi ko kuch bhi nhii hua tension mat lo ....raaste me batunga mai apko abhi shant ho jao ek dum chup....

Param : are lekin

Karan : chup bilkul chup bhaiya car me baith jao nhi to mai bhabhi ko bata dunga aapne unki new saari jala diya tha press karte hue ....

Param : baith raha hu ..." Faizi chuckled " mera bhi time aayega tab bataunga mai tujhe .tujhe hi nhi Faizi tu bhii badi hassi aa rahi hai na...

**********

Mahajan mansion...

"After having dinner, Mahesh and Deepak go to their study room to discuss something related to the hospital. Rakhi goes to her room....Seeing Rakhi going to her room, Anamika goes towards the study room and knocks on the door.....

Mahesh : kya hua tum yaha sona nhi hai kya.." while searching something on table "

Anamika : sona hai par mujhe aap dono se kuch baat karni hai.." they both looked at her "

Meherbaan..✨ Where stories live. Discover now