~•14•~

998 126 50
                                    

No Proofread

After HM went PS came to KS's room.

PS -- Kamarbandh or payal waah. Acha gift hai.

KS -- Thank... Ek min aapko kaise pata chala.

PS -- Maa hai tumhari.

KS -- Unki design achi thi unhe pasand aayi hogi.

PS -- Ishhh Krish ke papa....

KS -- Kya huaa. Scared.

PS -- Viraj ji ne bhi humari pehli rasoi par hume yahi gift Kiya tha.

KS -- Toh aaram se bhi toh bol sakti thi aap.

PS -- Chore ye batao ki payal kaha se Li thi....

KS -- Are vo apne Malhotra's haina unki shop se.

PS -- Toh phir subah uske saamne bhoolne ka natak kyu kiya.

KS -- Hum bas unko thoda pareshan kar rahe the.

PS -- Krish tumhe pata hai uska chehra kitna utar gaya tha. Ye jaan ke ki tum uske liye koi gift nahi laaye.

KS -- Jyada kar diya tha kya humne.

PS -- Bohut zyada toh nahi lekin thoda sa....

KS -- Hmm....

PS -- Beta suno. Ek ladki jab kisi ke sath bandhan mai bandhti hai toh voh uske har choti choti cheezon ko dil se lagati hai. Choti se choti baat bhi use chot pahucha sakti hai lekin wahi tumhare minimum efforts uska dil jeet sakte hai. Beta hume tum par pura bharosa hai lekin phir bhi hum keh rahe hai ki Haseena ka dil kabhi mat dukhana. Bohut acha bacchi hai vo. Usse acha jeevansathi tumhe nahi mil sakta hai.

KS -- Maa hum unko kabhi chot nahi pahucha sakte hai. Vidai ke samay jab unki aankho mai aansu the na toh hume dard horaha tha. Or hum nahi chahte ki hume vo dard phir kabhi ho.

PS -- Tum na ye bhoolne wali aadat ko bhula do samjhe.

KS -- Hum jaan boojhkar thodi bhoolte hai dimag se nikal jata hai bas.

PS -- Meetings to nahi bhoolte ho.

KS -- Hehehe.

PS -- Bilkul Apne papa ki tarah ho. Duniya bhool sakte hai lekin meetings nahi.

VS -- Ab maine kya kiya.

PS -- Aapki tarah banta ja raha hai ye sab bhool sakta hai lekin meetings vo nahi.

VS -- Pushpee yahi toh khasiyat hai Humari....

PS -- Kamse kam cheetah to meri tarah hai.

CH -- Haan mai aap dono ki tarah boring nahi ho mai maa jaise cool ho ekdam.

KS -- Ha kyuki tujhe kachre se laaye the hum. Isiliye to hum sabse alag hai.

CH -- Maa....

VS -- Sahi hi toh keh raha hai. Tu hume kachre mai hi toh Mila tha.

PS -- Bas kijiye aap dono mat pareshan Karo use. Aaja idhar aa.

He goes and Hugs PS. KS and VS shares hi-fi and laughed.

The same evening.

KS in his room reading a book but with not full concentration. He picked up his phone opened contact and clicked on HM's no. Which was saved as
"WIFEY😌❤️".

KS -- Kya kare call kare ya na kare. Bina baat Kiya chain milega nahi. Kar hi lete hai baat.

He called her. HM who's reading the same book she took from KS's collection. As her phone rang she saw and name flashed. "KISHUU😌❤️" as she saw the name she picked it up with a smile.

ULFAT ft. KAREENAWhere stories live. Discover now