✨ONLY MINE✨

863 178 19
                                    

Later the same day,
Haseena was getting ready as though she was leaving for a party. She applies perfume on her wrists then runs against her neck. At the same time Noor Jahan enters the room and sees her daughter happy. Seeing Haseena happy, a smile crept on her face but soon the smile vanished thinking about the future. Haseena turns towards her bed when she sees her mother standing at the door.

"Ammi aap...? Kuch kaam tha toh hume bol deti. Aap kyu upar aayi?", Haseena said.

"Kahi jaa rahi ho?", Noor Jahan asked entering the room.

"Ji ammi. Ab jab bike humare pas rehegi toh hum hi bakri ko pick aur drop karenge. Toh bakri ko hi drop karne jaa rahe hai.", Haseena informs her.

"Bahut kuch badal gaya hai na tum dono k beech?", Noor Jahan asked. 

"Nai ammi sab waisa hi hai. Ab hum yahan rehte nai na... Toh usse humari value pata lag gayi.", Haseena said with pride.

"Chalo achi baat hai tum dono ek dusre ki ehmiyat pata lag gayi. Par hospital drop karne k liye itna taiyar ho rahi ho?"

"Humari pyaari ammi...", Haseena kissed her hand. "Impression bhi koi cheez hoti hai. Captain Haseena Mallik drop kar rahi hai toh thoda robh hona chahiye. Style hona chahiye.". She adjusted the badge on her jacket.

"Theek hai bhai maan li tumari baat. Par ghar aajana hume tum se kuch baat karna hai.", Noor Jahan said seriously.

Haseena expressions changed immediately. "Ammi sab theek hai na? Aap ki tabiyat theek hai na? Aur thheri kyu hai? Aaiye idar baithiye."

Haseena made her on the couch and beside her. "Agar kuch important hai toh hum bol denge bakri ko, cab lele ya bike hi lekar chale jaye."

"Nai nai... Aisa kuch khas nai hai. Tum ghar aao phir tum se baat karenge.". Noor Jahan said calmly.

"Giraffe!!! Chalo late ho gaye hai.", Karishma shouts, standing from the gate.

"Pakka ammi?"

"Haan beta."

"Theek hai jald se jald aane ki koshish karenge."

Haseena quickly side hugs her mother and run down. As soon as Haseena comes near to Karishma, she hits with her purse.

"Driver tum late ho!"

"Family matters. Sorry ma'am.", Haseena said getting on the bike.

Karishma sat behind haseena and wraps her arms around her waist, keeping her chin on Haseena's shoulder. Haseena kick starts the bike and moves towards the destination.

"Acha kiya taiyaar hokar aayi ho.", Karishma said, feeling the breeze.

"Kyu?", Haseena asked looking her through the rear mirror.

"Hum ne jab hospital join kiya tha tum nai thi."

"Toh?"

"Bolne dogi?", Karishma asked annoyingly.

"Theek hai bako..."

"Giraffe hum bol rahe hai. Seedhe tareeke se baat karo hum se."

"Hum saalo se aise hi baat karte hai."

"Toh badlo khud ko. Dusre couples ko dekha hai? Kaise pyaar jatate hai apne partner k liye. Babu mona Shona karte hai. Aur ek tum ho, hum se seedhe muh baat tak nai karti.", Karishma left her and sat straight.

"Bakri hum se ye babu shona jadu tona mat expect karna... Hum ye sab nai kar sakte. It's so cringey.", Haseena made a weird face.

"8 mahine hogaye hai aur tum ne ek baar bhi hum se pyaar se baat nai ki. Pata nai kyu pyaar hogaya tum se.", Karishma complains.

CRAZY SOULS Where stories live. Discover now