part 10 sangeet preparation

309 35 4
                                    


Naira: saare sawaal abhi karegi room main chalte

Naina: achha theek hai chal

Naira: maa room main khaane ke liye bhijwa dijiyega

Akshara: thik hai tum apni friend ke saath bhetho main bijwati hoon

Naira: thank u

Akshara smile

Akshara: naitik naira kitni khush hai

Naitik: hmm achha kiya aapne uski friend ko bula liya

Akshara: chaliye main nashta ka intezaam karti hoon agr thodi der ho gayi to apki princess mujhe kahegi

____

In naira room

Naina enter her room and see the view of her room

Naina: kya naira tujhe abhi bhi inn teddies ka shauk hai

Naira: kyu tujhe koi problem hai

Naina: mujhe koi problem nhi hai main to bass keh rhi hoon pure bed par sirf teddies hai

Naira: mujhe teddies pasand hai isliye hai

Naina: haa woh mujhe bhi pata hai tujhe teddies kitne pasand hai chal ya bheth tujse bahut saari baatein karni hai

Naira sat on the bed beside naina

Naira: achha yeh bata teri job kaisi chal rahi hai

Naina: ek dam badiya par lekin iss job ke chakkar main mujhe time nhi milta teri shadi ke liye bhi na maine itni mushkil se time nikala hai par tabhi tera sagai miss ho gai

Naira: koi baat sagai hi toh thi abhi sangeet mehndi haldi bahut kuch hai

Naina: haa woh toh hai aur usme main bahut enjoy karongi tujhe toh pata hi hai ki maine kabhi indian shadi nhi dekhi

Naira: I know aur meri shadi ke liye mujhse zyada excited

Naina: yesss

Naira: achha aur anubhav kyu nhi ayaa

Naina: uska toh puch woh bahut busy rehta hai

Naira: busy aur woh

Naina: aare haa he was busy tujhe pata bhi uski job lag chuki

Naira: mujhe yakeen nhi ho rha hai jis insaan ladki dekhne ke alawa kisi jiz ka time nhi tha wo aaj kaam par jaa raha hai so interesting

Naira laughed

Naina: I know yakeen toh mujhe bhi nhi hua tha par ufsoos yeh sach hai

Naira: par itna bhi kaisa busy hona ki wo apni dost ki shadi main bhi na aaya

Naina: haa par usne mujhe tujhse sorry bolne ke liye

Naira: par uska sorry main achhar dalo

Naina: achhaar Tu mat dal aunty ko bol wo meri dal dengi

Naira: kitna wahiyaat joke tha

Naina: par tere type ka tha

Naira: whatever

Naina: lekin woh itna bada flirty nhi tha hamara collage ka jitna bada kartik tha..

Naina reliesed what she said

Naina: I am sorry mujhe uska naam nhi lena chahiye tha

Naira: it's ok

Naina: sach sach bata naira Tu iss shadi se khush hai

Naira: pata nhi lekin itna pata yeh sh

Gayu: ye lo aap logo ka nashta

Naira: thank u gayu di

Naina: aare gayu di aayiye na

Gayu: abhi nhi kya hai na mujhe office jaana fir kisi din abhi to tum yahi ho na

Naina: ohh okk

Naina phone rang

Naina: ohh shit mom ka call mom ne kaha tha ki phone karna aur bhool gayi
Guys 2 min

Naira noded and gayu left

Naira phone rang it's unknown number

Person: hello

Naira: hello kon?

Person: pehchana nhi

Naira: ho kon tum aur maine tumhe nhi pehchana

Person: ok i tell you I am kartik goenka

Naira: tum!!

Kartik: haa main

Naira : number kahan se mila tumhe mera

Kartik: woh keerti ne diya

Naira: koi nhi tumhe block kar dungi

Kartik: aare achha chodo yeh batao tabiyat kaisi hai ab tumhari

Naira: tumse matlab

Kartik: aare yaar tum kabhi siddhe muh jawaab kyu nhi dete

Naira: kyuki main zarori nhi samajhti

Kartik: ohh aisa hai Achha chodo  yeh batao dance ki tyyari kaisi hai tumhari  after all sangeet

Naira: tumse behtar hi hogi tumhe toh pata hi hoga ki main kaisa dance karti hoon

Kartik: mujhse behtar aur jaan bhi kon sakta hai i know you are best dancer
Par jitni best ho mere aage kuch bhi nhi dekho tumhe sangeet main kaise haarata hoon

Naira: whatever main bhi dekhti ho kaisa haarate ho

And she cuts the call

Naira: yeh samajhta kya hai khudh ko huhh main usse behtar dance karti hoon

______

In goenka mansion

Manish: kartik tumhare bachpan ki dost aa rahi hai

He was busy in his phone

Kartik: bachpan ki dost kon dad?

Manish: shanaya uske papa ka phone aaya thha

Kartik: what!!

Kartik was shocked

Manish: kya hua

Kartik: kuch nhi dad yeh to achhi baat hai (in mind) ohh God wo kyu aa rahi hai usse kuch bhi nhi sakta dad ki friend ki beti hai)

___________________________________________

Precap: sangeet! Shanaya entry

yeh ishq tum na karnaWhere stories live. Discover now