part 1 meet them

1.1K 39 3
                                    

In singhania

Akshara: naitik aaj main bahut khush hoon meri beti aaj bilkul theek hai

Naitik :hmm main bhi bahut khush hoon
Warna jo ek saal pehele main usse bulaa nhi sakta hum princess ko bhi sakte the

Akshara kept her hand on shoulder

Akshara :naitik main janti hoon wo sab bulana bahut mushkil hai par ab please aap uss acciedent ko bulaane ki koshish kijiye naira ab bilkul theek hai aur khush ho jaayiye kyuki agr aapki princess ne apko aise dekha na to usse achha nhi lagega

Naitik:haa aap sahi keh rhi hai main ab bilkul nhi roanga chaliye naira ke paas chalte hai

Akshara:hmm chaliye

They both go toward naira's room
Doctor check naira

Doctor: ab aap bilkul theek hai lekin iska matlab yeh nhi ki aap rest hi na karien
Thoda enjoy bhi thoda rest bhi

Naira ji doctor thank u

Doctor :aare thank u ki kya baat hai ek saal se tum meri patient ho ab to we are friends

Naira: ji doctor

Naitik chaliye main apko chod kar aata hoon

Naitik go with doctor

Akshara:acha beta ab tum yeh dawai kha lo

Naira:mumma fir dawai abhi doctor ne kha na ki main theek

Akshara: theek ho lekin iska matlab yeh nhi ki tum dawai nhi khaogi

Naira :itne mahino se kha rahi ho pata nhi yeh dawai kab peecha chodegi

Akshara:mera bachha mujhe pata hai tumhe dawai khana pasand nhi par main kyu karoon main to bass yeh chahti ho tum theek ho jao tumhare bhale ke liye

Naira: mumma aao emotional kyu ho rhi ho main kha rhi ho na aap bhi na

Akshara:main aur tum dawai khaane main itne nakhre karti ho ke yahi karna padta hai mujhe

Naira:ab theek hai na dijiye dawai

Akshara:hmm ye lo

She give her medicine

Akshara:naira beta fighter ho tum mera bachha

She caress her head and kiss on her forehead

Akshara chalo beta neeche chalo sab ko yeh khushi de do

Naira:hmm main jaanti ho aap log meri wajah se ek saal pareshaan rahe
Chaliye neeche chalte hai

They both go downstair where both family saw naira

Bhabima:naira beta

She kiss her on forehead

Bhabimaa aaj ek saal baad hamare ghar khushi aayi hamare ghar beti bilkul theek hai iss pal ke liye taras rahe the

Naira: badi dadi main bilkul theek hoon apki aankho ke saamne ho

She hugs bhabimaa

Naksh:naira tujhe pata teri ye bakbak sunne ke liye kain taras raha tha

Naira:bhai

After mishti ran and hug naira

Mishti: naira di main bahut khush hoon ap bilkul theek ho gai maine aapko bahut miss kiya
(Mishti height will not short)

yeh ishq tum na karnaKde žijí příběhy. Začni objevovat