part 8 stuck in lift

404 37 5
                                    

They both reliesed thier position
They go inside the mall

Naira: keerti aur gayu di kahan chale gaye

Kartik: andar gaye chalo andar chalte hai

Naira: hmm

they both go inside and find them

Keerti: kahan the aap dono hum intezaar kar rahe the

Gayu: wo sab chodo chalo chalte hai jis kaam ke liye aaye hai

All are go inside for shopping they all are
Seeing the dress in women section kartik was busy in his phone gayu show nairaa dress

Gayu: naira yeh dekh achhi lagegi tujpe isse penke dekh

Keerti: haa bhabi aap pehen kar dekho achhi lagogi aap

Naira: dress bahut achhi hai try karne ki kya zaroorat

Gayu: try karne ki zaroorat jaao isse pehen kar aao

Naira: gayu di!

Gayu: naira!!!

Naira: fine waise bhi konsa meri chal rahi hai

She go to trial room for dress she sees dress she try to close the zip but failed she reliesed hand on her back
Her zip was closed she was turn

Naira: thanks gayu di

Kartik: your welcome

Naira: tum yahan kya kar rahe ho

Kartik: tumhari help

Naira: mujhe tumhari help ki zaroorat nhi tum jaao yahan se

Kartik: zaroorat toh tumhe hai meri par keh nhi rhi ho

Naira: mujhe tumhari zaroorat na pehele thi aur na hi ab ....... Kartik tum jao yahan se

She pushed alittle. Kartik pulls her his hand were on his waist she landed on his chest there face are close she try to free herself but he is too strong

Kartik: kitni koshish karlo mujhse door jaane ki par tumse door nhi jaa paaogi dekho kismat ne bhi hume mila diya

He traced her finger on her face
They both saw in each other

Naira: kartik chodo !!yeh trial room hai ab main samajh gayi  jhaan bhuj ke tum ne mujhe shopping par bulaya hai haina taki tum mujhse mil sako jaise hostel main milne aate the

Kartik: kitni intelligent ho tum par isme maar khaa gayi yeh shopping ka idea mera nhi maa ka tha haa par main yeh bhi chahta tha ki main tumse milu tumhe yaad hai hostel ke din mujhe to laga ki tum sab bhool gayi

Naira: kaise bhool sakti hoon woh sab

They both look at each other there eyes shares emotion loves hate anger everything they want to share each other

Gayu: naira tune dress pehen  li main andar aao teri help karne ke liye

Kartik was about say but naira put her hand on his mouth

Naira: nhi gayu di maine dress pehen li main abhi aa rahi hoon

Gayu:thik hai lekin  jaldi aana agr ek hi dress main itna time laga diya

She left from there

Naira: thank god

Kartik: hmmm

Naira: kya hai

Kartik signalled toward her hand

Naira: ohhh sorry

yeh ishq tum na karnaWhere stories live. Discover now