Nayab's Buried Past.

525 72 69
                                    

At Singh house, an unconscious Nayab was laying on the bed of her room with Ammi creasing her head while here Anubhav was checking Nayab's phone.

He was outraged and thus smashed the flower vase on the floor.

Adarsh: Anubhav!! Kya hua? Kyu itna krodhit ho putra?

Anubhav: Accha nahi kiya Pitashree usne.

Abhinav: k..kisne? Kon?

Anubhav: suyog.

Haseena: Anubhav, kon hai ye Suyog? Jab jab ap uska naam lete hai apka ghussa badta he jata hai.

Anubhav: Paagal hai ek. Nayab ko prapt karne ke Haat mein hai. Humne usse Pagalon ke haspatal beja tha...iss baat ka pratishod Lena chahta hai vo humse.
Usne Nayab se ye kaha hai ya toh vo uske paas aajaye anyatha vo yaha aake Humara vivah barbad kar dega.

Abhinav: aur Nayab ji ne maan liya? Jaise hum sachme usse tumhari Shadi kharab karne dete.

Anubhav: Pagal hai ye ladki, ek matra kamzori humari mitrata hai iss keliye aur jab baat hum par aaye toh ye dimag se karya karna he band kar deti hai.

Haseena: Anubhav, hum puri baat Jan na chahte hai. Ap kuch toh chupa rahe hai.

Anubhav looked at Nayab and then Signalled all to move out of the room all followed and moved out.

Anubhav made Ammi sit.

Anubhav: Ammi...Ab hum jo batane jaa rahe hai usse sakt hriday se suniye ga.

He gulped.

Ammi: b..bat kya Anu?

Haseena: kuch bada hua hai kya Anu?

Anubhav: ye 4 varsh pehele ki baat hai, Tab hum, Nayab aur Suyog ek saath ek mission par kary kar rahe the.
Mission jaari tha tab, Dheere Dheere Suyog ko Nayab Bhane lagi. Hum bhi Nayab ko kabhi Kabhi Suyog ke naam se chhed diya karte the. Nayab ki baaton se, uske Raviye se ye spasht chalakta tha ki Nayab ko Suyog mein koi Ruchi nahi hai phir ek raat Mission mein aisa mod aya jab Nayab ne apne prano par khel kar Suyog ke pran bachaye. Tab Suyog Nayab par Purna taha apna hriday haar baitha aur Mission Samapt hone par usne apne Hriday ki baat Nayab se ki parantu Nayab ne spasht mana kar diya aur yehi se iss khatrna padav ka aarambh hua.

Maa: kaisa Khatarnak padav Anu?

Anubhav: Suyog Ek Bade baap ki Aaulad hai, usme bhale he kitna bhi Swabhiman ho parantu usse kbhi Naa sun ne ka Abhiyas nahi tha aur Jab Nayab ne Na kaha toh baat uske Ahankar pe aagaie.
Ab vo kisi bhi prakar Nayab ki Naa ko Haa mein parivartit karna chahata tha, vo usse kisi bhi shart par pane ko aatur tha. Aanta taha jab Nayab na mani toh usne Tay kar liya ki...

Abhinav: k..ki?

Anubhav looked at Abhinav and then immediately turned his gaze and closed his eyes.

Anubhav: a..agr vo Nayab ko Maan se na prapt kar paya toh vo usse T..T.T.an se p..p..prapt karega.

All became Shocked and Haseena trembled on her knees.
Anubhav immediately went towards her and held her, he made her sit on the couch and gave water to her and Ammi who also developed tears.

Haseena: A.. Anubhav, aisa...aisa kuch hua nahi hai na?

Anubhav: ho Jata Haseena ji agar hum Sahi samay waha na pooch te toh.

Flashback:

On a fine Day, Nayab was sitting in her bedroom at her house and was enjoying her "Mee time" when she heard a bell.
She didn't got up as she knew her "Kavita kaki" the old care taker of her house would definitely open the door.
And Kavita kaki did opened the door and Found Suyog.

𝐊𝐲𝐮 𝐤𝐢 - 𝐓𝐮 𝐃𝐡𝐚𝐝𝐤𝐚𝐧 𝐌𝐚𝐢 𝐃𝐢𝐥 ♡♡Donde viven las historias. Descúbrelo ahora