Anuseena Reunion

Comincia dall'inizio
                                    

Anubhav: sahi kaha Nayab...ab bas...ab hume Inhe Kshama kar he Dena chahiye...

All smiled

Anubhav: kyu ki Krodh, umeed, roothna , manana ye keval Apno ke Madhya hota hai parayon ke nahi

Anubhav looked into Haseena's eyes

Anubhav: Aur Haseena Mallik jab humari apni hai he nahi toh hum unhe itna mehatva bhala kyu de?

All looked at him with a shock

Abhinav: bohot hogya ab tera... Kya bakwas kar raha hai?

Maa: Dimag toh theekh hai tera? Kyu iss baat ko aur badha Raha hai?

Anubhav remained silent and left to his room and locked himself

He picked the flower pot and throwed it upon the floor and sat on the bed

After 5 mins he heard knock on his room door

Anubhav: hume kisi se koi vartalap nahi karna

Then Anubhav heard the knock on his room door, more loudly

Anubhav got up from his seat and opened the door and found Haseena

Haseena pushed him

Haseena: kaise keh sakte hai ap?

She pushed him more

Haseena: pyaar karte hai na humse? Toh hum ajnabi kaise huee?

Anubhav: Miss.Mallik !!.

Haseena pushed him

Haseena: Miss.Mallik nahi Haseena ji

She was about to push him again but he held her hand and stopped her

He jerked her hand and went to lock the door

Anubhav: kya Balpan hai ye?

Haseena: ap aisa kaise kar sakte hai? Apne hume manane ka mauka bhi nahi diya, humse gila nahi kiya , humse shiqwa nahi kiya aur hume ajnabi bana diya?

Anubhav moved his eyes from her

Haseena moved towards him and held his jaw and made him look at her

Haseena: yaha dekhiye... Kya itne bure hai hum ki ek maafi bhi deserve nahi karte? Kya itne bure hai ki ek second chance deserve nahi karte?

Anubhav remained silent and stared at her

Haseena: Anubhav... Bas kijiye na ab...maf kar dijiye... Ap ko kaise bataye ki hum kitna pyar karte hai apse?

Anubhav jerked her hand

Anubhav: apne prem ka praman dene ki awashyakta nahi apko... Hume gyaat hai ki ap humse kitna prem karti hai...parantu vishwas bhi toh kijiye na!!

Haseena came more closer

Haseena : keh toh rahe hai Anubhav galti ho gaiee

Anubhav: Iss galti ka kya ap achar dalti agar humari mrityu...

Haseena didn't let him complete his words and hugged him tightly uttering "Anubhav" loudly

Haseena: ek dafa apki maut ka manzar dekh chuke hai... Khuda ka shukra hai ki aap bach gaye... Ab please maut ki baate mat kijiye

Anubhav's eyes became moist, he was struggling to reciprocate her and at last...

He reciprocated

Haseena tightened her grip and Anubhav too tightened his grip

Anubhav: hum atyant rusht hai apse...

Haseena smiled

Haseena: koi baat nahi... hum mana lenge

Anubhav: kaise?

Haseena seperated and kissed his cheek

Haseena : Aise

Anubhav smiled lightly

Anubhav: kaise?

Haseena then pecked his other cheek

Haseena : aise

Anubhav came closer

Anubhav: tanik punha manana

Haseena stopped him

Haseena: hum kyu manaye?

Saying this Haseena ran from their and left his room ...

Anubhav: Manaya atyant prem purvak tareeke se

Anubhav smiled wider

He left the room

__________________________________

Precap: Anushma moment

__________________________________




𝐊𝐲𝐮 𝐤𝐢 - 𝐓𝐮 𝐃𝐡𝐚𝐝𝐤𝐚𝐧 𝐌𝐚𝐢 𝐃𝐢𝐥 ♡♡Dove le storie prendono vita. Scoprilo ora