part-26🥀

3.3K 315 68
                                    

FORTH IN A ROW😉😉🤭🤭

Zohra entered her house and freshened up to relax herself after a stressful day.
Yumna and Zafar were in kitchen.

Zohra asked "kya ho raha hai yahan"

Zafar replied "mai soup banane ki koshish kar raha hoon"

He pointed towards the bowl.

Suddenly a hot drop splattered on his hand making him screech.

Zohra said "hato zafu! Mai bana deti hoon"

He said " Nahi! Mujhe recipe seekhni hai"
Zohra asked " Kyun? "

He replied " Tum har baar thori na madad karne aaogi "

Zohra furrowed her eyebrows & asked " Kyun nahi aaongi? "

Zafar said " Apni shaadi ke baad toh nahi aa paogi na "

Zohra gritted & said " Toh mai konsa shaadi karne wali hoon jo tum itna pareshan ho rahe ho"

Yumna asked " Kyun nahi karengi? "

Zohra poured the soup in soup bowls & replied "kyunki shaadi woh karte hai jinhe lagta hai ki unme koi kami hai jo koi aur aakar puri kar sakta hai "

Yumna stated " Insaan ke Nikkah karne par uska aadha deen mukkamal hota hai "

Zohra said " Aur humey kaise pata chale ki aage waale ko aadhe deen ki bhi poori malumaat hai ya nahi? "

Zafar said " Baat ki jaa sakti hai..."

Zohra chuckled & said " Zafu yeh sab filmo mein hota hai...yahan agar koi ladki yeh baat kehde toh harr tarah ka label uspar lag jaata hai...actually ajkal bina kuch kiye bhi label lag rahe hai "

Yumna said " Hum tumhare saath aisa nahi hone denge "

Zohra said " Haan mai woh naubaat aane hi nahi dungi"

Yumna said " Aise nahi hota beta...duniyyai riwaaj hai Barson se chala aa raha hai "

Zohra replied in a pissed tone " Jab tak aurat par mard ka thappa(stamp) aur thappad(slap) nahi lagta jab tak duniya ko sukoon nahi aata na "

She continued " Isiliye humey aajtak kisi ne chain se jeene nahi diya na? "

Zafar yelled " ZOHRA bas "

Zohra asked him " Kya bas Zafu? Yeh mat bolo tum bhi unhi mardon aur logon ki tarah tayaar ho rahe ho... Jisse aurat ki marzi aur izzat khaak mayene nahi rakhti "

Yumna scolded " Bas beta... Khamosh hojayen dono "

Zohra cried"Mai toh khamosh hojaongi Ammi lekin kab tak... Kal humey yeh kehkar tang kiya gaya ke hamare Sarr par kisi Mard ka haath nahi aur aaj mai apne kaam se kaam rakh rahi hoon fir bhi mujhe hi jhukna padh raha hai... Mai mazeed apni zindagi inn rishton aur logon mein nahi baandhna chahti jisme bas mujhe hi jhuka kar aur todhkar hi rishte nibhta hai "

Yumna sighed in despair knowing it was her silence due to which her children were in this situation.

Zafar took his mother's hand in his and spoke "mai baat karunga Zohra se... Aap tension na len"

Yumna nodded weakly and wheeled her chair to bedroom.

Zafar asked "kya hua hai Zoro?"

Zohra hugged her brother and cried.

Zafar sighed thinking something serious might have happened or else Zohra never behaved in such manner.

Yumna opened her cupboard and took a diary out with her shakky hands.

𝐏𝐘𝐀𝐀𝐑 𝐊𝐄 𝐊𝐈𝐒𝐒𝐄 ❤✨𝐁𝐎𝐎𝐊 𝟐Where stories live. Discover now