✨PAINING DISTANCE✨

Start from the beginning
                                    

SS: nahi nahi... Aise karte hai.

BS: nahi santu... Bahut zyada lagega.

SS: di... It's fashion.

KS: tum dono kabhi nahi sudhar sakti.

SS: chotu di aap hi kahiye inse.

KS: rehne do yaar... Aise ready ho rahe jaise neech mandap saja hai aur dulhan ko neech bul rahe ho. Bas karo aur neech chalo.

"Haan haan chalo neeche." Barbie herself left the room leaving her sisters behind.

KS: pehli baar itni excited ladki ko dekh hai... Nikal bhi gayi.

SS: karu di chalo...!

KS: haan.

Karishma and Santosh went down with Barbie. After sometime, pushpa ji asked Karishma and Santosh to bring snacks. They went in the kitchen and arranges everything in a platter but somthing was missing.

SS: karu di kuch toh missing hai.

KS: haan hum ko bhi lag raha hai.

Santosh begins count, "1..2..3..4..!! Sirf 4. Noor aunty ne kaha tha ki 5 items hai.

KS: idiot dessert nahi hai. Ab muh kaise meetha karenge agar sab sahi raha toh?

SS: cheeni rakhde?

KS: kya jadbhudhi ho tum.

SS: ab?

Karishma paces to and fro thinking what to do," tum ye lekar jao hum kuch souchte hai."

" Jo bhi karna hai jaldi kariye", Santosh leaves with the snacks.

KS: giraffe! Giraffe ko bolte hai. Vo vahi hogi toh lekar aa jayegi.

Karishma calls Haseena but she didn't pick up. Karishma tried multiple times but it was of no use. Karishma was peeping in the living room from kitchen when Haseena comes in the kitchen through the window. She placed the parcel on the food counter and thought what Karishma is doing. Haseena stood behind Karishma and taps on her shoulder. Karishma turns her head and was surprised and shocked to see Haseena and almost slipped due to suddenness but Haseena immediately held her waist with both her hands and pulls up before she falls. Karishma held Haseena's shoulders.

HM: sshh!! Chilao mat.

KS: Kab se call kar rahe the?

HM: tumhare pas hi aa rahe the.

KS: dessert nahi hai...!!

HM: relax... Jante hai vahi lekar aaye hai.

KS: Haash bach gaye. Par tum andar kaisi aayi?

HM: abhi helicopter chhodkar gaya hai. Bakri ne uski aawaz nahi suni.

KS: what nonsense...

HM: chudail ne udte udte apna dimag kahi gira diya. Ab hume hi dhundna padega.

KS: haan kyuki tum giraffe ho... Toh lambi si gardan se ache se dhundna par khud ka dimag... Kaisi aayi andar?

HM: jinn hai toh deewar k aar paar jaa sakte hai.

KS: haan... Sahi kaha tum jinn hi ho. Kabhi apni harkatein dekhi hai.

HM: haan tum se kaam.

Santosh comes back in kitchen and saw Karishma in Haseena's arms. Both were same position and talking without any realisation.

SS: aap dono ka hogaya toh Amma meetha puch rahi hai.

Now both realised their position and immediately stood straight. Karishma and Haseena served the dessert and Santosh took it to the guest. Karishma was also leaving when Haseena held her wrist and pulls her back.

CRAZY SOULS Where stories live. Discover now