PART 6.....FAISLA!!!

569 46 7
                                    

Sumati continued while looking mohit :- Beta tumhara bahut bahut shukriya agar tum na hote tu aaj meri bondita mere pass na hoti

Mohit :- Aunty iski kuyi jarurat nahi hai bondita meri bachpan ki dost hai uske liye yeh tu kuch bhi nahi.

All gives him a bright smile.

Thakuma :- Bondita kal panchayat hai aur usme ham log dushmani ku khatam karne ka faisla lene wale hai to usme tujhe bhi...

Bondita :- Ayungi thakuma jarur aayungi kyuki kal mujhe bhi ek faisla lena hai.

All gets confused.

Bondita :- Ab aap log jayiye mujhe aaram karna hai thak gayi hu kal ek jaruri kam bhi pura karna hai aur ha tupur tum khas karke kyuki kal ka din tumhara hai

Tupur :- Lekin bondita mera waha Kya kaam ?

Bondita :- Tumhara bahut bada kaam hai isliye aap sab bhi wahi rahiyega.

All gets more confuse include mohit and all left from her room

Bondita to herself :- Kal ka din bahut bada hai mere liye bhi aur meri behen ke liye bhi.

In roy chaudary mansion,

All are in devastate condition. All entered in house. Anirudh is not in the state to talk to anyone. A strange peace spreaded in the house which is unbearable for anyone. All are in heavy thoughts that what they had done with bondita and crying silently.

Kaka :- Yeh hamne Kya kar diya jis ladki ku hamne apni beti banaya tha usi ke saath itna bura kar diya hamne binoy aur sampoorna tum dono sahi kahte the ki hamari bondita aisa nahi kar sakti lekin dushmani ki aad me itne andhe hu gaye ham ki yeh dekh hi nahi paye Kya galat tha aur Kya sahi.

Binoy :- Da ab joh hone tha woh ho gya ab bhagwan ne ham sabhi ku ek mukka diya hai apni galti sudharne ka tu usku sudharna bhi tu hamara hi kaam hai na isliye rone se kuyi fayada nahi hai. Ab ham ji jaan laga denge aapni galati sudhare ke liye aur hamari bondita se maafi mangne ke liye.

Som :- Baba sahi kahe rahe hai ham ji jaan laga denge lekin bondita ku mana kar rahenge.

Anirudh :- Kis bondita ki baat kar rahe hai aap log us bondita ki joh ham sabhi ka khayal rakhne ke liye hamesha aage rahti thi lekin kuch nahi kahti thi. Aaj wohi bondita par ham me se kissi ne vishwas nahi kiya woh ladki kahti rahi mene kuch nahi kiya lekin ham sab itne andhe hu gaye dushmani me ki yeh tak nahi dekh paye ki jis ladki ku hamne apne parivaar ka ek ahem hissa ussi ke saath itna anayaye kiya. Baba sampoorna ma aur batuk aap sab sahi kahete the ki bondita aisa kuch nahi kar sakti lekin ham... ham sab yeh samajh nahi paye kaka usse na... nahi samajh paye. ( and start crying hardly and falls on his legs )

Anirudh continues :- Aur ha aap sabhi ki isme kuyi galati nahi hai galati tu meri is dushmani ki shuruvat bhi tu mene hi ki thi aur ab me hi bondita ki nafrat ku bhi sahunga.

He started left for his study. All tries to stop him but failed.

He entered in his study and opens his box ( sandook ). In this box bondita's toys, sarees, coconut telephone and etc are keeped by him from years. He toke her childhood photo from his sandook

 He toke her childhood photo from his sandook

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
TWO BROKEN HEARTS ( EMONTIONAL TALE OF ANIDITA)♡◇Where stories live. Discover now